forex and islam

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #556 Collapse

    kfi logo se discuss kia but mjhy tasli bakhsh jawab nhi mila. kch ny kaha jaiz transaction nahin ker saktay aur bank kis per chal raha hain yeh sab ko maloom hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #557 Collapse

      dear qaiser apne bhot perfact answer dya very best i agree with you think brother. jee dear hum aik tijarat ki trah work karte hen jistrah tijart men nafa o nuksaan hota he esi trah forex business men bhi 2ono ka ahtimal hota he faida bhi hota he tu loss bho hota he
      • #558 Collapse

        I dont know exactly but in my view we work for profit and loss, not just profit and profit So it is a trade in my view and not against Islam.
        • #559 Collapse

          when i M not Alim,But Alhamdullilaah my spouse and i M a good Muslim... Meray Bhai forex trading Tijarat he tou hai... yahan ap Kisi kism ka ghalat Kam nahin KAr rahay... Sirf khared O Farokht Kar rahay hain or us all par apna jaiz Munafa hasil kartay hain...or jaisay K hum jantay hain k tijarat Main nafa nuksaan dono hotay hain Forex Main bhi nafa nuksaan ka Ratio barabar hai Islamic point of view say dekhain tou jis Tijarat main sirf nafa he nafa ho wo haraam hoti hai...Muslims K liye Sood haraam hai is usually liye instaforex hammain Swap free yani k sood say paaak account Farahm karta hai... ye facility sirf Muslims k liye hai..jo Record forex ko haraam Kehtay hain Zaraa ap un Say waja bhi pochain aap ko yakenaan un ki Batai hui waja kisi or perhaps Duniyaa ki bat lagay Ge.
          • #560 Collapse

            jee bhai mere mutabik toh yeh jaiz hai kyun kay islaaam main toh woh business jaiz hai jis main profit or loss dono hotay hain woh busienss jaiz hai islaam main is liye forex bhi jaiz hai islam main.
            • #561 Collapse

              g bhai jaan mai samjta hu hum ye business kar sakte hai maine suna hai ye legal work hai and mai yaha per learning he kar raha hu
              • #562 Collapse

                listen.... according to the concept of halal nd haram... i think earning from forex is halal so i think it is legal in islam.... aur agr ye illegal hai tou plz mujhee bhi inform karein is barey.... cuz mujhe tou nahi lagta k ye illegal kam hai.. kyun k hum yahan mehnat se earning kartey hai..
                • #563 Collapse

                  bhai mene jahan tak suna han aur mujhe samah hai mujhe to forex business halal kamayi lagti hai kyunke ap khud socho ke jis mein apko nafa nuksaan dono ho wo halal kamayi hai islye mere khayal mein to halal hai ..................................warna to retailer ko apni dukaan band karden chahye us mein bhi kharid o farokht hoti hai.,
                  • #564 Collapse

                    forex may swap free account musalmano kay lye jain hay jab kay jo account swap free nahi hay wo jaiz nahi hay wo is waja say kyu kay jo swap wala account hota hay us may hamay agar hamari trade 24 hours lagi rehti hay to us per hamay sood milta hay.
                    • #565 Collapse

                      mujhe to forex me trade karna zayas hi lagata hai kyuki hum koi haram ki nahi kamate hai agar aap trade karte hai to aapko pata hi hoga ki apako kitana mind use karna hoga to hi aapko earn milta hai aur aap koi bhi business kare to aapko mind to use karna hi padata hai uske bina kuchh bhi nahi milta hai aapko
                      • #566 Collapse

                        dear friends g ahuin g islam ma hum ko is ko koi bhtu nhai butt is ma hum mahanat karta hay is ma hum ko profit hotu hain g forex aik bhutu hi ach abussiness hain is ma um ko kam karna ki tarka ana chayu.
                        • #567 Collapse

                          jee janaab forex islaam kay hisaab say bilkul jaaiz hai kiuoon kay iss mein loss or profit aik saath hai or jahan loss profit braaber ho wo jaaiz hai islaam mein agar just profit hota loss nahin to phir forex jaaiz nahin hota
                          • #568 Collapse

                            bhai her wo business jis main legal treqa ho work karny ka aur kisi kisam ka fraud and gambling nai ki jaye is ki earning halal hoti hay aur forex trading aik legal and real busines hay jo islam main jazz hay aur is ko support karta hay islam
                            • #569 Collapse

                              forex islaam mein hilaal hai par es mein haram os waqt hoti hai jaab ap es mein sudh ley gae aur dosri baat es mein kaam kartay waqt cool mind rahay ap k liye money earn karna easy ho ga
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #570 Collapse

                                g bhai jan main ye kehta hun k forx aik jaiz kam hai ham ismy agr mehnat karty hain to hamen profit bhe zrooz milta ha hamari mehnat zaya nh jati han loss profit to hr kam main hai pr forex aik jaiz kam hai ismy jitni mehnat karyngy utna hi profit hoga loss kam hota hai..

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X