forex trade se related decision
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    the emotions the greed and the fair these are the most important thing and if we will not left it then the success is not the possible in the world of the forex ,that is why we should trade emtionless and greed less then we will able to get the success in the forex
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      forex trader sy related decission may be one should have good planning and have good knowledge and experience to make the decission in this field and then one can achieve more and more in the feild of trading so be careful when you are making trading
      • #18 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: kasuri پيغام ديکھيے
        trading ka kam krne ke liye emotional hona harmful he.petience se kam krein.kbi bi emotional ho kr kam na krein.jb kbi 1 ya 2 dollar bn jain to lot bnd kr dein.is ke bad market ka jaiza lein.
        jb rate ap ke khiyal ke mutabiq ho to new lot lagain.
        Bhai jaan meri nazar me jo trading ko emotional ho kar kar rahe hain wo forex par sirf apna time zaaya kar rahe hain jab hum trading karen to hume apne emotions aur greed ko control karna chayye...
        • #19 Collapse

          Je haan jo bhi decision layn ap wo forex trade sy related ho tu ziada behtr hain kyonk agr ap forex main rehty huay kam kr rhay hain tu phr apko chahye k ap trading main decision bhi wohi layn takay uska effect apki trade per paray aur ap ko pata chaly k kasay trading ki jati hai aur kasay decision lya jta hai.
          • #20 Collapse

            zbrdst, sae bat hai bhaiya emotionally trades akser nuqsan ka sabab bnti hain pr kbhi kbhi faida mand bhi sabit hoti hain, to trade dekh k soch smjh k lgani chahiye
            • #21 Collapse

              je ha bhi jann ap nay bohay acha sawal keya hay kay forex per trading kerna hay to ap ko chahyia kay ap patiance say kam lain,emotional na ho is kay bad full planning kay sath tradding karo
              • #22 Collapse

                forex decision ka bara ma ma ya janta ho forex great job ha mara ly aaj kal logo forex ko pasand karta hai forex good for us people like it
                • #23 Collapse

                  apne thek kaha emotional tareek se trading karna hamare liye bohat harmfull hoti hain kiun ke hum jaldbazi main ghalat decisions le ke aur ziada profit aur laluch main akar big lot size open kardete hain jis se hum apne account ko manage nai karpate aur is ka natija loss hota hai hamen chaye ke hum trading ko hamesha patience aur soch samj ke karen aur market ki ups and down position ko dekhte howe hi koi tarde open karen aur apni investment se ziada ki lot size open na karen isse hum apne loss ko bohat control main rakh sakte hain.
                  • #24 Collapse

                    You are right dear, mgr es k liy aap ko market ka trend ka achi tarha sy idea huna chahy. or sath hi sabr bhe k ap pairs ki up down wali situation ko achi tarha sy samjh kr apna order place kr saken. 2nd ye k lalach na karen. agr aap ko targeted profit hugaya hy tu aap trade close krden. zyad ki hawiv aap ko benefit sy loss ma bhe la sakti hy.
                    • #25 Collapse

                      Assalam-O-Alaikum dear friends to all of you, aap sab ko aik akm kerna chayeh ke ager aap ki trade loss main ja rahe hou tou aap aik our trade us ke opposite open kerdain takay aapko loss na hou mazeed.
                      • #26 Collapse

                        ji han market se mutalliq hamesh analysis karne chyhyen q k anlaysis ke bagehr trade karna kafi khatarnaak sabit ho skata he or is sorat me aaapko kafi nuqsan uthana par sakt ahe
                        • #27 Collapse

                          bhai i think ke trading karte waqt poora concentrate trading per rakhty hue trade lagani chahiye and koshish karni chahiye ke is business me hum se koi ghalti na ho kiun ke aisa honey par hum kabhi is business me kamyabi nahi hasil kar pate hain .
                          • #28 Collapse

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: kasuri پيغام ديکھيے
                            trading ka kam krne ke liye emotional hona harmful he.petience se kam krein.kbi bi emotional ho kr kam na krein.jb kbi 1 ya 2 dollar bn jain to lot bnd kr dein.is ke bad market ka jaiza lein.
                            jb rate ap ke khiyal ke mutabiq ho to new lot lagain.
                            bilkul g apna aik target bana lain aur us target ko acheive karney k bad ap tradses na lagaen to behtar hai q k is sey ap dobara loss main ja saktey hain.
                             
                            • #29 Collapse

                              jee my dear me agree karta ho ap sa ky jo bh new trader ah rhy ha oun ko chay ky trading karta hovhy ap ko full confidence sa trading ko karna hota ah our mind ko fresh rhk kar karna hota ah our apn emotional par bh control rhaky
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                اصل پيغام ارسال کردہ از: kasuri پيغام ديکھيے
                                trading ka kam krne ke liye emotional hona harmful he.petience se kam krein.kbi bi emotional ho kr kam na krein.jb kbi 1 ya 2 dollar bn jain to lot bnd kr dein.is ke bad market ka jaiza lein.
                                jb rate ap ke khiyal ke mutabiq ho to new lot lagain.
                                Yes this is right apko chahye k ap time to time order short profit men band kr den if you are a good trader than you have to wait otherwise apko order band kr dena behtar hai.
                                Don't spam the forum
                                Just work Honestly! Earn $0.20 Per Post Earn 200$ Bonus!:o

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X