what is support and resistance
dear forex members jab bhe forex market mein entry technical analysis ke madad say laytay hein to os kay ley hamen forex chart ko analysis karna hota hey jes kay hamen forex market mein support or resistance ko samajhna bohut he zaroorey hota hey forex market movement kartey hey kabhi bhe aik dam say up ya down ni atey hey balkeh yeh forex market hamesha zigzag mein chaltey hey kuch movement ky bad wapis aik khas makam ke taraf chali jatey hey ups and down hotey rehtey hey
jab bhe ham koi chart open kartay hein to candle hamen show hotey hein koi oper koi nechay jatey hein ap ghore say daikhen to jab bhe market up jatey hey to aik level hota hey jahan par market ko doshware hotey hey or woh trace to odhar ham level draw kar laytay hein resistance ka level hota hey or jab market ko nechay jatay hovay doshwari ho to es ko ham kehtay hein support level
support and resistance help forex trade
je han dear members jab ham log forex market mein technical analysis ke madad say entry laytay hein to support and resistance bohut he zyada helpful hotey hey jab market up say down movement mein atey hey to woh area resistance hota hey os ke madad say ham resistance say sell ke entry lay saktay hein or jahan par market sell say buy ke teraf trend change kartey hey osi level ko support kehtay hein phir thora sa wait kar kay ham support say buy ke entry lay saktay hein esi tarah bar bar yeh process forex market mein chalta rehta hey

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим