importance of market experience

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #871 Collapse

    han mey aap ki bat sey itfaq kerti hon aap ney bilkul theek kaha ha. puri life sirf forex trading kerty heen or kuch nahee kerty other wise wo phely koe or kam ker k km amdni earn ker rahy they
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #872 Collapse

      AOA. g han ap na bilkul theak kha humean bgar experince or knowledge k forex trading k nazdeak bhi nhi jana chaheay humary lea nuksan ki bat ha agr hum experince k bgar ya kam karean ga practic k lea demo best teacher ha.
      • #873 Collapse

        its all true that market ki knw how k bina yh kam nhe krna chahye ju shaks is kam mein intrest rakhta hu usay he is kam mein ana chahye is kam ki important cheez hai news aur phir us pe teyar kiye gai analysis yh judge krna he ap ka experience khelta hai
        • #874 Collapse

          mai ap ki bat se agree karta ho ke forex trading mai bagair knowledge or experience ke ap ko market mai invest nahi karna chahiye ap ko chahiye ke first forex marekt ke bare mai theak se learning kare take bad mai jab ap real account par kam kare to loss na ho ..........
          • #875 Collapse

            g han dera agr ap ko is main expericn ha t o ap is main sab kuch klar akhty hain ap is main ek ache tarder b hain or ek axche teche b hain is k leye expericen lazmhi ha thanks
            • #876 Collapse

              market ka experience hona bohat zarooti hay q k jub tuk market ka experience nahe ho gaa to aap trading main loss ho jay ga es liay pahlay elam or tajarba hasil karain or phr trading karain
              • #877 Collapse

                Assalmualikum.....bhai forex trading mein hmein ziada sy ziada time dyna parta hai hmein is mein market ko study krna parta hai jitna ziada hum is mein market ko study krty rhein gy to hmein pta hoga k hmein kab kahan kitna kaisy invest krna hai....humein is mein risk bhi lyna parta hai jitna ziada hum is mein risk liengy utna hi ziada hum is mein earning kr skien gy....
                • #878 Collapse

                  dear brother kissi bhe kam ko shuru karna ka lyea zayda se zayda experiance ki zarorat hoti ha agar ap ka pass acha experiance ho ga tu ap ko kam karna ma ki problam nahi ho gye ,,,,,,,,
                  • #879 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: kasuri پيغام ديکھيے
                    Forex trading krne ke liye market ka experience hona acha he. Beghair soche sammjhe or results ki parwa kiye trade kerna or apna qeemti sarmaya invest ker dena hamare liye nuqsan he. Or ye bhi sahi nahi hai k hum invest kerne k baad market condition se properly agah na hon .
                    well i agree with you but despite of this fact people still start trading without getting any kind of knowledge of it and they lost their precious amount in it just because of having no knowledge of it. In my view everyone should learn forex trading and do practice of it then start investing.
                    • #880 Collapse

                      forex trading aik eisa karobar he jo humin mustaqil earning deiti he hum es min jeise jeise trading karte hin to humari malomat aur tajurbe min bhi ezafa hota he. Aur ye bat he humare knowldge and information jeise jeise barhti he hum es karobar min faida hasil kar sakte hin aur tajurbe k baghir eisa hona na mumkin he k hum earning kar sakin.
                      • #881 Collapse

                        Forex ka experience hasil karny k liey Demo account disposition ziada sy ziada rehearse karni chahiye.forex mama jis ka pass zyada expirience ha wo zyada gain kar skta ha,mtlb ap jo kam b karo to expirience ho na lazmi ha.so continue learning you will get to be knowledgeable about time.
                        • #882 Collapse

                          yar forex trading hoti he market k experience se hai jab tak hamain is main experience na ho tab tak hum is main kuch bhe nai kar sakty and yeh yeh bohat he zaruri hota hai and is k liye hamain chahye k hum is ko learn karain and demo ko use karain...
                          • #883 Collapse

                            ji ha bilkul aap nay sahi kaha hay kay forex may experience ka hona bahut zaroori hay is lye aap ko chahiye kay demo account per trading kar ke khoob experience banaye our jab aap satisfy ho jao phir aap real per trading karo warna aap ka zayada nuqsan ho sakta hay.
                            • #884 Collapse

                              Yes humen trading kerney sey pahley market ki knowledge honi chahiey bagher knowledge key aap forex trading men survive nae kar saktey. Humen achi tara learn ker key or demo account per practice ker key trading start kerni chahiey.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #885 Collapse

                                Ge haan mere dost market experince boht zrori hai hame market ko boht dihaan main rakhna parta hai tb hi hum ik achy trader bann sakty hain or zyda se zyda profit earn kar sakty hain so yeh ik profit able business hai is lye log isy zyda se zyda join kar rahy hain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X