Explanation of Harmonic support and resistance.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Explanation of Harmonic support and resistance.
    Aslaam o Alaikum.

    Dear Pakistan's forex forum members, forex market k knowledge main agar aap nay Butterfly pattern, Gartlely pattern k baray main sunna ya jana hai to tab aap zarur harmonic support aur resistance k baray main bhi jantay hongay. By definition yeh aik trading technique hai jisay aap support aur resistance levels k sath market main positions lay saktay hain.
    Harmonic support aur resistance support point (lower low or higher low) aur resistance point (lower high or lower high) harmonic pattern charts ki based hotay hain. Traders harmonic pattern ko fibo tool ki help say bhi use kar saktay hain is liye in pattern ko ham harmonic support aur resistance kehtay hain jiski aik explanation neechay aik screenshot picture say share kar raha hoon jisko daikhtay huaway ham mazeed isk baray main malumaat hasil kar saktay hain.

    Click image for larger version

Name:	butterfly1.png
Views:	1
Size:	458.4 کلوبائٹ
ID:	12472431

    Drawing Harmonic pattern:


    Dear member, jab ham fibo tool ko use karnay k liye chart pay pull kartay hain to tab point AB correction of BC fibo level 0.618 hojayega.
    2. Jab ham fibo tool ko point CD say pull kartay hain to 0.0 hoga ya phir iski extentions BC 1.272 hoge.
    3. Price ki range AB=CD length hoge. jiski example aap neechay aik chart ki help say daikh skatay hain.

    Click image for larger version

Name:	example11.png
Views:	1
Size:	240.3 کلوبائٹ
ID:	12472432

    Disadvantage of this strategy:

    Dear member, mairay knowledge k mutabik harmonic support aur resistance strategiy k kuch disadvantages bhi hai wo is tarha k agar hamain is main tools ka price pay perfect tareekay say use karna nai ata hai to ham price say wrong signal hasil kartay hwuay loss ka samna karaingay aur market say kabhi bhi acha benefit hasil nai kar sakaingay jiski picture screenshot aap neechay bhi false signal say daikh saktay hain jis main is strategiy ka sahi use na honay ki wjaha say loss aur false signal mil rahay hain.

    Click image for larger version

Name:	faildd.png
Views:	1
Size:	255.9 کلوبائٹ
ID:	12472433

اب آن لائن

Working...
X