Technical analysis ko completely understand krny kay liye aapko hamesha major or minor levels ki identification kay bad en Level per fake and real Breakout ko study krna hota hai. Aaj main apni post main real or fake breakout ki identification sa related valuable information provide krny ja raha hun, jo aap kay liye helpful ho sakhti hain.
What is Real Breakout
Dear members jab aik major or minor levels ko market break krti hai, tu us time aapko iski identification krny kat liye is main market Voliume ki dekhna hota hai. Jab market ka Voliume zyda hota hai, or isk sath sath aapko us levels per candlestick pattern ki confirmation krna hoti hai, is sa aapko market main real Breakout find out karna possible ho sakhta hai.
What is Fake Breakout
Fake Breakout ko recognize krna bahut important role play kr sakhta hai. Kunk jab tk aap tak isko properly identify nahin kar sakhty hain, tu aapko maximum advantages available nahin ho sakhty hain. Fake out Breakout main market ka Voliume bahut zyda nahin hota hai. Isk sath sath aapko market main zyda lambi wick wali candlestick sa confirmation mil rahi hoti hai, jis sa aapko idea mil jata hai, kay ya fake breakout hai.
Reasons of Fake Breakout
Dear member forex trading market mein aapko hamesha fake breakout ko carefully focus krna hota hai. Kunk fake breakout sa aapko bahut zyda loss ho sakhta hai. Fake breakout ki bahut sari reason ho sakhti hain. Some time kuch brokers, investors or market Makers fake breakout ki reason ban jaty hain.
Retest Confirmation
Jab aik level ka breakout hota hai, tu definitely us level ko market hamesha Retest krti hai. Aap hamesha retest per bhi profitable entry la sakhty hain. Is liye aapko breakout kay bad retest ko focus krna hota hai.
Interpretation
Dear members forex trading market mein aapko hamesha breakout per aapko bahut zyda achi enteries mil sakhti hain. Fake and real Breakout kay sath sath aapko Retest strategy ko dekhna hota hai, or uski interpretation ko achi tarah samjna hota hai. Is main aapko stop loss ki calculation ko samjna hota hai.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим