What is gold? Understanding Gold as a Trader's commodity;
Gold dunya ke sab say valuable commodity hey currency or gold ke afadeyaat history kay sath sath aik favored or safe assert hein trader gold par trade zyada margin hasell karnay ke base par karta hey margin ke bunyaad market movement or market volatility ke base par hote hey forex market mein bohut zyada poplar commodity hey jes par trader entry lay kar maximum earning hasell kar sakta hey
Gold price against US dollar;
Gold ke price US dollar ke price kay sath bhe link karte hey or kese molk ke import or export kay sath bhe jes mol kay pass gold kay reserve hotay hein or woh gold ko export karte hein to on ke currency strong hote hey jab gold ke price increase hote hey to os molk ke total export ke value bhe increase ho jate hein ager dollar ke price mein weakness aa jay or price down ho jay to gold ke price up chale jate hey
what effect gold prices;
jo factor gold ke price ko effect kartay hein stability, supply and demand, central bank ke nomaish or ETFs kay zarey say trade ka volumes shamel hey
stability;
world currencies kay basic financial aala kay tor par gold kafe mehfoz esasa samjha jata hey hangama arai kay wakt es ke price mein ezafa hota hey kun keh Government or investor ghair yakene sorat e hal kay khelaf haij kay tor par os ka rukh kartay hein es kay elawa gold prices ager halat stable ho to down ho jate hein kun keh investment profitable ho jate hey or investment bohut zyada visible ban jate hey
Supply and Demand;
open market mein gold ko zyada importance de jate hey or jab gold ke demand increase hote hey to prices up ho jate hein dosre taraf demand kay kam honay say prices bhe kam ho jate hein
central bank;
dunya kay bohut say molkon mein gold kay zakhair central bank kay control mein hotay hein jes ke wajah global gold market mein prices mein bohut zyada strong hote hein ager bankon nay apnay gold ko increase kea ya decrease kea en ka thora sa asar gold ke price mein bohut zyada asar dallay ga es ley central bank aik agreement decision layta hein keh woh yaktarfa tor par gold ko buy karnay mein hesa na lay jo world market ko unstable kar sakta hey
ETFs;
exchange trader fund aam tor par gold ke price ko motasar karnay ke bejay es ke akas bande karna chahtay hein bohut say baray EFTs physical gold ke mekdar ko Hold rakhtay hein esse tarah kay EFTs ke inflow or outflow market mein physical supply and demand ko tabdel kar kay metal ke price ko asar andaz kar sakta hey