Assalamu Alaikum dear jab Ham forex trading Business mein kam Karte Hain To Hamen analysis ke bare mein complete information aur knowledge Ka Hona bahut Jzaruri hota hai.Kyunki jab tak Hamare analysis acche Nahin Hote use Waqt Tak Ham acche trade abhi Nahin Ban Sakte aur na hi Ham successful ho sakte hain. Dear aaj main bhi aapse analysis key he type technical analysis ko discussed karna chahti hoon.
Dear forex trading k liye technical analysis bahut ziada important hotay hain, agar aap forex trading main technical indicators ka use kartay hain aur sath apki market k baray main achi predictions hain to aap market say acha profit bhi hasil kar skatay hn. Aur sath aap market ko samjhnay main bhi successful ho saktay hain. Aur tab he aap apnay account ko achay tareekay say manage karnay main bhi successful ho saktay hain.
Oscillators
Yeh indicators us time ke trf point krty hain. Jb market aik limit tk ponch jati hy or opposite direction of trend mein move krti hy.aur wahan pr correction yaqeni hoti hy. For example jb market mein up trend chal rha hota hy or market up move krti hy. Phir aik peak py ja k rukti hy tb wo overbought condition mein hoti hy .udr sy market correction k liye any k kafi chance hoty hain.or market jb oversold condition mein hoti hy to correction k liye market up jany k chances zyada hoty hain.us point pr hm entry ly k acha profit hasil kr skty hain.
Relative strength index
Rsi ko use kar k humy bhot fayda melta hain is ke value 0 sy hundred kay darmiyaan hoti hai jis main traders seventy sy above overbought consider karte hain aur thirty sy neechy oversold consider hoti hai. Traders oversold ko buy aur overbought ko sell karte hain. Es ko jab hum istemal karty hain to hum in ki madaad sy apni successful trading kar sakhty hai or market sy acha profit kma sakty hain.
Moving average
Yeh leading technical indicators hain jo price action mein breaks ko show krty hain.or hmain market ke direction b btaty hain.yeh chart py aik line ke form mein hoty hain.or hm jy jo time ke limit set ke hoti hy us k according average price btaty hain.es indicator ko hm short term trading or long term trading k liye use k skty hain.
Stochastic
Stochastic indicators ko khas torr par market ki overbought or oversold conditions key zone ko indicate karne ke liye istemal ki jaati hai.lekin stochastic mumkina price reversal ko bhi point out karti hain. Stochastic ky ek se zyada versions hain.lekin slow Stochastic sabse zyada aur Kaba yakeen or powerful indicator tasavur kia jata hai.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим