forex trade se related decision
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #376 Collapse

    trading main trade k time humy kafi sary decision b lainy hoty hain jin say hum is trade ko jo hum nay run ki hai asha b bana saqty hain or is say hum nuksan b mil saqta hai laikin is main humy jis baat ki zada zarort hain vo ye k is mai good deciosion lainy hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #377 Collapse

      very nice my dear friend ap ko patience ka muzahira karna chahiay jab bhi koi trading k mutaliq decission karne lagen to kiunk emotional decissions admi ko losses ki taraf dhakel dete hein.......
      • #378 Collapse

        g bilkul aap sahi keh rahe hain q k forex trading zarori he k aap apne jazbaat aik traf rakh dain aur sabar se markeet ka jaiza lete huy lot lagaien.
        • #379 Collapse

          dear apki bat hum samjh gae he k hume bas jaldi baazi me ek hi dam se sari trading nahi karni chahye par hume har waqt waqfa ba waqfa market k rates ko check karte rahna chahye warna ek hi jhatke me trading karne wale ko buhat sara loss ho jata he isly hume trading me apne emotions or apni jaldbazi pe control rakhna chahye ta k hum loss se bach sake warna hume buhat sara loss ho sakta he.
          • #380 Collapse

            jnab hum jab trading karty hain to huamin is main loss b ho sakta hay or humain is main agr success hasil karni hay to huamin is main loss say bachny kay liye humain is main achy sa plan ban kar is main trading karni ho tgi ta kay humain loss nai ho
            • #381 Collapse

              Aslam o alikum janab mere khayal me bhai ham tu daily hi ham forex trading me experience hot hai aur pak forex fourm me ham boht kuch seekhte be hain aur lakin in ko ham ager follow karin tu ham iss me success ho skate hain
              • #382 Collapse

                Assalam u alikum friend, jee haan humein lalach nhi kerni chahyie jese hi humein thora profit ho jae us trade ko close ker dena chahye or or k chakker me um thora sa b profit gawa bethy hain, or trading k time per humein bht hi sabar se kaam lena chahiye jald baazi se trading nhi kerni chahiye.
                • #383 Collapse

                  forex trading is a best business profit or loss aik sath chalty hain is k bary m right decision lyny k liye good knowledge ho experience ho emotion per control ho .mind relax or fresh ho tb hi trading k bary m koi decision lain
                  • #384 Collapse

                    forex mein kaam kernay k leye humein bohat cool minded hona perta hai, aik trader ko daily ki profit ki aik limit set kar leni chahiye aur aik planning kay sath chalna chahiye aur yeh target jab acheive ho to uss kay baad trading nahi karni chahiye.
                    • #385 Collapse

                      mery khyal sa ap theakl keh rahy ha apko chaye k forex mai kbhi bhi emotional baty na kary q k bohatt sa log esi baty kar k apna time bhi waste kart ha aur dosro ka bhi time waste karty ha onhy chaye k dosry swalat pochny ki bjaye kam ki bat kary
                      • #386 Collapse

                        Forex trading bohat acha busniss hy jis mai earning hoti hy lakin is ko ap seekh ker proper karein ga tu loose ka khtra be kam ho ga is liya mja ye busniss bohat pasand hy
                        • #387 Collapse

                          forex trading aik bohat acha business hay agar hum esmain theak time main theak faisla lain gay tab he hum esmain theak say earn kar sakty hay so humay market main theak say earning tab he honi
                          • #388 Collapse

                            you must take your trading decisions only when you are feeling relaxed and you are away from all tensions and depressions, you must never take your decisions in a hurry or when you are emotional because greed may come in your trading in this way
                            • #389 Collapse

                              I have, in principle, a very similar situation to give itself the necessary experience I became easier to apply in trade, there is already a certain understanding, and fear become much smaller, if I tried to make in the absence of the vehicle and experience support positions
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #390 Collapse

                                emotioanl traders apnay apko is cheez say boaht hi buch kay trade karay kyu kay ap aik emotiaonl ho kay kabhi bi achi trade nai kars akaty hai apko pata hi nai hota hai kay ap kya kar rahay hai is laiy hi trading me apkay sabar ka hona lazi hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X