Assalam Alaikum dear member Forex trading mein agar aap successful trading karna chahte hain, tu is main aapko multiple strategies ko properly utilised krna hota hai. Aaj main aapko aik bahut hi familiar trading strategy, jisko aap Price Action kay name sa janty hain, uski discussion krna chahta hun.
What is Price Action
Price Action basically aik eisa structure hota hai, jis main aap market ki judgement krny kay liye indicators ko use nahin krty hain, or market ki movement ko negect chart ki shape main understand krna learn krty hain.
Trend Identification
Price Action Techniques main aap ko market main available current trend ko identify krna asan hota hai. Main aapko ya batana chahta hun kay market main jab aap trend ki confirmation krty hain, tu is main following mentioned trend ki types ho sakhti hain.
Bullish Trend
Bullish trend jisko aap uptrend kay name sa bhi janty hain, is main aapko regularly increased prices available ho rahi hoti hain. Jab market mein prices regularly basis per increase ho rahi hoti hain, tu aapko market mein bullish trend mil raha hota hai.
Bearish Trend
Bearish trend jisko aap downtrend kay name sa bhi janty hain, is main aapko regularly decreased prices available ho rahi hoti hain. Jab market mein prices regularly basis per decrease ho rahi hoti hain, tu aapko market mein bearish trend mil raha hota hai.
Sideway Movement
Jab market mein bahut zyda voltatality dekhny ko nahin mil rahi hoti, tu us time main aapko sideway trend observe ho sakhta hai. Eisi situation main bahut zyda confusion ho rahi hoti hai. Jab market aik specific range main apni movement complete kar rahi hoti hai, tu aap easily is ko recognize kar sakhty hain.
Importance of Price Action
Definitely aap Forex trading market mein agar working karte Hain, tu Price Action aap kay liye bahut zyda profitable ho sakhti hai. Is Techniques ki basis per aapko bahut hi outclasses enteries mil sakhti hain, or aap effective trading kar sakhty hain.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим