forex and islam

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #676 Collapse

    walekumassalam ab tak jo internet say parha ha us k mutabiq islam ma trading HALAL ha ku k trading kehtay he is ko hain k sasti chez ley k kisi or pe mehengi bech dain.lakinagar isay is view say dakha jay k yeh ZAKHEERA ANDOOZI k mano ma ata ha to yeh haram ha.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #677 Collapse

      g han brother ap ka question boohat acha he mera bhi seniors se ye hi question he ke wo meri is bare me rhnumai krn q ke me ne bhi baz logon ko is ke khlaf bolte suna he
      • #678 Collapse

        bhai jan my is k bary my itna nahi janta hu is lia my apne dosto sy request karo ga k mujhy bhi is k bary my btay ta k mujhy bhi is ka farik my pata lag saky is lia abhi tu my uch nahi kah sakta
        • #679 Collapse

          forex ka business great business hai forex me bohat profits kama sakte hain ham brother yeh business hamari life ko better bana sakta hai or is business se ham ko bohat kamane ko milta hai yeh islam me bhi halaal karobar hai .
          • #680 Collapse

            forex islam main jaiz hai e skay bary main fetwey be mawjod hai ye aik real busines hai jis main chezon ko sell and buy kya jata hai...lkn ap nay account open krty waqat swap free account open krna hota hai swap say muead sud hota hai..es lye hmain sud say bachna hota haui........
            • #681 Collapse

              Dear, forex is a buisness. Hazoor(s.a.w.w) ny frmaya tha k rizk ka 90 % hissy buisness men hy.. so ye jaaiz hy ku k yahan hum mehnat kerty hen to ye jaaiz he hui na..
              • #682 Collapse

                forex ko use karne islam mein puri ijazat hai ismein ap money earn kar sakte hain is mein apko mehnat karni chahe islam mein is ki fully ijazat hain
                • #683 Collapse

                  g bhai ap ny bht achi bat khai ha mai ap ki bat sy agree ho islam mai jaiz ha q k is mai hm mehnat kr k trade krty ha jis sy hmein is mai profit hasil hota ha jis sy hm apni zarorat poori krty ha
                  • #684 Collapse

                    har kam har transaction bank kay zariay hoti hai agar bank darmian men involve na ho to ham transaction nahin ker saktay aur bank kis per chal raha hain yeh sab ko maloom hai jo log iss ko haram kehtay hain asal men..
                    • #685 Collapse

                      us par apna jaiz Munafa hasil kartay hain...or jaisay K hum jantay hain k tijarat Main nafa nuksaan dono hotay hain Forex Main bhi nafa nuksaan ka Ratio barabar hai Islamic point of view say dekhain tou jis Tijarat main sirf nafa he nafa ho wo haraam hoti hai
                      • #686 Collapse

                        bhai jan forex haram nae hen kiwn ke jis kam mein menat ki jaye wo haram hu e nae sakti ap ne bout logo se sunna hen ye haram nae hen aksar logo ke ye zain mein hota hen k kahin ye haram kam na hu par dont. wory
                        • #687 Collapse

                          forex na jaiz kaam nhi he aur na hi is mein ksi kism ki koi cheating ya dokha he blky ye bht hi acha business he jisy hm as a good professional apna skty hn aur islam me mumaniyat nhi ku k ye rozgar he is mein mehnat chye hoti he
                          • #688 Collapse

                            Forexi par islam ma koi pabandi nahi ha islam ma ya ak jayaz kam ha is ma koi masla nahi ha islam ma ya koi haram kam nahi ha is ko ap islam ma jayaz kam ha ma bi to is ko istamal kar raha ho or is sa fayda hasal kar raha ho is ma koi moshkal nahi ha ya ak bahtarin kam ha is ko har koi kar sKta ha
                             
                            • #689 Collapse

                              Is kam ma koi rishwat nahi ha is ma har koi kam kar sakta ha is ma ma bi is ma kam kar raha ho Is ma ap part time par kam kar sakty ha ya ak bahtarin kam ha is ma koi moshkal kam nahi ha is ma har koi kam kar sakta ha or is sa fayda hasal kar sakty ha
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #690 Collapse

                                Forex trading ko islam main halal ka darjah hasil hay kunkeh isss trading main loss aur proift dono hoatay hain jis ki wajah say aalim iss k0 halal kehtay hain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X