Risk Reward Ratio in Forex Trading.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Risk Reward Ratio in Forex Trading.
    Assalamu Alaikum, dear forex trading mein successful trading karna chahte hain to ismein aapko multiple factors ko achi tarah study kar kay apni working main include karna hota hai, agar aap eisa nahin kar sakte hain to aapko hamesha bahut jyada problem ho sakhta hai or aap khabi bhi successful trading nahin kar sakte hain. Aaj main aapko aik bahut hi important factor jisko forex market mein risk and reward ratio kaha jata hai, uski kuch discussion krna chahta hun.

    RISK REWARD RATIO:
    Risk and Reward Ratio kay concept ko jab aap study krty hain tu ismein hum ko ya idea milta hai kay jab hum kei amount hasil krna chahty hain, tu us kay liye kitna expenses bardasht kr sakhty hain. For example jab hum aik profit ko expect krty huye market mein enter hoty hain, tu definitely usk against aik amount ko expenditure main bhi shamil krna ho ga.

    Classification of Risk and Reward Ratio:
    Forex trading mein jab hum risk and reward ratio ko properly study krty hain tu mostly ismein hum 2 major division main isko classified kar laty hain, jinki details below mentioned explain ki ja rahi hai.

    One ratio one ( 1 : 1 ):
    One ratio one ka mtlab hai kay jab aap forex trading market mein enter hoty hain, tu aap apny estimated Profit kay 100 percent equal stop ki value select krty hain, is theory ko one ratio one kaha jata hai. For example agar aap Gold per 1785 price per trade buy ki open krty hain, tu aap iska TP 1795 dollers aur iska stop loss 1775 dollers ki Price main set krty hain.

    One Ratio Two ( 1 : 2):
    One ratio two risk and reward ratio ko jab aap explain krty hain, tu ismein aapko yah information available hoti hai, jab aap aik trade open krty hain, tu us main apny estimated Profit ka 50 Percent stop loss ki value select krty hain. For example agar GBP USD per aik buy trade laty hain, tu iski opening value 1.3750 hai, is ka estimated Profit 1.3800 aur stop loss ki value 1.3725 per ho ge. Is theory ko one ratio two kaha jata hai.
    Click image for larger version

Name:	images (18).jpeg
Views:	2
Size:	18.2 کلوبائٹ
ID:	12474162

    Benefits of Risk and Reward:
    Agar aap apny account ki safety level ko maintain krna chahty hain, tu definitely aapko risk and reward ratio ko aap na study krna hota hai. Kunk without risk and reward ratio aap khabi bhi successful trading nahin kar sakte hain. Is liye apny account level ko maintain krny kay liye aapko above-mentioned information ki base per hi Trading activities ko carry on krna ho ga.
    Click image for larger version

Name:	images (17).jpeg
Views:	13
Size:	28.7 کلوبائٹ
ID:	12474163
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Risk Reward Ratio in Forex Trading.

    signals A trading history showing the number of pips profit/loss per month and/or the risk/reward ratio and actual trades. Sometimes (especially in the case

    اب آن لائن

    Working...
    X