3 black crows candlestick pattern in forex trading and its importance
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    3 black crows candlestick pattern in forex trading and its importance
    Dear forum members, Forex trading main technical analysis say hi kamyabi milti hai. Ager ap zayda investment krty hain lakin ap k pass knowledge ni hai to ap kabi bi kamyab nai ho sakty. Analysis k liy candlesticks ki importance ko ni ignore kr sakty. In candlestick me say 3 black crows aik buht important candlestick patten hai. Main ap k sath is candlestick ka knowledge share krna chata hoon.

    How to recognize 3 black crows candlestick pattern:

    Dear members, is pattern ko identify krna buht asan hai. Yah aik 3 Candlestick say mil kr banta hai.

    First candle: yah aik small body wali candlestick hoti hai. Yah aik strong uptrend k bad banti hai. Is candlestick ki small body, market me indecision ko show krti hai.

    Second candle: Is ki second candle, pehli candle say bari aur bearish hoti hai. Is ki body bari hoti hai aur apny low point k pass close hoti hai.

    Third candle: yah aik bearish candle hoti hai jo second candle say bari hoti hai, aur wo bi apny low point k pass close krti hai.

    Dear members, jab yah three candlestick ka pattern banta hai to him kehty hain k hamara, 3 black crows pattern confirm ho giya hai. Yah aik strong trend reversal pattern hai. Is pattern ko daikhny k bad ap selling trade lagani chaiy. Ager ap ko yah pattern aik resistance level pay mily to yah ap k liy aik buht achi opportunity hota hai. Is pattern ko daikh k ager ap trade lagaty hain to ap apna stop loss first candle k high k oper ya pir resistance level k oper rakh sakty hain.

    Chart:

    Dear members, main ap k sath is ka chart share kr ra hoon ra k ap ko is candlestick pattern ko identify krny main aur asani ho.


    Click image for larger version

Name:	3 black crows.jpg
Views:	12
Size:	5.6 کلوبائٹ
ID:	12473732
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: 3 black crows candlestick pattern in forex trading and its importance

    Dear friends
    Hamen jitna candlestick patterns ke bare mein knowledge hota hai hamen itni hi aasani ke sath kamyabi mil jaati hai aur agar ham aasani ke sath ine candlestick patterns ko analyse nahin kar paate Hain to fir hamen kamyabi Nahin mil sakti hai isliye in candlestick patterns ko analyse karna bahut jaruri hai tab hi ham successful ho sakte hain otherwise ham kabhi bhi successful Nahin Hoti isliye hamen chahie ke ham jarur in patterns ko analyse Karen taki ham kamyabi ke sath apni trading kar saken
    aj ham three black crows patterns ke related guftagu Karne Wale Hain aur mere khyal mein yah patron hamare liye bahut kimti hain isliye hamen jarur apni cost mein accha knowledge share karne ki koshish Karni chahie aur main bhi iske related kuch information share karna chahta hun

    THREE BLACK CROWS CANDLES KIA HAIN

    Three black crows ek jumla hai jo ki ham bearish candlestick pattern ko byan karne ke liye istemal karte Hain joki hamen Trend ke reversal hone ki ki tan conformation deta hai
    Three black crows mein pa is banta hai aur ismein jo bhi candles banti hai vah bhi bearish Banti Hain aur is se hamen bahut hi acchi confirmation mil jaati hai hai ki aap trend reverse ho chuka hai aur aap trend down jaane wala hai is Tarah se ham bahut hi acchi selling Ki opportunity mil jaati hai aur ham bahut acchi trade kar sakte hain ismein jo bhi candles Banti Hain unka colour black ya red hota hai
    Click image for larger version

Name:	images.png
Views:	16
Size:	7.1 کلوبائٹ
ID:	12346110

    Three black crows candles ko analyse karna

    Jab candlestick patterns mein three big body bearish candles banti hai aur ine candles ka open previous candle ki body ke andar hota hai aur unka close kafi niche hota hai hai aisi Surat mein ham three black crows ko analyse karte Hain aur yah hamari technical analysis mein kafi madad karta hai yah patron hamare liye bahut hi useful aur venky share hota hai isase hamen trend reversal ki bahut hi acchi confirmation mil jaati hai
    Three black crows mein Jo bhi candles banti hai hai unki body kafi badi hoti hai lekin unke shadow yah to hote nahin hai ya na hone ke barabar hote Hain iski hamen confirmation jarur kar leni chahie kyunki is time bearish pressure hota hai iski vajah se a candles ke Shadow Nahin ban paate Hain aur yah hamare liye bahut badi confirmation hai
    Click image for larger version

Name:	images (1).png
Views:	15
Size:	5.3 کلوبائٹ
ID:	12346111
    Jab ek trend niche se upar ki taraf ja Raha hota hai aur phir jab wo resistance area se reverse hota hai to agar vahan per hamen three black crows mil jaate Hain to vahan se downtrend start ho jata hai aur is downtrend mein hamen kafi acchi selling opportunity mil jaati hai jahan per ham entry lekar market se bahut hi achcha profit earned kar sakte hain yah pattern hamare liye bahut hi use ho sakta hai agar ham isko thik tarike se analyse kar lete hain to yah hamare liye kafi faydemand hai

    Three black crows candlestick pattern ka kirdaar
    :
    Jab market mein main three sessions mein lagatar bears bulls ko overtake karte Hain to ustime per three black crows candles Banti Hain iska matlab yah hota hai Ki ab market mein sellers ka pressure hai aur ab market mein downtrend jana hai
    In three black crows ki vajah se hamen market mein yah pata chal jata hai ki aap downtrend shuru ho chuka hai aur ab ham sale ki trade open kar sakte hain aur Market mein hamare liye kafi chalenge opportunity hai kyunki iska matlab hai ki aap market mein main kafi e bear pressure hai hai aur iski vajah se market niche ki taraf jane wali hai
    Click image for larger version

Name:	images (2).png
Views:	4
Size:	7.2 کلوبائٹ
ID:	12346112

    Importance of three
    black crows:
    Three black crows ki candlestick pattern mein bahut badi importance Hakim she is pattern ki vajah se hamen ek bahut hi achcha trend mil raha hota hai Jaise hi koi trend reversal hota hai toss time per hamen bahut hi achcha entry-point mil jata hai isliye hamen three black crows ko jarur importance deni chahie kyunki yah hamare liye kafi useful aur beneficial hota hai
    Agar ham three black crows ko analyse kar lete hain to vahan per ham bahut hi acchi entry lekar kamyab trading ka sakte hain isliye hamen candlestick chart pattern per jarur practice karni chahie aur three black crows baton ko analyse karna chahie taa ky ham acchi aur profitable trading kar saken
     

    اب آن لائن

    Working...
    X