Aslaam o Alaikum.
Dear pakistan forex forum members, mairay knowledge k mutabik forex market ki trading main agar ham waiting time ko apna mamool ban laitay hain to is say hamari psychology traing hoge, agar ham market main trading kartay hwuay rest kartay hain aur wait kartay hain to aisa karnay say hamara money management ka kay rules bhi strong hongay. Sirf aik yahi wajha hai k bahut saray traders is market main kamyabi ko sirf wait kartay hwuay he hasil kartay hain qk jab sahi wakt hota hai aur market sahi positions pay hoty hai to tab he us main entry lainay say ham market main kamyab ho saktay hain.
Waiting skills in trading:
Dear, mairy openion k mutabik waiting ki skills world ki stocks aur forex investment k liye bahut ziada important hain. Laikin world ki stock main aur forex main waiting skills ka bahut ziada differnece hai, qk agar ham stock main apni investment k sath wait kartay hain to usay ham aik year main double daikh saktay hain magar forex world main aisa kabhi bhi har daffa mumkin nai ho skata hai. Forex market main movements ka koi bhi clear nai rehta hai k kab market kitni sell ho jaye aur kab market kitni up ho jaye to usk liye better yahi hai k hamain market main achay expereince k sath aur big time frame k sath trading start kartay huway waiting say ziada say ziada faida hasil karna chaye.
How to practice waiting skills:
Dear members, forex market main waiting ki skills ka use ham kabhi bhi har wakt nai kar saktay hain qk waiting ki skills ka use hamain tab he ziada tar karnay say faida hasil ho skata hai jab price kisi strong support ya resistance levels say break hoty hai ya reject hoty hai, agar aisa hotay huway aur confirmations k sath ham ham entry nai litay hain to ham kabhi bhi waiting system say khaas faida hasil nai kar skatay hain. Is liye better yahi hoga k hamain is skills k aproper use aur proper benefit hasil karnay k liye chart main long term ki trading ko supports aur resistance llevels k sath he pick karna chaye.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим