forex and islam

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #271 Collapse

    forex aik bussnieess hai jis may hum trading loss aur profit ki base par kartay hai halaal tareeqay say mehnaat kar kay kama rahay hai yeh kaam sood say bhe pak hota hai is may currency sell aur buy hoti hai yani tijarat kahtay hai is kaam ko aur tijarat kay kaam ko islam may haram qarrar nhe deya gaya hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #272 Collapse

      Walekum as salam,
      Mujhe lagta hai kay forex trading business islam mai jaiz hona chahiye, mai na koi molvi hoon na mufti. ye meri personal raaye hai. kiu kay islam mai har wo karobar haram hai jis mai hum sirf profit kay partner hoon.
         
      • #273 Collapse

        w.salam bhai forex pe work karna or is say profit lana jaiz hay as a muslim.mene khud apnee area k masjid k imam say is ka sawl kia tha or sari sitution or condition btaye thi.unka confom jawab nahe tha k is mein koi aisi bat nahe hay jo shariat k khilaf ho ap yeh work kar saktay hein.
        • #274 Collapse

          mery bhai forex ISLAM me jaiz hy. q ky ham computer per apny hatho sy kam krty hen or hathon sy kam krny wala ALLAH ko pasand hy forex me ham na to kisi ki haqq talfi krty hen or naa hi koe sood ka concept hy. ham apni mehnat sy kmaty hen or jaiz treeqy sy mehnat sy kamana jaiz hy. thanks
          • #275 Collapse

            nhe yar es chez ka nhe pata ye tou kisi ulma sy he pata karna pare ga waisy mhnat sy makai hoe rozi halal hy yaha be mhnat hote hy lakan pata nhe ye ye halal hy or haram
            • #276 Collapse

              islam me tijart me 90% nafa rakha ha and trade ko urdu me tijart he kehty ha to forex me b to hum trade karty ha to ye najaiz kese ho sakti ha ye puri tarha jaiz ha islam me
              • #277 Collapse

                Consult an Alim whether it is correct or not but there is loss and profit both together and its sinply a business of buying and selling.
                • #278 Collapse

                  hamy har chees may islam kay rule ko follow karna chaiaey aur I think forex forem may islam ko follow kartay hay aur iss may hum apni mehnat karthay hay profit or losse to kismat may hota ahy whai melta ahy
                  • #279 Collapse

                    daer forex tardeing bhi other business ki trah aik business hy jis mee loss or profit doonoo hi hooty haien or mery mind ky mutabiq to forex tradeing bhi islam ky ousloon ky mutabiq theek hy kiu kih is mee naa too sood hoota hy or naa hi kuch or or agar ham jwa kahien to us ki or shakal hy agar ham manual tradeing akreen or mihnat kareen too yeh islaam mee halal hy is mee jwwa sy bachna chahiey
                    • #280 Collapse

                      dear main n bhi kafi sary logoon sy patta kia kuchh kehty hain keh sahi hey aur kuch kehty hain keh sahih nhi hey aik n bataya keh jb loss profit donoo hain to woh kam sahih he aur proft loss bhi step by step hota he to yeh thaik he.
                      • #281 Collapse

                        G is k bary ma mujhy bhi sahi tarah info nahe ha magar mery khayal ma forex ak jaiz kam ka or islam ki rooh sa halal bhi kio k haram kam wo hota ha jis sa sood ho or kafi bure cheezn hon or haram kam ma mehnat kiya bagir ap ko profit mil jata ha jab k asa forex trading ma nahe ha
                        • #282 Collapse

                          of course , forex ka islam mai jaiz hay , islam hume yah btata hy kah hume kii bhi treeqe se mehnat kar keh kamana hay , or hum si mai jab bhi kam karty hayn , apni mehnats e kam karty hayn , or mhnats e kamaya gai earning humre liy halal hay or humre pas achy se hone ka zariya bhi hay , or is mai islam hume kam karne ki azaadi deta hay ,,,
                          • #283 Collapse

                            forex trading is the business so it is halal but if you are using swap free account then it is good way to make money . you should use Islamic account then it is true you can work on it and can make it as source of your earning
                            • #284 Collapse

                              hum ko har kaam karny say pehly us ka Islam say zaroor muaznaa karna cheahy or rehi baat forex trading ke is mian aap ko risk b lena hota hey or learning b karni hoti hey or loss b ho sakta hey so in this way ye thek hey Islam main.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #285 Collapse

                                forex trading ke bare main bohat se logo ki bohat sari rae hai kuch log forex trading ko islam ke khilaf bolte hain or isko islam main ek haram kam ke tor par samajhte hain jabke kuch log forex trading ko halal bhi bolte hain or iske hawale se bohat se ulma ka fatwa bhi hai ke forex trading islam main jaiz hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X