forex trade se related decision

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    thek kah rhe hain bhai app kah emotion less ho kr he aik ache trade proper time pa open and close ho skte hain and trader ko kafi patient rahna parhta ha isliye kah jab bhi market fast move krte ha to profit and loss ratio bhi barh jata ha and trader us mn enter hona pasand krte hain zada profit ki waja sa.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      dear friends forum duscussion ka aik maksad hota ha k sb dost forex ka bary main apny apny khayal ka hazar kr rahy hoty hain apny apny expearence shair kr rahy hoty hain is discussion sy hamain bhoot se mafeed batain pata chalti hain ar hmain trading k bary main bhoot healp milti ha.
      • #63 Collapse

        Forex me karna bi is tara he karna chaye k ap k pass ager kuch bi profit hasil hota ha to ap ko forex me wo money profit withdrawal karna chaye our ap pir forex me market me daik kar is me experience use kary our analysis kary to ap pir forex me trading kary.
        • #64 Collapse

          humain apni trading main yeh sochna chahiye kay jitne order main bhi profit mil jae behtar hai.forex trading business main kabhi bhi jald baazi na karain kyun kay jald baazi main insaan sahi decision nahin lay paata
          • #65 Collapse

            trading mei kabhi jazbat sa kaam nhi krna chaiye bus sakoon sa market study karo or kaam karo take profit or stop lose ko bhi lagen zarori hai her waqt insan screen pe nhi hota hai or Technical Analysis or data ka lazim dekhen
            • #66 Collapse

              bilkul aap theek keh rahay hain k banday main patience hona chaheay na k banday ko emotional hona chaheay or hum log mar he idhar a k khate hain k jab 1,2 dollar ban jate hian to chahte hain k or ban jaen or loss ho jata hay
              • #67 Collapse

                yes ap theak khe rahiye hai ky tarding keret hui emotion sy kam nahe lyna chiye balky ap ky ander bardast honi chiye profit main be aur loss main be aur cool mind ky ssath tarding kerni ho ge
                • #68 Collapse

                  yes dear i woudl likt to tell you that w elal need to learn much mor e about forex trade an d to gain more an dmor e monyy about this tradinga nd i think that w elal have to eb a lot fo skilled in forex trade so that w elal cna agin more an dmore capital form forex trade an cn again more an dmore moeny form forex trade to gain profit from forex trade
                  • #69 Collapse

                    bhot hi achi bat khi hay ap nay sir g forex traidng may ham ko emotional ho kar trading karnay say ham ko is may bhot zada loss b ho saktay hay ham ko is may apnay ap ko jitna zada siryous rakhay gay ham is ay otana zada earning kar skasty hay
                    • #70 Collapse

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: kasuri پيغام ديکھيے
                      trading ka kam krne ke liye emotional hona harmful he.petience se kam krein.kbi bi emotional ho kr kam na krein.jb kbi 1 ya 2 dollar bn jain to lot bnd kr dein.is ke bad market ka jaiza lein.
                      jb rate ap ke khiyal ke mutabiq ho to new lot lagain.
                      yes friend aap no bhut best bat post ke hai me aap ke bat se agree karte ho . forex forum me sabr ke bhut zarorat hai . har kam ko sabr se kare .right time per right decision le .agar aap forex trading me zyada profit chahte hai tu jald bazi me koi bhi trades open na kare . emotion ko control kare
                      • #71 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: kasuri پيغام ديکھيے
                        trading ka kam krne ke liye emotional hona harmful he.petience se kam krein.kbi bi emotional ho kr kam na krein.jb kbi 1 ya 2 dollar bn jain to lot bnd kr dein.is ke bad market ka jaiza lein.
                        jb rate ap ke khiyal ke mutabiq ho to new lot lagain.
                        main app ki baat sy bilkul agree karte hun ager app emotion k bagair ager forex main kaam karty hain tu app easily forex main success hasal kar skty hain aur achy trader ki tarha patience k sath apna profit increase kar skty hain
                        • #72 Collapse

                          forex me agar koi b trade lagane se pehle aik dosre se dicussion ker li jaye to bht behter hota he kyun k is se koi acha mashwara mil jata he or market k bare me thik se pta b chal jata he.
                          • #73 Collapse

                            bilkul achi baat khi aap ny kiun k agr hum aysa krin gy to humkamyaab b ho jain gy but hum aysa krty nai hain hum lalach main aajaty hian or apni trades ko close nai krty jis sy human loss ho jata hy. or hum dakhty rh jaty hain
                            • #74 Collapse

                              bilkul brother ap sahi kah rahe ho .. usually new traders emotional ho jate hain ,, jis say ye hota hai k wo heavy loss k tarf chale jate hain .. par jaise jaise experience bartha hai to bnda apne ap par control karna sekh jata hai aur confident ho jata ahi
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #75 Collapse

                                Agar ham Forex trade se kamana chahty hain to hamen chaea k ham bht achy desicions lain ta k hamen us desicions se kuch faida hasil ho or ye tab e ho sakta agar hmari learning bht achi ho to.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X