Details about Risk and Reward Ratio.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Details about Risk and Reward Ratio.
    Assalamu Alaikum dear senior and junior member forex trading mein successful trading karna chahte hain to ismein aapko multiple factors ko achi tarah study kar kay apni working main include karna hota hai, agar aap eisa nahin kar sakte hain to aapko hamesha bahut jyada problem ho sakhta hai or aap khabi bhi successful trading nahin kar sakte hain. Aaj main aapko aik bahut hi important factor jisko forex market mein risk and reward ratio kaha jata hai, uski kuch discussion krna chahta hun.

    Risk and Reward Ratio

    Risk and Reward Ratio kay concept ko jab aap study krty hain tu ismein hum ko ya idea milta hai kay jab hum kei amount hasil krna chahty hain, tu us kay liye kitna expenses bardasht kr sakhty hain. For example jab hum aik profit ko expect krty huye market mein enter hoty hain, tu definitely usk against aik amount ko expenditure main bhi shamil krna ho ga.

    Classification of Risk and Reward Ratio

    Forex trading mein jab hum risk and reward ratio ko properly study krty hain tu mostly ismein hum 2 major division main isko classified kar laty hain, jinki details below mentioned explain ki ja rahi hai

    One ratio one ( 1 : 1 )

    One ratio one ka mtlab hai kay jab aap forex trading market mein enter hoty hain, tu aap apny estimated Profit kay 100 percent equal stop ki value select krty hain, is theory ko one ratio one kaha jata hai. For example agar aap Gold per 1785 price per trade buy ki open krty hain, tu aap iska TP 1795 dollers aur iska stop loss 1775 dollers ki Price main set krty hain.

    One Ratio Two ( 1 : 2)

    One ratio two risk and reward ratio ko jab aap explain krty hain, tu ismein aapko yah information available hoti hai, jab aap aik trade open krty hain, tu us main apny estimated Profit ka 50 Percent stop loss ki value select krty hain. For example agar GBP USD per aik buy trade laty hain, tu iski opening value 1.3750 hai, is ka estimated Profit 1.3800 aur stop loss ki value 1.3725 per ho ge. Is theory ko one ratio two kaha jata hai.

    Benefits of Risk and Reward

    Agar aap apny account ki safety level ko maintain krna chahty hain, tu definitely aapko risk and reward ratio ko aap na study krna hota hai. Kunk without risk and reward ratio aap khabi bhi successful trading nahin kar sakte hain. Is liye apny account level ko maintain krny kay liye aapko above-mentioned information ki base per hi Trading activities ko carry on krna ho ga.



    Click image for larger version

Name:	Risk-reward-ratio.jpg
Views:	6
Size:	30.8 کلوبائٹ
ID:	12472175
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Details about Risk and Reward Ratio.

    Dear forex members, trading mein successful trading karna chahty hain to is main aapko multiple factor ko acchi tarah study karky apni working main include karna hota hai, agar aap aisa nai kar sakty hain to aapko hamesha bahut zyada problem ho sakti hai aur aap kabi bhi successful trading nai kar sakty hain. Aj main aapko aik bahut hi important factor jisko forex market mein risk and reward ratio kaha jata hai, uski kuch discussion karna chahta hun.


    RISK AND REWARD RATIO :


    Risk and reward ratio k concept ko jab aap study karty hain to ismein ham ko yah idea milta hai k jab ham Koi amount hasil karna chahty hain, to usk liye kitna expenses bardasht kar sakty hain. For example jab ham aik profit ko expect karty huye market mein enter hoty hain, to definitely usk against aik amount ko expenditure mein bhi shamil karna hoga.

    Click image for larger version

Name:	Risk_Reward_Ratios_for_Forex_body_Picture_2.png
Views:	5
Size:	25.6 کلوبائٹ
ID:	12343646


    Classification Of Risk And Reward Ratio:


    Forex trading mein jab ham risk and reward ratio ko properly study karty hain to mostly is mein ham 2 major division mein isko classified kar lety hain, jinki details below-mentioned explain ki ja rahi hai.


    ONE RATIO ONE :


    One ratio one ka matlab hai ki jab aap Forex trading market mein enter hoty hain, to aap apny estimated profit k 100 percent equal stop ki value select karty hain, is theory ko one ratio one kaha jata hai. For example agar aap Gold per 1785 price per trade buy ki open karty hain, to aap iska TP 1795 dollars aur iska stop loss dollers 1775 dollers ki price mein set karty hain.

    Click image for larger version

Name:	hqdefault.jpg
Views:	1
Size:	28.9 کلوبائٹ
ID:	12343647


    ONE RATIO TWO :


    One ratio two risk and reward ratio ko jab aap explain karty hain, to is main aapko yah information available hoti hai, jab aap aik trade open karty hain, to usmein apny estimated profit ka 50 percent stop loss ki value select karty hain. For example agar GBP USD per aik buy ki trade lety hain, to uski opening value 1.3750 hai, is ka estimated profit 1.3800 our stop loss ki value 1.3725 per ho ge. Is theory ko one ratio two kaha jata hai.

    Click image for larger version

Name:	chart_3_16_10.JPG
Views:	2
Size:	94.4 کلوبائٹ
ID:	12343648


    Benefits :


    Agar aap apny account ki safety level ko maintain karna chahty hain, to definitely aapko risk and reward ratio ko ap ny study karna hota hai. kyun k without risk and reward ratio k kabi bhi successful trading nai kar sakty hain. Isliye apny account level ko maintain karny k liye aapko above-mentioned information ki base per hi trading activities ko carry on karna ho ga.
    • #3 Collapse

      Re: Details about Risk and Reward Ratio.

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Professional_Trader پيغام ديکھيے
      Assalamu Alaikum dear senior and junior member forex trading mein successful trading karna chahte hain to ismein aapko multiple factors ko achi tarah study kar kay apni working main include karna hota hai, agar aap eisa nahin kar sakte hain to aapko hamesha bahut jyada problem ho sakhta hai or aap khabi bhi successful trading nahin kar sakte hain. Aaj main aapko aik bahut hi important factor jisko forex market mein risk and reward ratio kaha jata hai, uski kuch discussion krna chahta hun.

      Risk and Reward Ratio

      Risk and Reward Ratio kay concept ko jab aap study krty hain tu ismein hum ko ya idea milta hai kay jab hum kei amount hasil krna chahty hain, tu us kay liye kitna expenses bardasht kr sakhty hain. For example jab hum aik profit ko expect krty huye market mein enter hoty hain, tu definitely usk against aik amount ko expenditure main bhi shamil krna ho ga.

      Classification of Risk and Reward Ratio

      Forex trading mein jab hum risk and reward ratio ko properly study krty hain tu mostly ismein hum 2 major division main isko classified kar laty hain, jinki details below mentioned explain ki ja rahi hai

      One ratio one ( 1 : 1 )

      One ratio one ka mtlab hai kay jab aap forex trading market mein enter hoty hain, tu aap apny estimated Profit kay 100 percent equal stop ki value select krty hain, is theory ko one ratio one kaha jata hai. For example agar aap Gold per 1785 price per trade buy ki open krty hain, tu aap iska TP 1795 dollers aur iska stop loss 1775 dollers ki Price main set krty hain.

      One Ratio Two ( 1 : 2)

      One ratio two risk and reward ratio ko jab aap explain krty hain, tu ismein aapko yah information available hoti hai, jab aap aik trade open krty hain, tu us main apny estimated Profit ka 50 Percent stop loss ki value select krty hain. For example agar GBP USD per aik buy trade laty hain, tu iski opening value 1.3750 hai, is ka estimated Profit 1.3800 aur stop loss ki value 1.3725 per ho ge. Is theory ko one ratio two kaha jata hai.

      Benefits of Risk and Reward

      Agar aap apny account ki safety level ko maintain krna chahty hain, tu definitely aapko risk and reward ratio ko aap na study krna hota hai. Kunk without risk and reward ratio aap khabi bhi successful trading nahin kar sakte hain. Is liye apny account level ko maintain krny kay liye aapko above-mentioned information ki base per hi Trading activities ko carry on krna ho ga.

      [ATTACH=CONFIG]32980[/ATTACH]

      [ATTACH=CONFIG]32981[/ATTACH]

      Salam dear members g apny hmare sath bhut hi acha topic discuss kia hai jo k risk and reward ratio k bare main hai is tarah apko pta hai k ye ek bhi hi important topic hai jo k har member ko is k bare main pta hona bhut zroori hai is liye jin members ko is k bare main nahi pta jo juniors hai unko chaiye k lazmi is thread ko read out kren ta k apke points clear ho jayen is tarah me apke sath detail main or proper taseer k sath ye topic share krti hon .

      What is risk and reward ratio ?

      Dears me apko btati hon k risk and reward ratio kya hai .jb bhi hm risk and reward ratio ko study krte hain to hmy is sy kafi Koch sheekhne ko milta hai .is sy hmy ye bhi benefit milta hai jb hm koi amount hasil krna chahte hain to us k liye ktna expenses bardash kr skhte hain .hm el market me tab hi entry lete hain jab bm ye hi expect krte hain k hmy profit hasil kren gy .or is k sath agr risk ki bt ki jaye to kbhi kabar hmy risk bhi lena prhta hai . Or nuksan utha k hi hm kamyabi ki taraf ate hain is tarah hmy in dono ko sath le k chlna hota hai isi main hi hmari kamyabi hai .

      Types of Risk and Reward Ratio .

      Har topic ki kuch na kuch types zroor hoti hai jin ko ptoper study kr k hmy topic clearly samjh a jat hai is tarah risk and reward ratio ki bhi important types hain jo k me apke k sath share krti hon y inko bhi proper study krna chaiye .

      One ratio one ( 1:1) .
      One ratio two (1:2) .

      One ratio one (1:1) .

      G dear to ye risk and reward ratio ki ek type hai one ratio one to iska mtlb hai jb hm market me enter hote hain to is mme hm apny profit k 100 percent equal stop ki value select krte hain .is tatarah isko one ratio one (1:1) kaha jata hai .

      One ratio two (1:2) .

      Is tarah one ratio two ko bbhi s tarah hi explain kia jjata hai .is me hmy ye information milti hai is main jb hm forex market me trade open krty hain . To is main humy estimated profit ka 50 percent stop loss ki value select krni hoti hai isy one ratio two (1:2) kaha jata hai .
      Advantages ko Risk and Reward Ratio .
      G dear to risk and reward ratio k bhut sary advantage hain jo k hmare liye kafi useful hain or in sy hmy kafi faida bhi hasil hota hai .is tarah agr hm apny account ki safety level ko maintain krna chahte hain to is k liye hmy risk and reward ratio ko proper study krna chaiye because without risk and reward ratio k kbhi bhi hm successful trading nahi kr skhte is ka proper study hona bhut zroori hai . Is liye hmy apni trading ko maintain krny k liye iski study krni hogi tab hi ja k hm kamyab ho skhte hain .

      Click image for larger version

Name:	RRR1.png
Views:	3
Size:	39.5 کلوبائٹ
ID:	12343649
      • #4 Collapse

        Re: Details about Risk and Reward Ratio.

        Aslam O alaikum dear members aaj hum ik bht eham mozu pey baat krein gey jisko RISK REWARD RATIO khte hein. Is concept ko clear krna bht eham he agar aap achi trading krna chahte hein. Trading krte hue kuch bht eham cheezon ko mind me rakhna bht zyada zaroori he unhi me sey RISK REWARD RATIO bhi he.

        What is risk reward ratio:
        Risk reward ratio sey murad he k aap reward hasil krne k liye kitna risk hasil krte hein. Agar isko or byan kya jaye to iska mtlb he k Risk reward ratio yeh measure krta he k aap kitna zyada reward yaani profit hasil kr skte hein, har us dollar k liye jo aap risk me dalte hein.
        Example of risk reward ratio:
        1. Iski agar ik example di jaye to who yeh he k agar apka risk reward ratio 1:3 he to iska mtlb yeh hua k aap 1 dollar risk me daal rhe hein 3 dollar hasil krne k liye.
        2. Ik or example isi trha, agar risk reward ratio 1:5 he to iska mtlb he k aap 1 dollar risk me daal rhe hein 5 dollar hasil krne k liye.
        Risk reward ratio Denotes
        1:3 1 dollar at risk to obtain 3 dollars
        1:5 1 dollar at risk to obtain 3 dollars
        What Does the Risk/Reward Ratio Tell You?
        Risk Reward ratio investors ki madad krta he pesey ka lose hone k risk ko manage krne k liye. Trader apna pesa khoo dein gey agar unka win rate 50% sey km hoga. Risk/reward ratio measures krta he trade entry point and take-profit order k difference ko. In dono ko compare krne sey ratio of profit to loss nikalta
        • #5 Collapse

          Re: Details about Risk and Reward Ratio.

          Waalaikum salaam.

          Dear pakistan's forex forum member, forex market ko smajhnay aur iska risk kam karnay k liye hamaray pass proper knowledge ka hona bahut ziada is liye zaruri hota hai qk ham yeh nai jantay hain k hamain market main kitna aur kis hisaab ka risk lainay say ham loss say bhi bach saktay hain aur ham acha profit bhi hasil kar saktay hain, laikin agar ham acha expereince k malik hain aur apnay risk ko reward k sath manage kartay hwuay kaam kartay hain to ham market ko samjhnay main bhi kamyab ho skatay hain aur usk sath sath ham loss say bhi bach saktay hain.


          Click image for larger version

Name:	risk reward1.png
Views:	1
Size:	78.4 کلوبائٹ
ID:	12343659

          How to Work Out the Risk/Reward Ratio:

          Dear, jab ham market main trading ko start kartay hain to hamaray samnay sab say pehlay yahi sawal banta hai k ham market main kitna risk aur kitna reward rakh kar trade ko start kar rahay hain, ham market main trade kartay huway har aik dink hisaab say acha earn bhi kartay hain aur kabhi kabhi loss bhi kartay hain laikin agar ham market main risk aur loss k dar say apnay kaam ko maintain nai rakhtay hain to ham market say kabhi koi faida hasil nai kar skatay hain aur na he ham kabhi acha reward hasil kar skatay hain jisk liye hamaray pass risk aur reward ki calculationa ka hona bahut ziada lazmi hota hai.

          Click image for larger version

Name:	risk333.png
Views:	1
Size:	36.0 کلوبائٹ
ID:	12343661

          Conclusion – Ratio of Risk to Reward:

          Dear, mairay knowledge k mutabik risk aur reward ratio traders aur investers k liye aik bahut he useful tool hai, risk aur reward ratio k tool ko use karnay say ham market say hameehsh k liye out honay say save reh saktay hain, iska proper use karnay say ham market ko to aur low k levels say connect ho skatay hain.

          Click image for larger version

Name:	rrrrrrrrrrrr.png
Views:	1
Size:	76.7 کلوبائٹ
ID:	12343662
          • #6 Collapse

            Re: Details about Risk and Reward Ratio.

            Assalamu alaikum dear Forex members ummid karta hun aap sab log khairiyat se honge dear and respected members agar aap Forex trading mein successful trading karna chahte hain to is main aapko multiple factors ko acchi Tarah study Karke apni working may include karna hota hai agar aap aisa Nahin karte to hamesha aapko bahut jyada problem ko face karna padta hai aur aap kabhi bhi successful trading nahin kar sakte aaj main aapko ek bahut important factor jise forex market mein risk and reward ratio kahan jata hai uske bare mein kuchh discussion share karna chahta hun risk and reward ratio ke concept ko jab Ham study karte Hain to ismein Ham ko yah Idea milta hai ki jab Ham Koi amount Hasil karna chahti Hain to iske liye kitne expenses bardasht kar sakte hain for example jab Ham ek profit ko expect karte Hain hue market mein inter hote hain to definitely ek amount ko expenditure mein shamil karna hota hai risk and reward ratio ki tarif mein bilkul sada alfaaz mein karna chahta hun ki risk and reward ratio ka matlab hai ki Ham Jo aapane account risk lete hain vah kam hona chahie aur agar Ham market se profit uthate Hain to vah jyada hona chahie
            • #7 Collapse

              Re: Details about Risk and Reward Ratio.

              "RISK TO REWARD RATIO"
              Aoa dear forex members how are you hope you all are doing well and earning handsome profit.dear aj ka topic bht zyada interesting or bht zyada importent h.ak successful trader ki strategy mn hmesha ak profitable risk and reward ratio shamil oti h.dear forex market ka knowledge ak bht brha topic bn chuka h js k different aspects hain risk and ratio b un mn sy ak h.
              "What is risk and reward ratio actually"
              Risk and reward ratio ka asan or simple meanings yh h k ap ak trade py kitny profit py kitna loss brdasht krr skty hain.forex market mn different types ki risk and reward ratio use oti hain jo k hrr trader apni strategy k hsab sy use krta h.for example ak trader 1:3 ki risk to reward ratio use krta h iska mtlb h k wo ak 3 doller hasil krny k liye ak doller loss krny k liye tyar h.
              Click image for larger version

Name:	180977510-5bfc3921c9e77c0026b8bd9a.jpg
Views:	1
Size:	30.4 کلوبائٹ
ID:	12343766

              "Aim of risk to rerward ratio"
              dear traders risk to reward ratio ka basic purpose apky investment capital ko secure rkhna h.mn ny bht sy traders dekhy hain jo k apni loss mn chlni wali trades ko bht deir tk paal k rkhty hain or unko cutt isliye ni krty k shayed market wapis jaye gi lekn market wapis ni jati even k ap ka complete account wash krr jati h
              issliye hmesha trade leny sy pehly appropriate risk to reward ratio ko use krr k proper entry point,exit point,stop loss or take profit ko define krein.
              "Recommended risk to reward ratio"
              Normally risk to reward ratio ko hrr trader k liye define krna ak difficult task h q k hrr trader ka investment capital ak jaisa ni ota.aesy traders jnka investment capital zyada ota h un k liye 1:3 and1:4 tk best ratios hain or jo
              km balence waly traders hain un k liye 1:1 and 1:2 best ratios hian.
              "conclusion"
              At the end meri tmam dostu sy request h k forex trading ko achy sy pehly learn krein phr invest krein forex trading mn insaan kbbi b perfect ni ho skta.yh ak inthai risky busines h.issliye risk to reward ratio ko lazmi mdenzr rkhein or iss k bary mn continue knowledge hasi krty rhaein.
              • #8 Collapse

                Re: Details about Risk and Reward Ratio.

                Rane company Forex members reward and risk yahi hai ki Jab aap per trading Karte Hain To usmein aap profit Hasan karne ke liye Khud Ko Kitna risk Mein dalte Hain Jab Ham Re bahut ko risk Mein dalkar profit Hassan kar lete hain jisse Yahi Shubh hota hai ki Ham Pradarshan karne ke liye koi bhi risk Le sakte hain
                • #9 Collapse

                  Re: Details about Risk and Reward Ratio.

                  INTRODUCTION:

                  Asalam o alaikum dear forex members apny humry sth bht important knowledge share kia ha main b apky sth apna knowledge share krta hn jo k risk and reward ratio k related ha dear jesy k ap sb jnty hn k forex trading me humy apny knowledge ko bgt increase ktns chshiye q k trading k related study krns chshiye tbhi hum is me kmyab ho skty h. Humy is ne hr factors ko study krna hogs tbhi hum kmysb ho skty hn.
                  R aj main apky sth forex trading k ek important factors pe discussion kren gy....

                  RISK AND REWARD RATIO:

                  Desr memberd forex tradintrading me risk and reward ratiratio ka concept ko jb sp sstudy krty hj to apko bht kuch sekhny ko milta ha jjesy k jb hum koi amount hhasil krty hj to us pe humhumy ktns expensas brdasht krnkrny hn r iska mtlb ye b hota ha k risk and reward ratio ye measure krti hs k ap ktna ziziada reward yani k profit hasil lr slty hn wo doldoller jo ap risk me dety hn..
                  FOR EXAMPLE.
                  Jb hum ek profit ko expect krty huy markt me entr hoty ho of course us k against hum ekamount ko expenditure me b shamil kren gy...
                  Click image for larger version

Name:	images (30).jpeg
Views:	13
Size:	28.7 کلوبائٹ
ID:	12343888
                  TRADING WITH RISK AND REWARD RATIO:

                  Dear members forex trsding me hum jb apny sccount pe ttrade active lrty hn to huhumy chshiye k hum km se km risk len ta ky humrhumra account b save rhy r nuksan se b bach sky is lly humy chshiye k hum km kkm trading krty huy risk aand reward ratio ko 1.2 rkhns chshiye ttbhi hum kmyab hon gy agr hum risk ziada len gy tto humy loss ko fsce krns prhy ga.. dear humy itns risk lena chshiye k sgsgr humy kisi surat me loss ho b jta ha to hhum asani se trade kr sky....

                  Click image for larger version

Name:	images (31).jpeg
Views:	1
Size:	33.6 کلوبائٹ
ID:	12343886
                  TYPES OF RISK AND REWARD RATIO:

                  Dear members forwx markt me risk and reward ki b 2 types hn jin ko smjhna r inko study krns bgt important hota ha q k jb tk hum iny study ni krty humy inka knowledge ni aye ga is ly inko smjhna bht zaruri ha...

                  1,one ratio one. (1.1)
                  2, one ratio two (1.2)

                  ONE RATIO ONE (1.1)
                  Desr members forex trading me iska mtlb ye hota ha k jb hum forex trading me entr hoty hn to is me hum spny profit ko 100 percnt equal stop ki value select krty hn is ly isy hum one ratio one kehty hsin...

                  ONE RATIO TWO (1.2)
                  dear members one ratio two ko b isi trah explain kia jta ha is me humy ye information milti hs k Is me jb hum trade open krty hn Is mw humy estimated profit ka 50 parcnt stop loss ki value select krty hn is liy one ratio two kaha kta ha...
                  Click image for larger version

Name:	images (29).jpeg
Views:	2
Size:	11.2 کلوبائٹ
ID:	12343889
                  ADVANTAGES OF RISK AND REWARD RATIO:

                  Dear members risk and reward ratio k bht ssary advantage hn jo humry lliye bht useful hoty hnhn agr hum apny account ko safety level ko mantain krna chshty hn to humhumy risk and reward ratio ko proper sstudy krns chshiye bcz risrisk and reward ratio ko hum successful trading kr skty hn is ly humy chshiye k hum forex trading me risk anand reward ratio ko maintain kren r is mme kmyabi hasil kren.....
                  Click image for larger version

Name:	images (40).png
Views:	10
Size:	22.4 کلوبائٹ
ID:	12343887
                  • #10 Collapse

                    Re: Details about Risk and Reward Ratio.

                    Detail About Risk and Reward Ratio in Trading :


                    Risk and reward ratio (RRR) :


                    Definition :


                    Dear forex members forex trading mai risk and reward ratio (RRR) ka mtlb hota hai k ap Kisi bi target reward ko achive krny k leye kitna risk lety hen.
                    Agr ap k pas complete knowledge hai risk and reward ratio (RRR) ka to ye apko ak successful or professional trader banny mai boht zyada help deta hai.

                    Explanation :
                    Dear forex members forex trading mai risk and reward ratio (RRR) boht important hota hai. Forex ki term mai agr risk and reward ratio (RRR) ki bat ki jye to pehly stop loss or take profit or ratio between risk and reward ratio.
                    1). Stop loss
                    2). Take profit
                    3). Ratio between stop loss and take profit
                    Mtlb ap koi bi reward for example 10 dollars ka profit leny k leye 20 dollars ka ya 10 dollars ka risk ly rahy hen.


                    Types of risk and reward ratio :

                    Dear forex members forex trading mai risk and reward ratio (RRR) ka mtlb for example hum ak buy ki trade order krty hen Kisi bi currency ya metal pr. To hum apna entry point lety huwy apna stop loss Kisi bi point pr lety hen or trade lagaty hen. Or jb bi hamara profit hota hai. In dono points enrty or stop loss k between ak ratio banti hai jisy ratio between risk and reward kehty hen.


                    Risk and reward ratio examples :

                    Ratio (1:1).
                    Dear forex members is tarha ki trading mai agr hum 10 dollars ka profit leny k leye 10 dollars ka he risk lety hen to hamari ratio 1:1 ki banti hai. Aisi trade mai agr hum Kisi bi 5 trades mai profit gain krty hen or phr 5 trades mai loss bi krty hen to hum no profit no loss or hongy.

                    Ratio (1:2).
                    Dear forex members aisi trades mai agr hum 10 dollars ka profit gain krny k leye 20 dollars ka risk lety hen to hamari ratio 1:2 bsntibanti hai aisi trade mai hum 1% profit k leye 2% loss ka risk lety hen. Mtlb 10 dollars ka profit gain krny k leye hum 20 dollars ka loss krtykrty hen. Aisi trading mai hamesha loss he hota hai.


                    Benifets of Risk and Reward Ratio:

                    Dear forex members risk and reward ratio ki trading mai hamen loss sy bachny k leye hamari boht help krta hai. Ye entry point or take profit ko dethky huwy dono points k differences ko measure krta hsi. Risk and reward ratio (RRR) k bina successful trading kabi ni ho sakti.

                    Click image for larger version

Name:	images (1).png
Views:	10
Size:	22.4 کلوبائٹ
ID:	12343936
                    • #11 Collapse

                      Re: Details about Risk and Reward Ratio.

                      Humko forex market Mein risk reward ratio ke mutabik Hi Kam karna chahie is ka big benefit ya Hota Hai Ke Is Tarah Hamara account safe rahata Hai Kyunki Jab Ham risk reward ratio ke rules ko Salon Karte Hain To Ham apni trade Mein Star Plus aur Iske alava take profit Laga Dete Hain To fir Aisi condition mein agar market retrive Ho Jaaye to Fir Bhi trader ko bahut jyada nuksan Nahin Hota different traders different types aur apne mind ke mutabik risk reward ratio rakhte Hain Kuchh trader mostly 1-3risk reward ratio ko preference Karte Hain Main unke Khayal ke mutabik yah Ek Aisi ratio Hai jismein account bhi safe rahata hai aur profit bhi reasonable Hasil ho jata hai.
                      • #12 Collapse

                        Re: Details about Risk and Reward Ratio.

                        Details about Risk and Reward Ratio:
                        Assalam o Alaikum dear member forex trading mein successful trading karna hai to ismein aapko multiple factors ko achi tarah study kar kay apni working main include karna zaroori hota hai, agar aap is main yeh kam nahi kar sakte hain to aapko hamesha problem ho sakhta hai or aap khabi bhi successful trading nahin kar sakte hain. Aaj main aapko aik bahut hi important factor jisko forex market mein risk and reward ratio kaha jata hai, uski kuch discussion krna chahta hun.jisko read krne se apko bahut zyada faida hoga

                        Risk and reward ratio kia hai?
                        Dears members apko btata hon k risk and reward ratio kya hai. jb bhi hm risk and reward ratio ko study krte hain to hame kafi Koch sheekhne ko milta hai .tu ismein hum ko ya idea milta hai kay jab hum koi amount hasil krna chahty hain, tu us kay liye kitna expenses bardasht kr sakhty hain. For example jab hum aik profit ko expect krty huye market mein enter hoty hain, tu definitely usk against aik amount ko expenditure main bhi shamil krna ho ga. is sy hmy ye bhi benefit milta hai jb hm koi amount hasil krna chahte hain to us k liye ktna expenses bardash kr skhte hain .hum market me tab hi entry lete hain jab bi ye hi expect krte hain k hmy profit hasil kren gy .or is k sath agr risk ki bt ki jaye to kbhi kabar hmy risk bhi lena prhta hai . Or nuksan utha k hi hm kamyabi ki taraf ate hain is tarah hmy in dono ko sath le k chlna hota hai isi main hi hmari kamyabi hai.likin subse zaroori bat yeh hai k hum apne nuksan ko km se km karain.
                        Click image for larger version

Name:	images (6).jpeg
Views:	13
Size:	28.7 کلوبائٹ
ID:	12343985

                        Benefits of Risk and Reward:
                        Agar aap apny account ki safety level ko maintain krna chahty hain, tu definitely aapko risk and reward ratio ko aap ko study krna hota hai. Kiu k without risk and reward ratio aap kabhi bhi successful trading nahi kar sakte hain. Is liye apny account level ko maintain krny kay liye sub kuch dehan se krna prta hai Risk and reward ratio hamari trading mein bahut fayde Hain isliye hamen risk and reward ratio pr Amal karna chahie jab ham Amal karenge tab hamen kamyabi hogi aur hamara account kabhi bhi wash Nahin Hoga aur ham Apne account ko save Rakh sakty hain.Jo trader risk and reward ratio pr Amal karte Hain wo Kabhi NaKam Nahi hote kyunki agar UN logon Ko nuksan ho bhi jata hai to wo recoverable hota hai aur agar ham risk and reward ratio pr amal Nahin karte Hain to hamara nuksan Kabhi pura Nahin ho sakta hai isliye hamesha hi risk and reward ratio ko Apne mind mein rakhte hue trading Karni chahie ta k hamen aasani ke sath kamyabi mil sake aur ham tab hi market mein nuksan se Bach saktay hain
                        Classification of Risk and Reward Ratio:
                        dear forex mebers Forex trading mein jab hum risk and reward ratio ko properly study krty hain tu mostly ismein hum 2 major division main isko classified kar laty hain, jinki details below mentioned explain ki ja rahi hai isko achi tarah read kr k ap isko samjh sakty hain jo bahut easy samjhaya jaye ga bahut hi benifit hoga is ko seekhne main

                        One ratio one ( 1 : 1)
                        One ratio one ka mtlab hai kay jab aap forex trading market mein enter hoty hain, aur aap apny estimated Profit kay 100 percent equal stop ki value select krty hain, is theory ko one ratio one kaha jata hai. For example agar aap oil per 72.6 price per trade buy ki open krty hain, tu aap iska TP 82.6 dollers aur iska stop loss 62.6dollers ki Price main set krty hain. isko ne ration one kaha jata ha

                        One Ratio Two ( 1 : 2)
                        One ratio two risk and reward ratio ko jab aap explain krty hain, tu ismein aapko yah information available hoti hai, jab aap aik trade open krty hain, tu us main apny estimated Profit ka 50 Percent stop loss ki value select krty hain. For example agar gold per aik buy trade laty hain, tu iski opening value 1753 hai, is ka estimated Profit 1780 aur stop loss ki value 1745 per ho ge. Is theory ko one ratio two kaha jata hai

                        Click image for larger version

Name:	images (7).jpeg
Views:	3
Size:	33.6 کلوبائٹ
ID:	12343986
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Details about Risk and Reward Ratio.

                          Dear all member, forex trading mein profitable trade karne k lea technical analysis or market ko achi tara study karna ho ga. Kiyon k ap ki choti c mistake se ap ka loss ho sakta ha or aap khabi bhi successful trading nahin kar sakte hain. Aaj main aapko aik bahut hi important information share krta hon, jisko forex market mein risk and reward ratio kaha jata hai.

                          Introduction of Risk and Reward Ratio:

                          Forex trading mein ye bahut hi important he. Risk and Reward Ratio main kei amount hasil krna chahty hain, tu us kay liye kitna expenses bardasht kr sakhty hain. For example jab hum aik profit ko expect krty huye market mein enter hoty hain, tu definitely usk against aik amount ko expenditure main bhi shamil krna ho ga. Agar aap risk and reward ratio ko apne analyses Mein shamil karenge to aap bahut acchi trade kar sakte hain.

                          Risk and reward ratio ko 2 major division main isko classified kar laty hain,.

                          1) One ratio one ( 1 : 1 )

                          Dear members, jab aap forex trading market mein enter hoty hain, tu aap apny estimated Profit kay 100 percent equal stop ki value select krty hain, is theory ko one ratio one kaha jata hai. For example agar aap Gold per 1635 price per trade buy ki open krty hain, tu aap iska TP 1645 dollers aur iska stop loss 1625 dollers ki Price main set krty hain. Bahut carefully or pori planning karne ke baad hi koi decision lain.

                          2) One Ratio Two ( 1 : 2)

                          Dear members, ismein aapko yah information available hoti hai, jab aap aik trade open krty hain, tu us main apny estimated Profit ka 50 Percent stop loss ki value select krty hain. For example agar Gold per aik buy trade laty hain, tu iski opening value 1750 hai, is ka estimated Profit 1780 aur stop loss ki value 1725 per ho ge. Is ko one Ratio Two kahte hain.

                          Risk and reward Benefits

                          Dear members, without risk and reward ratio aap khabi bhi successful trading nahin kar sakte hain. Ap ko apny account ki safety k lea aapko risk and reward ratio ko aap na study krna hota hai. Ek professional trader ki tarah aapko puri planning ke sath hi risk and reward ratio ko apne mind Mein rakhkar trade karn ge to ap successful ho sakte hain.

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X