forex and islam

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #736 Collapse

    forex forum tradding dono alaga alaga chisy hy or islam ak acha relegius hy or islam my insan ko bhot acha benefit hy hy
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #737 Collapse

      is ma har koi kam kar sakta ha is ma am bikam karta ho or is say fayda hasl karta ho is ma koi kam bi moshkal nahi ha is ma sab kam bohat hi ahsan ha is ko ap bi kar sakty ha or is say fayda hasal kar sakty ha is ma koi moshkal nahi ha is ma sab kam bohat hi ahsan ha is ko koi bi kar sakta ha
      • #738 Collapse

        my dear forex ka buisnes iak hala buisness mei hj aray isalm mei kyu kay is buisness ko ab iak boaht hia chi tarah say swap free kar diya gya hai wo is laiy hi kar diya gya hai kay ye iak hala mei a jaiy
        • #739 Collapse

          is ka full pata nahi hai,.aur mukhtalif log is k bary main alag alag batain batatey hain baqi Allah hi behtar janta hai.
          • #740 Collapse

            dear me siraf etna janta hon k islam me wo business halal hay jes me profit k sath loss b ho, instaforex haram hay ya halal es k bary me mujy etna knowledge nahi hay.
            • #741 Collapse

              forex mein ager lot size ager berha ker use kiya jaye to phr yeh islam mein jaiz nhi hai lakin ager small lotsize k sath iska use kiya jaye to yeh best hai or profitable bhe hoga or islam mein jaiz bhe
              • #742 Collapse

                meray bhai mai is baray mai kuch nai kah sakta hon q k mujay is baray mai kuc pata he nai hai k yah islam nai jaiz hai k nai hai.
                 
                • #743 Collapse

                  forex islam m jiaz hain q k hum is main loss bhi karte hain agr hum is main sirf porfit ho raha hota to ye harm ho ta likin hun is main porfit k sath loss bhi to karte hain to is liye ye harm nahi hai jiaz hai see you
                  • #744 Collapse

                    Dear ye business islam me aik halal business ha ye aik asa business ha jis me hm jitna chahe utna earn b kar sakty hain or is business me hmen loss b hota ha isi liye ye business islam me aik halal business ha jahna tk mera experince haa
                    • #745 Collapse

                      meray bhai mai is baray nai kuch zyada to nai jata hon k yah islam mai jiaz hai ja na jaiz mai khud is maslay mai confused hoon.
                       
                      • #746 Collapse

                        Assalam-O-Alaikum jahan tak mera khyal hey key forex trading hum kar saktey hen aur ye haram nahi hey q key is me profit aur loss sath sath chaltey hen aur ap ko is me mehnat be karna parti hey.
                        • #747 Collapse

                          assalam o alaikum main ak adna sa mulim hun aor islam k mutliq nhe janta ap ka question acha ha per itna zarror ha k koi bi mulana sahib forex use nhe karty jo jawab den gay
                          • #748 Collapse

                            nahi bahi aisa ibdlukl bhi nahi hay apko kis nay kaha hay kay wo forex islam may jaiz nahi hay bilukl jaiz hay forex islam may and hum islam kay tariqe kay mutabik hi trade kerte hen and profit earn kerte hen...
                            • #749 Collapse

                              jitnaa forex keey bareey meey knowledge hasil kareey geey aur time keey lihaaz seey jitna experience hoo gaa utnaa hi aap ko benefit heey jeb tek uss keey bareey meey knowledge naa ho uss ko ser injaam nahi dainaa chahyee jo keey speed keey saaath chalti heey weseey to aap day timing meey bi market ko teez daikh kerr trading kaa work kerr sakteey heey
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #750 Collapse

                                Walekum Assalam mere dost maine bhi kafi ogon say forex trading or islam kay baray main discus kia hain lekin mujhy sub say mukhtalif qisam kay jawabat maily hain kuch moulana kehty hain kay forex trading jaez nahi hai or kuch moulana kehty hain kay forex trading ek jaez kaam hai aap isay kar sakty hain lekin is ka behtreen hal yeh hai kay kisi achay moulana say is ka fatwa lelia jaye.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X