forex and islam

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #496 Collapse

    Bhai iss kay baray main main nay bohat sari bahsain prhi hain kuchh log issay najaiz smjtay hain kionkay forex main jo cheez hum buy kertay hian wo humaray qabzay main nahi ati hay or ISLAM main advance selling ka bhi koi tasawar nahi hay jo kay forex main hay laikn jo log issay jaiz kahtay hain wo yah kahtay hain kay yah karobar ki aik modren shkal hay.or modren karobar main aisa bhi hota hay kay cheez ap kay qbzay main na bhi ay to ap buy ya selling kertay hain jaisay kay property ka business hay.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #497 Collapse

      g bahi jan aap me aap kibat sy agri krta hon k forex islam me hlal hai ye hram hai bahi jan meny apny siniar sy bat ki thi to wo kehty thy k forex islam me hlal hai is par hmary pas ftwy bi mojod hai lekin meny aaj tak koi prof nhi dekha k forex hlal hai ya hram hai aap ksi our sy knfarm kry ye islam ka msla hai
      • #498 Collapse

        Dear mjhe itna pata k ye halal ha kyun ye aik asa business ha jis me hmen loss ka bhi dar ha or kisi bhi business ko start karny se phely agr hmen us me loss ka dar ha tu wo hmary liye halal business ha
        • #499 Collapse

          mana is silsila ma aik 2 logo sa pata kiya hai yani ulma karam sa uno na muhja is ka bara ma bataya hai ka yah halal hai aur aik chez ap ko is ka bara ma bata do ka is ma ap ko utna hi milta hai jitni ap ki mehnat hoti hai.
          • #500 Collapse

            mery bhi bat asy ha k forex par treding karny ko bht sy log galat khaty han kiun k is kam sy bht sy log loss kar chuky han ye kam gamling ki trhan ha par bht sy log aisy bhe han jo forex sy apna ghar bar chalaty han forex un ki help karta ha to forex thek ha
            • #501 Collapse

              wasalaam bro is mai aisa hai kai is mai forex mai islam ka yhun bi zikar ap nai kia hai kai ap ko shahid aisa lagt hai kai is mai yh islam mai shahid haram ho but aois anahi hai bro is mai ap ki hard working hti hai yh haram ni hai islam mai
              • #502 Collapse

                Forex trading business Islam main bilkul jaez hai aur kai ulema fatwah bhi de chuke hain is business per keh ye halal hai. Lehaza hamain chahiye keh swap free account open karen ta keh hamara account mukamal tor per halal ho. jis karobar main profit loss dono hon to islam main jaez hai.
                • #503 Collapse

                  well, g ap ne pocha k forex n islam tu mein yeh kahoon gee k islam ne kahna pe mehnat karnay se mana kiia hein, yeh b tu hmki mehnat hee hein na k hm posts kar rahe hei, iss mein tu aesa kuch nai jo islam mein hmko karnay se mana kiaa gya ho,
                  • #504 Collapse

                    Dear in this forex forum many threads are open in this question and i ask always that we not need to involved our own assumption or idea regarding this issue because islam is a religion where if any one give wrong idea then he get his punished so we need to go to any scholar to ask them our those question and clear our mind.
                    • #505 Collapse

                      jee bilkle theek kehtay hain forex ek acha business hai iss men haram konsi baat hai mehnat ker kay kama raha hain paisa laga raha hain paisay kay badlay sell transaction ker rahay hain apna khoon jalatay hain sood in order to uss soorat ken hota hai keh ham kis doosray trader ko kahen keh ye lo 50000 aur her mah mujhay 10000 denay hain. lekin ham essa to nahin ker rahay.
                      • #506 Collapse

                        mujhay to foex ke hawalay se kopi ghalata ni nazar aathe q k is me mjhay koi bi aeasa gahalat kamni lagta jis ki wajha se is ke saakh ya is par koi ungli uthaye.... mene to apnay doston se pata ky a tha to wo kehtay hen ke aesi koi baatni he aap bay fikar ho kar is me invest kren or phr is me se ap earniging karksatya hen
                        • #507 Collapse

                          Basic on me i module say that trading is a very redemptive operate and any one and any where can be fit to dealings the marketplace then he faculty be healthy to get neat money from one point to the other so it is real groovy for you to be focus
                          • #508 Collapse

                            jee bhai forex ak jaiz business he kiu ke jese ksii dosre business me ham investment karte hen tou uske sath ham usko samjte hen toh earn karte hen or agar nahi samjte toh nuqsaan isi trah forex be ak business he jisko samjna parta he agar samaj toh theek nahi toh loss or yh halal he
                            • #509 Collapse

                              Forex trading karty huway namaz ka time bhi hota hay so humay chahiey keh tp and sl ko use karty huway trading karen aur apni nmazo ko bhi time dain es trha humari trading par bohat acha asar ho ga.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #510 Collapse

                                ji haan dear wesay mairay khaayaal mai forex islaam mai jaiz hai ku kay is mi hum sood nahi khatay hain mahnat karkay trading ko kartay hain tab ja ker forex hamay profit daiti hai ya bussniss koi haraam nahi hai yai jaiz bussniss hai muslim is busniss ko kar saktay hain and gher behat incom kama saktay hain.,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X