Aslaam o Alaikum.
Dear Pakistan's forex forum members, mairay knowledge k mutabik agar forex business ko aam si nazar k sath daikha jaye to yeh aik bahut he simple sa sell aur buy ka business hai, magar jab ham iski deep tak jatay hain to tab hamain is baat ka sahi andaza hota hai k yeh business kitna mushkil aur barra hai. Forex market main kaam karnay k liye ham iski learning ko jitna important aur seriously tareekay say seekhaingay ham is main usi hisaab say aur strong tareekay say kamyabi ko bhi mumkin banayengay, agar ham isko lighltly tareekay say learning kartay hwuay shortcut say sab kuch hasil karnay ki koshish karaingay to hamko is main sirf losses ka aur pareshani ka he samna hota jayega.
Dear members, forex market main kaam karnay aur is main kamyabi ko hasil karnay aur isk losses sau bachanya k liye hamain chand aik basic rules ko follow karna bay had zaruri hai jinko maine apnay knowledge k hisaab say share kia hai jinko follow karnay say umeed ki ja sakty hai k hamain bahut ziada faida hasil hoga jo k sab kuch darj zail main hai.
Learn From A Mentor:
Dear members, mairay knowledge k mutabik kisi bhi business main kamyabi yahi hoty hai jiska hasool ham peoples say hasil kartay hwuay achieve karain, same isi tarha say agar ham forex market k business main achi learning experts say kartay hain to ham is main permanent success ho saktay hain. Aik acha mentor kabhi bhi is baat say lalach nai karta hai k wo kisi ko learn karwatay hwuay us say ziada greed karay balk uski koshish yahi hoty hai k wo apnay students ko kamyab hota huwa daikhay, is liye better yahi hai k hamko achi learning k liye achay experts mentors say seekhna chaye.
Kuch aur mazeed rules hain jinko follow karna har aik traders k liye must hai jo k darj zail hain.
1. Books ko ya artical ko internt say read karna chaye.
2. Skills ko hasil karnay k liye demo accounts ka permanent use karna chaye.
3. Demo learning k douraan hamain apni mistakes ko aik notebook pay note karna chaye jo k hamari skills ko improve karainge aur ham mistakes say hamesha k liye save ho jayengay.
Agar ham in rules ko follow kartay hwuay forex trading kartay hain to is baat ki guarantee hai k ham hamesha k liye loss say bach saktay hain aur kam say kam wakt main ham aik professional traders bhi ban saktay hain.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим