Three inside down and three inside up candlestick pattern
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Three inside down and three inside up candlestick pattern
    Three inside down and three inside up candlestick pattern;


    jab hum three inside down or three inside up candlestick pattern kay andaz mein Harami modal ke tasdeeq karte hey kun keh en dono andazon say pehlay dono den Harami he hotay hein andaz ka tesara den kesi bhe rojhan mein closing price ke tasdeq karta hey bullish hey ya bearish hey
    Bullish Market pattern mein Harami kay bad tesaray he den price opar ke janeb close hotey hey or three upside kay bananay ke tasdeeq karta hey
    Bearish harami andaz jo keh price mein kame kay sath ho es say three inside day andaz ke tasdeeq hotey hey
    Click image for larger version

Name:	three-inside-up-.-down-patterns5.png
Views:	1
Size:	21.9 کلوبائٹ
ID:	12473691


    Criteria Three inside down and three inside up candlestick pattern;


    Harami pattern es pattern ka overriding signals juzo hey
    Harami pattern long day candlestick pattern ka mokhalef rang hote hey
    tesara den opar ke janeb close ho to three inside up andaz banta hey or ager nechay ke janeb close ho to bearish pattern ko indicate karte hey three inside down andaz banta hey
    three inside up
    Click image for larger version

Name:	10-Three-Inside-Up-_Hewlett-Packard-Company_Feb-02-2010.png
Views:	1
Size:	26.7 کلوبائٹ
ID:	12473693
    Three inside down
    Click image for larger version

Name:	08-Three-Inside-Down-_The-Walt-Disney-Company_Sep-17-2012.png
Views:	1
Size:	26.4 کلوبائٹ
ID:	12473694

    Three inside up and three inside down pattern ke psychology;


    Harami andaz ke tasdeeq kay tor par modal kamyaab Harami andaz ko indicate kartay hein yahan par Harami pattern yeh indicate karta hey keh trend rok geya hey aik faztor jo trend kay reversal honay neshandahe mein madad karta hey keh last day kay mokaballay mein candlestick pattern ketna bara or mota hey aik pattern jo nesbatan zyada large mokhalef pattern kay mokaballay mein zyada takat rakhta hey teeh den ke strong movement opposite kay pattern ke takat mein ezafa karte hey


    flexibility;


    pattern otanay he plexible hein jetnay Harami hein dosre candle ka asar or size modal ko kamzor ya mazbot bana sakta hey


    Development;


    Bullish three inside up Hummar andaz ban sakta hey jab keh bearish three inside down aik bearish shooting stars ka andaz ban sakta hey dono sorton mein development ke khaseyaat pay jatey hey
    bhali kay badlay bhali
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Three inside down and three inside up candlestick pattern

    Candlestick mein Jo bhi pattern banta hai vah hamare liye ahmiyat rakhta Hai kyunki hamari trading candlestick pattern per hi depended hoti hai isliye hamen chahie ke ham candlestick ka proper tarike se knowledge hasil Karen kyunki jab hamen iske bare mein pata Hoga tabhi hamari trading acchi hogi aur agar ham iske bare mein main acche tarike se knowledge Nahin rakhte Hain to fir hamen kamyabi bhi nahin mil sakti hai isliye hamen chahie kam mehnat Karen aur candlestick mein jitne bhi patrons bante Hain sabka hamare pass knowledge Hona chahie tha ki ham aasani ke sath unko analyse kar sake aur kamyabi ke sath trading kar saken.

    Three upside candlestick pattern:
    Three upside candlestick pattern ek bahut hi important pattern hai aur is patron ke through hamen market mein trend continuation ki confirmation Hoti Hai jab trend chal raha hota hai aur usmein agar three up side candlestick pattern banta hai to iski hamen bahut hi acchi confirmation mil jaati hai aur market mein hamare liye trading ke chances bahut jyada hote hain aur ham market mein bahut hi aasani ke sath trading kar sakte hain isliye three upside candlestick pattern ko analyse karna bahut jaruri hai.

    Indication of three upside candlestick pattern
    :
    Three upside candlestick ki identification karna bahut hi jaruri hota hai kyunki jab tak ham iski acche tarike se identification nahin kar lete hain tab tak hamari trading behtarin Nahin ho sakti hai three upside candlestick pattern ki identification ham is Tarah se kar sakte hain....First of all market up trend mein honi chahie aur market mein pahle Jo candle banti hai vah ek bullish candle hoti hai aur uski long body hoti hai.Click image for larger version

Name:	download.png
Views:	3
Size:	6.6 کلوبائٹ
ID:	12347960

    Market mein banne wali 2nd candle bhi bullish honi chahie aur iski body bhi long honi chahie.Market mein banne wali third candle ka open market ki fast candle mein Hona chahie aur iska close second candle ke barabar Hona chahie to tab hamen three upside candlestick pattern ki identification hoti hai aur tab ham isko confirm kar sakte hain ki market mein three abside candlestick pattern ban chuka hai

    How to trade with three upside candlestick pattern
    :
    Three upside candlestick pattern pe trading karna bahut hi aasan hai aur ham bahut hi aasani ke sath uski confirmation Karke trading kar sakte hain agar market mein hamen jab 3 upside candlestick pattern ki confirmation ho jaati Hai to fir hamen Uske Breakout ka vate karna padta hai Jaise hi market mein hamen uska Breakout milta Hai to ham fauran hi entry le lete hain aur is time per li gai entry hamare liye bahut hi useful Hoti Hai kyunki market mein agar ham rightpoint se entry le lete hain to market se hamen kafi achcha profit mil sakta hai isliye hamen koshish Karni chahie ke ham Sahi jagah se entry letter ke market se ham achcha munafa le saken agar hamari entry theek Nahin hogi to market mein hamen munafa Nahin milega aur hamara nuksan hoga.
    Click image for larger version

Name:	images.png
Views:	3
Size:	4.7 کلوبائٹ
ID:	12347961

    Importance of Three upside candlestick pattern
    :
    Three upside candlestick pattern ki hamari trading mein bahut hi importance Hoti Hai kyunki ye hamare liye pattern 1 indicator ka kam karta hai aur ham bahut hi aasani ke sath market mein entry ki position le sakte hain aur market mein ham buying trade le sakte hain.Yah patron hamari trading ke liye bahut ahmiyat rakhta hai isliye hamen isko ignore nahin karna chahie balke properly iske analysis karne chahie aur iski practice karni chahie kyunki is pattern ki vajah se trading mein ham hi kafi acchi trades mil jaati hai aur ham kamyabi ke sath market mein kam kar sakte hain isliye aise baton ki confirmation Karke trading karna hamare liye bahut jaruri hota Hai.

    اب آن لائن

    Working...
    X