What is Risk & Reward Ratio?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is Risk & Reward Ratio?
    Assalam O Alaikum!

    Friends, Umeed hai ap sab kheriat sy hon gy. Agar ap successful trading karna chahty hain to ap ko forex trading ky multiple factors ko study karna ho ga. Or inn ko apni working mn include karna ho ga. Soch samaj kar trade karny sy ap ko bht zyada profit ho sakta hai. Warna ap ko nuqsaan bardasht karna parhy ga. Aj main forex trading ky bht hi important factor jis ko Risk & Reward ratio kehty hain ky bary mn discuss Karen gy.


    Risk & Reward Ratio:

    Risk & Reward ratio ky concept ko jab ap study karty hain to iss mn hum ko yeh idea milta hai ky jab hum koi profit gain karna chahty hain to us ky liye hum kitna loss bardasht kar sakty hain. For example, jab hum 1 profit ko expect karty hain to defiantly usky against amount ko expenses mn bhi add karna ho ga.

    Click image for larger version

Name:	1.jpg
Views:	1
Size:	332.1 کلوبائٹ
ID:	12474039


    Classification of Risk & Reward Ratio:

    Forex Trading mn jab hum Risk & Reward ratio ko properly study karty hain to hum iss ko 2 major categories mn divide karty hain. Jin ko neechy explain kiya jar aha hai.


    One Ratio One (1 : 1):

    One Ratio One ka matlab hai ky jab ap koi trade open karty hain to iss mn ap apny estimated profit ky 100% ky equal stop loss ki value select karty hain. For Example, agar ap GBP/USD ki buy ki trade 1.3700 sy open karty hain. Agar ap iss ka TP 1.3750 lagaty hain to ap iss ka SL 1.3650 lagaen gy.


    One Ratio Two (1 : 2):

    One Ratio Two ka matlab hai ky ap koi trade open karty hain to iss mn apny estimated profit ky 50% ky equal stop loss ki value select karty hain. For Example, agar ap GBP/USD ki buy ki trade 1.3700 sy open karty hain. Agar ap iss ka TP 1.3750 lagaty hain to ap ko iss ka SL 1.3625 lagana ho ga.

    Click image for larger version

Name:	2.png
Views:	6
Size:	6.0 کلوبائٹ
ID:	12474040


    Benefits of Risk & Reward Ratio:

    Agar ap apny account ko safe rakhna chahty hain to ap ko risk & reward ratio ko study karna hota hai. Qky ap risk & reward ratio ky baghair kabhi bhi successful trade nai kar sakty. Iss liye apny account level ko maintain karny ky liye apko above mentioned information ki base par apni trades ko open karna ho ga.

    Click image for larger version

Name:	3.jpg
Views:	1
Size:	32.2 کلوبائٹ
ID:	12474041

اب آن لائن

Working...
X