forex trade se related decision
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: kasuri پيغام ديکھيے
    trading ka kam krne ke liye emotional hona harmful he.petience se kam krein.kbi bi emotional ho kr kam na krein.jb kbi 1 ya 2 dollar bn jain to lot bnd kr dein.is ke bad market ka jaiza lein.
    jb rate ap ke khiyal ke mutabiq ho to new lot lagain.
    At first take my salam. Forex is a biggest site in online business center. Where most of the people are do job in this time. It is a very trusted site for job. Thank you for your information.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      sahi kaha hay ap nay brother hamain trading kartya huay patience ka muzahira karna chahiay or jab bhi haman profit ho jaey to hamain market trend zaroor sath sath dekhna chahiay.
      • #48 Collapse

        my dear friend agr ap yahan per patience se kam karn ga ga aur sabr k mozhara karn ga to ap is ma bht kamyabi lo ga aur agr ap ne forex ma emotional ho kar kam kya aur ma ap cool mind na howe to ap is ma apni is waja se galt order ko choose karo ga market ma loss karo dear cool mind ho kar is ma kam karn
        • #49 Collapse

          g bilkul emotions insan ki success k raste main rukawat ban sakte hain trading karte hoe emotional na hon kabhi bhi sabar se kaam lain tabhi ap successfull ho sakte hain or apne goals ko achieve kar sakte hian
          • #50 Collapse

            jee haan forex main Patience say Kaam Lenaa buhaat Zaroori hai Aksar traders lot Size K Target profit k atay Sath he us Say high profit ki umeed rakhtay hain jo K lalach kehlati hai..Main Ap Ki baat Say Mutafik ko k broker Ka Spread dy kar Agar EUR/USD ki 1.00 ki lot par 10 $ mil Rahay hain tou Buhaat hai... haan Agar Ap Ka Tajziyaa Mazboot hai Tou Ap bhalay Apnay Target profit ko Extend Kartay jayen laikin is K liyee Market Ko Samajhnaa buhaat Zaroori hai
            Mind Is like A Parachute - It Is Useful only IF Open
            • #51 Collapse

              forex trading no doubt kay aik risky business hay yahan pay humain apnay emotions pay control kar kay kaam karna parta hay aur jo ziada emotional ko kay kaam karta hay to usko loss face karnat parta hay, forex main trading emotion say nahi balkay planning say karni chaheay ta kay hum successful ho sakain...
              • #52 Collapse

                no in trading i see you must have this decision and don`t do this in every once change because its not be good for you
                and i see if you want success in this you learn good in every once in market
                • #53 Collapse

                  dear brother agr ap nay forex trade se related decision karni hai to ap is froum per a kar yahan bi forex trade se related decision kar asakty hain yahan se hum ko is bare main bohat information hasil ho gi
                  • #54 Collapse

                    trading mein greed sa kam naa lain apna knoledge ko acha behtr rkhein market analysis krein aur apn aknoledge aur experience ko use krta hua excellent startegy plan krein jo ap ko best profit daii saka..!!
                    • #55 Collapse

                      bro aik successful nusiness man whi hta hai jp apny emmotions pay contol rakhta hai aur perfect decision leta hai is liye agar ap nay aik acha trader banna hai to ap ko phly apny emmotions pay control krna ana cahiye
                      • #56 Collapse

                        jub bhi app trade kar rahy hon to us doran app ka cool hona bhot zarori hay q kay is hi doran app ko profit or loss ho sakta hay is lian is doaran app apny profit ko daikhty hovy kaam kararin or ko asa decision nahi lain jis sy app ko nuksan hosaky.
                        • #57 Collapse

                          aap ki yeh post bohat achi hai aur main khud bhi aap ki iss baat se bilkul agree hoon k agar hum iss forex trading business main ziyada se ziyada profit hasil karna chahty hain to hamain hamesha lalach se bachna chahiye or apny emotions ko control main rakghna chahiye
                          • #58 Collapse

                            forex trading aik bohat acha business is mai ham jitni learning kary gy ham is mai utni hi earning kar sakty hain is mai hamy ziada sy ziada hard working karni chahiya ta k ham is mai ziada sy ziada earning kar saky is mai ham with out knowledege or experience earning ni kar sakty hain
                            • #59 Collapse

                              yes emotional nahi hona chahiey trading k metter mein aur jab apka kuch bonus earn hojaye to ehly trading ka kuch exerience lein matlab aik dam se zyada paisa laga dyn aur kaam na chaly to nuksan hota hai thora thora kar k lagaein emotions ki bajy samjh se kaam lein
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                market mian order lagana hi kam nhi hota balky kam ko smjhna sahee cheez hay . ap khud ko itna ready ker lain k apko market levels ka pta ho k ab yeh ho ga.or phir un levels per apna take profit set ker dain . is main apko tension nhi hogi. ap jab b kam kerain pur sakon ho ker trade lgain.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X