forex trade se related decision

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #271 Collapse

    Forex trading aik bohat acha business hay agar hum es business main kamyab hona chahty hay to humay chahiey keh esko bohat achi trha learn karen tab he hum es say kuch achay say earn kar sakty hay aur es trha ye seekha huwa humary liey hamesha kam bhi ata hay.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #272 Collapse

      jub koi trade lagatay hien to mene ak baat boht note ki he ke ager ak 0.02 cent ki lot he to us mien hamien 1.20$ b aa jayien to un ko fori tor per utha lena chahiye. kyoun ke ager to hamien mukamal ye pata nahi ke aaj market ka full trend konsa rahay ga to 1.20$ itni choti volume ki trade mien kaafi hien.
      • #273 Collapse

        Yes dear ap theek kh rhay hai trading mai bilkul b emotional ho kr or greedy ho kr trading nhi krni chahiye blkay complete patience k sath trading krni chahiye just unhi points pr trade kray jha trade krnay ka point bn rha ho.or bina technical analyses kiye trade ko bilkul b place mat kray.
        https://t.me/pump_upp
        • #274 Collapse

          bahi forex ek bohat risky business hai to jb bhi ap is mein koi trade decision len to apko chahiye ke ap bilkul fresh minded hon aur ap bilkul bhi stressed na hon,kiunke phir ap kabhi bhi right decision nahi le payenge aur apko loss hojayega,is liye hamesha apne andar patience paida karne ki koshish karen.
          • #275 Collapse

            g haan bilkul main ya kahan chata hun k hamain chaia k hu k hamin aik daily basis pa target rakna chai aur traget k mutabik hi kaam karan chaia aur hamin chaia k hum jaab apna daily target ko achive kar lein to hamin chai k hum hum apni trading ko rook deain aur rest karein
            • #276 Collapse

              jee bilkul emotion ho kay trading nhe ke jati agar aap ko trading krni hy to aap tasalli say analysis kr kay market ko dakhtay hoa trade kran or technical analysis kran pr trade kran warna achay say parhlan
              • #277 Collapse

                Yes dear to all of us and we all forex Tader ebst a D, the more money you can earn a lot of forex trading can be very specialist bsuienss more N tradinga currency income ND seems to have faith in that currency trading forex trading also benefits cap bsuienss
                • #278 Collapse

                  forex trading bussniess mein kam karny kay liye ap ko focus rakhna chahiye apny kam mein or focuz rakh kay apni galtiyo ko bhi dekhna chahiye ta kay kisi galti ka samna na karna pary.
                  • #279 Collapse
                    Abdul Lateef سے یہ جواب حذف کر دیا گیا ہے Unknown

                    han g bhai main apki baat samjh gaya hun or main apki baat say agree karta hun k is main kaam akrty howe humain trading k liye decisions lyny hoty hain humain chahye k proper analysis k baad hi is main hum decisions lain takky humain is main loss na ho
                  • #280 Collapse

                    forex se related decision ap ko apne mind or skills ke zarye lene chaiye kiu ke forex ka karobar asan larobar nhe hota hai is me bohat soojh boojh ke sath he ap ko chalne ki zrurat hoti hai warna is me ap kamyab nhe ho sakte hain .
                    • #281 Collapse

                      Forex main trading karte waqt deciion lene bot zrori ha agar decieion nai le skaty hain to ap ko trading main boht kam ata ha iss leye zrori ha ke ap main decion power honi chaye.
                      • #282 Collapse

                        yes i agree with you you give a good suggestion here for our member of this forum. we should trade in forex business without emotions and before we open a trade we should to see market up and downs and check their fundamental and than open a trade.
                        • #283 Collapse

                          forex k kam me cool mind ho k aue tensn free ho k kam kea jata ha tab hi isme profit horta ha aur apoko profit ka knowlede bhio hona chahye markeet k trend ka pata hona chahye tab hui ap thrk trade laga k acha profit le sakty hn.
                          • #284 Collapse

                            Forex trading main emotions ki jaga nahi hy aur kabhi bhi trading key doran emotional ho kar decision nahi lena chaheye. Relax aur cool mind key sath trading karni chaheye. Jab aap ko market ki samjh na aa rahi ho to lots close kar dain, jab aap ko market key trend ka andaza ho jaye to phir nai planning key sath trading karain. Stop loss aur take profit zaroor use karain. Stop loss aap ko ziada loss sey bachata hy.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #285 Collapse

                              Jee han main ap se agree kerta hoon k forex trading main emotional ho ker trading ni kerni chahie belke fresh ho ker trade kerni chahie aur trading main ziada greed be ni kerna chahie little profit lay ker he trade ko close ker dana chahie aur dabara market ka analysis ker k trading kerni chahie.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X