What is shooting star candle stick pattern;
shooting star candle stick pattern inverted hummar he shape ke tarah he hta hey laken es ke shekal up trend mein hotey hey jab keh yh aik choty lower body mein hotey hey jab keh long upper body wick aam tor par market mein gap hotay hein higher in opening or intra day trading price kay close honay say pehlay yeh oper say open hotey hey or down trend mein bantey jatey hein candle stick or trader sell kar kay ache earning hasell kar saktay hein
What is Marubozu candle stick pattern;
ajj hum maruboz candle stick kay baray mein information share kartay hein Marubozu candle stick bullish bhe ho sakta hey bearish bhe ho sakta hey marubozu candle stick pattern mein opening bhe hotey closing bhe hotey laken es candle ke dono sides mein shadow ni hota hey es ka matlab hey bearish ager hey to market mein saray trader serf sell he kar saktay hein bullish ka koi chance ni ager bullish hey to market ko koi sell ni karay ga or market bullish he rahay ge jaisa keh ap de gai tasweer mein bhe daikh saktay hein
characteristics of Marubozu candle stick pattern;
Large bodyMarubozu candle stick ke dono side say shadow ni hotayserf candlestick ka color es baat ke teraf eshara karay ga keh market up move kar rehe hey ya downmarubozu candlestick pattern en sab hallat mein basic rojhan par monhaser hey price ke direction future ke best trade farahm karta heywick ke adam majodge es baat ke taraf eshara kartey hey keh price aik session mein zyada ya kam open bhe ho sakte hey close bhe ho sakte heytrend reversal hota heyMarubozu candlestick pattern mein ager aik candle red maruboz kay bad dosre red marubozu ban jay to es ka matlab hota hey market down mein he jay ge
Strategy Marubozu trade
yeh aik bohut he asaan sa pattern hota hey jes candle ke serf body ho or shadow na hon to jab aise candle bantey daikhen to price action kay zarey say ham buy ya sell kar saktay hein trader price action strategy ko estamal kar kay bohut ache earning hasell kar sakta hey jaisa keh ap ko pata bhe ho ga jab trend nechay anay walla hota hey to yeh down he ata hey or ager market up chale jay to up he jatey hey es pattern mein price action strategy zyada success hey

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим