Hamari Common Mistakes
Jab ham forex market main trade ker rehy hoty hain tou hamain maximum open ki jany wali trades main loss is waja sy hota hai ky ham market ki kisi bhi direction main bari movement ko dekh ker reverse direction main trade open ker dety hain jabky market ky technical ya fundamental analysis bilkul bhi nehi kerty jabky market trend ko continue follow kerti rehti hai aur ham market ki reversal ka wait kerty rehty hain aur hamara loss increase hoty hoty hamara account hi wash ho jata hai then ham apni her open ki jany wali trade main stop loss aur take profit ko ignore kerty hain jo bahot hi improtant tools hain ky agar ham her open ki jany wali trade main stop loss aur take profit ko use kerty rehain tou ham hamesha bary loss sy bach sakty hain aur jab hamara take profit hit hota hai tou hamain open trade main profit bhi hasil ho jata hai agar ham market main successful trading kerna chahty hain tou hamain apni mistakes ko avoid kerna hoga aur bari achi treha planning ker ky trade open aur continue kerna hogi
Market ki Position ko read kiay baghair trade open ker lena
Jab ham market ki position ko read kiay baghair trade open kerty hain tou aesa possible hota hai ky ham tou trend ko follow ker ky trade open ker rehy hon lekin market same trend main movement kerty huey apni maximum support ya resistance per ponch chuki ho aur hamary trade open kerty hi market reverse order main movement kerna shoru ker sy aur hamain loss hona shoru ho jaey
Miss Money Management
Jab ham kisi bhi pair main trade open kerty hain tou ham yeah soch ker trade open kerty hain ky with in minutes hamara balance maximum profit hasil hony per double ho jaey ga jisky liay ham apny kam balance per bhi bahot bari lot sy trade open kerty hain aur market ki kuch pips hi reversal main movement hamary small balance waly account ko wash ker sakti hai
Bar Bar Trading Plan ko Change Kerna
Jab ham market ky technical aur fundamental analysis kerny ky bahd trade open ker lety hain tou phir hamain same planning ko hi follow kerna chahiay jab ham bar bar trading plan ko change kerty hain tou aesy time per ham market main confuse trading ker rehy hoty hain so ham jab bhi market main confuse htoy hain tou hamain trading main loss hona shoru ho jata hai jis ko control kerna bhi bahot muskil ho jata hai

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим