What is overtrading in forex market?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is overtrading in forex market?
    Aslaam o Alaikum.
    Dear pakistan's forex forum members, mairay knowledge k mutabik forex market main trading kartay hwuay traders tab he aisi soch k sath overtrading ka shikaar hotay hain jab unk pass market main ko samjhnay ki koi khaas ability nai hoty hai, wo market main kaam to kar rahay hotay hain laikin unka mined emotions aur greed say work kar raha hota hai k jitna jaldi ho jaye aur jitni big lots ka use kar lia jaye earning milni chaye sirf isi wjaha say traders ko overtrading ka samna hota hai. Overtrading k baray main ham mazeed discuss kartay hain k aisa traders ko q karna parta hai aur aisa karnay ki wajuhaat kia hoty hain jo k sab kuch darj zail main hai.

    Click image for larger version

Name:	overtrading1.png
Views:	1
Size:	562.0 کلوبائٹ
ID:	12473571

    CAUSES OF OVER TRADE:

    Dear members, forex trading k douraan bahut saray aisay factors hotay hain jinko follow kartay hwuay ham market main kuch management k sath trading karnay say profit hasil kartay hain laikin agar ham market main is soch aur aisay behave k sath kaam kartay hain k hamain 2 din ki trades ko sirf 2 hours say he sab kuch hasil karna hai to ham trading k douran ziada say ziada lots ka use karaingay jis say hamaray stop loss hit hongay aur ham earning ki bajaye loss pay loss kartay hwuay market sat kuch bhi hasil nai kar sakaingay is liye agar ham in baaton say apnay mined ko set kartay hwuay kaam kartay hain to ham overtrading say bach kar kamyab ho saktay hain.

    HOW TO AVOID OVER TRADE:

    Click image for larger version

Name:	avoidtrading1.png
Views:	1
Size:	80.2 کلوبائٹ
ID:	12473572

    Make Trading Plan:

    Dear members, agar ham forex trading k douraan overtrading say avoid karatay huway kamyabi chahtay hain to mairay knowledge k mutabik har aik traders k liye yeh best hai k wo sab say pehlay aik perfect trading plan bana kar market main entry lay jis say ham apnay target k hisab say market main entry aur exit laitay hwuay overtrading say safe reh kar kaam kar saktay hain.
    SHUKRIA.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: What is overtrading in forex market?

    Over-Trading


    Over-trading se murad financial market ye forex market me apne limits ya awqat se ziada trades open karna. Forex trading me over-trading sab se bari mistakes k tawar par jana jata hai. Traders (ziada tar new traders) forex market me over-trading ki waja se apne account ko bohut ziada loss de jate hen. Umoman traders k account wash bhi over-trading ki hi waja se hote hen. Forex trading market me over-trading do tarah se hoti hai:


    Bare lot size ka istemal



    Bara lot size jo account k risk ratio se ziada ho over-trading hai. Forex trading me agar hum money management, discipline aur risk management se kaam nahi karengay, to hum se bare (large) lot size select hongay, jo over-trading ki aik misal hai.
    Agar hamare account kam sarmaye k hen to pher to humen bare lot bulkul bhi istemal nahi karne chaheye, aur agar hamare account ziada hujam k hen to pher humen risk aur money management k hisab se hi kaam karna chaheye. Humen is ghalat pehmi me nahi parna chaheye k hamare account me sarmaya ziada hen to is ko kuch nahi hoga, bulke humen apne account ko safe tareeqay se handle karna chaheye.


    Had se ziada trading karna



    Agar hum forex market me mutawater trading karte rahengay to ye bhi over-trading trading me shumar hota hai. Forex trading ka market 24-hours open hota hai, is waja se humen jaldbazi se kaam nahi lena chaheye, bulke proper analysis k mutabiq apne target ko hasil karne k bad apna mazeed kaam dosre din me shoro karna chaheye. Ziada trading karna humare leye zaror loss ka sabab banti hai. Dosra agar humen trading me loss ho raha ho, to us loss ko kam karne k leye mazeed trading nahi katni chaheye, q k aksar hamara loss mazeed barh jata hai aur hamare account tak wash ho jate hen.


    Over-trading se bachne k kuch tips


    [LIST][*]Forex trading market me proper analysis k sath kaam karen. Analysis k elawa trades open karne se ijtenab karen.[*]Apne trading plan (discipline) par sakhti se amal karen, is se mazeed trading hum control kar sakte hen.[*]Trading me stop loss ka istemal kia karen, aur loss ko kam karne ki koshash me mazeed trading se bachen, agar stop loss hit hota hai to hone den.[*]Apne account ki volume barhane ki koshash karen.[*]Risk management aur money management se kaam karen. Agar account mazeed trades ki ijazat nahi deta to na karen. Beshak trades faida-mand q na sabit ho rahe hon.[*]After trading plateforme (mt4 aur mt5) ko check na karen. Is se hamare dil me mazeed trading ki lalach peda hooti hai.[*]Forex trading me rato-rat ameer banne k sapne na dekhen, bulke aram aram se thora thora profit hasil karen.
    منسلک شدہ فائلیں
    • #3 Collapse

      Re: What is overtrading in forex market?

      Friends aaj Ham jis topic per baat karenge us topic ka naam hai over trading kya hoti hai aur iske nuksan kya hote hain aur kis Tarah se se bacha ja sakta hai Trading karne ke liye important baat hai ki trading se related technical experience hona must hai Kuch is Tarah k traders hoty hean jin ko trading ke bare mein experience Nahin hota aur technical analysis kaise karte hain market ko analyse kaise kiya jata hai aur market se related analysis ko collect Kahan se Kiya jata hai aur kaise kiya jata hai yah sab data na hone ki vajah se hi maximum traders acchi Tarah se trading nahin kar rahe hote aur is Tarah se un ko loss ho raha hota hai har trader ke liye yah bahut khas baat hai ki traders ko pahle trading ke liye practice karna hoti hai aur woh practice demo account se milati hai aur koi bhi trader agar ek din mein achcha profit gain kar leta hai to uske bad traders ko vahan per apni trading stop kar deni chahie aur overtrading Nahin Karni chahie trading mein Kafi factors hote hain aur overtrading karna ek aisa factor hai ki jiski vajah se maximum logon ko loss hota hai aur aksar logon ka account bhi wash ho jata
      Friends overtrading growing business ke liye ek aisa third hai jis sey hamen bahut motat rahana hota hai kyunki yah ek profitable industry ko ya business ko bahut hi thode arsay main Kafi down kar sakta hai agar is ko proper management ke mutabik na kiya jaaye to
      • #4 Collapse

        Re: What is overtrading in forex market?

        Over trading bhi is time aik big issue hai aik problem hai jo loss ka sabab banti hai aur traders majboor ho jatay hain aur over trading kar dete hain traders tab he aisi soch k sath overtrading ka sabab ban jatay hai hotay hain jab unk pass market main ko samjhnay ki koi khaas proper salahiyat nai hoty hai wo market main kaam to kar rahay hotay hain trades kisi way pe bhi aksar karte hain laikin unka mined emotions aur greed say work kar raha hota hai iski wajah se woh sirf zaroori nahi gair zaroori trades bhi karte hain.

        Reason of over trading:

        Over trading target na hone ki wajah se bhi traders karte hain aur loss kar dete hain ham trading k douran ziada say ziyada lots ka use karain gey ye hume munasib nahi lagta jis say hamaray stop loss hit hongay aur loss hoga aur ham earning ki bajaye loss pay loss kartay huway market satk kuch bhi hasil nai kar sakain gay yahi dekha gya hai is liye agar ham in baton say apnay mined ko set kartay huway kaam kartay hain hum tab care karni chahiye to ham overtrading say bach kar kamyab ho saktay hain ye bahut ziada zaroori hai.

        Safe from over trading:

        Khud ko safe karna chahiye over trading jab hamary liye nuksan hai ye nahi karni chahiye Forex trading ka market twenty fours hours open hota hai traders traget nahi banate is waja se humen jaldbazi se kaam nahi lena chaheye ye wajah bhi big hai bulke proper analysis k mutabiq apne target ko hasil karne k bad aap ko kabhi bhi apna mazeed kaam dosre din me shoro karna chaheye ye zaroori hai Ziada trading karna humare leye zaror loss ka sabab banti hai isliye sirf target rakh kar trading karen.


        Click image for larger version

Name:	overtrading_-_mistake_number_one_in_forex_trading.jpg
Views:	8
Size:	33.8 کلوبائٹ
ID:	12346700
        • #5 Collapse

          Re: What is overtrading in forex market?

          Overtrading is a process of buying and selling Forex pairs, stocks, or other securities excessively. It involves trading all-day without stopping and eventually, making ineffective decisions that lead to financial ruin.
          • #6 Collapse

            Re: What is overtrading in forex market?

            Assalamualaikum kese ha sb bhai trading to hr koi krta hy but over trading koi koi krta hy jb hme koi zyda profit milta tb hm over trading krte ha hmra confidence bht zyda hota ha jb hm phli trade se axha khasa profit laite ha phr jb hm trade krte ha to hme loss ha samna krna prta ha

            WHAT IS OVER TRADING?

            Jb hm 1st trade se axha profit laite ha to hm dubra profit laine k liye market se muqabla krte ha tb ja k hme loss ka smna krna prta ha jb market niche jti ha to hme loss ka smna hota ha isse avoid kre overtrading na kre over trading insan ko lalchi bna daiti hy or insan confuse ho jta hy zyda trade lga k ab kya kre jiss se usko loss hota hy
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Re: What is overtrading in forex market?

              Over trading hamesha hi traders k liye loss ki wajah hai jab tak aap target trading nahi karte loss karte hain traders market main kaam to kar rahay hotay hain laikin unka mind emotions play karta hai aur greed say work kar raha hota hai k jitna zyada zyada jaldi ho jaye aur jitni big lots ka use kar lia jaye take bahut hi ziada earning milni chaye sirf isi wjaha say traders ko overtrading ka samna hota hai ye chez over trading ka hi hisa hai forex market me over trading ki waja se traders apne account ko bohut ziada loss de jate hain islye avoid karna chahiye.

              Over trading ki wajuhat:


              Over trading again profit lene ki soch ki wajah se hoti hai traders tab he aisi soch k sath overtrading ka shikaar hotay hain asia trader looser ban jata hai jab unk pass market main ko samjhnay ki koi khaas ability nai hoty hai wohi yahi over trading karte hain zaroori hai hum earning ki bajaye loss pay loss kartay hwuay market sat kuch bhi hasil nai kar sakain gay isliye over trading rok deni chahiye.


              Rescue from over trading:

              Agar koi trader regular profit karna chahta hai over trading se bache haqeqat ye hai Forex trading mei agar hum money management jaisa factor discipline aur risk management se kaam nahi karen gay traders to hum se bare lot size select hongay lalach ki wajah se bhi aksar trading ziada trading karna humare leye zaror loss ka sabab banti hai bachan chahiye dosra agar humen trading me loss ho raha ho achi tarah dekhen to us loss ko kam karne k leye mazeed trading nahi katni chaheye ruk jana behtar hai kyu k aksar hamara loss mazeed barh jata hai mazeed loss hota hai aur hamare account tak wash ho jate hen isliye safety chahiye.


              Conclusion:

              Dear members over trading ap ko sirf loss hi loss de gi isko rokna chahiye reality ye hai mairay knowledge k mutabik over trading har aik traders k liye yeh best hai k wo sab say pehlay khud time de tarteeb de aik perfect trading plan bana kar market main entry lay jald bazi na kare jis say ham apnay target k hisab say hamesha hi market main entry aur exit laitay hwuay tarikay se overtrading say safe reh kar kaam kar saktay hain yahi best way hai.

              اب آن لائن

              Working...
              X