What Is Retracement?
Retracement kise bhe bary trend main aarzi reversals hoti hain, aur Retracement ka matlab yeh hota hai kay market ka trend tabdeel nahi ho raha hai balkay trend kay against aarzi reversal hai. Jesa kay neechy dee gai tasveer main aap dekh sakte hain kay market up trend main hai aur market thori up movement kay baad down aati hai. Aur kuch percent down aany kay baad matket phir aik baar up jaati hai aur pichly peak point ko cross kar kar agla peak point banati hai. Aur phir usi tarha down aati hai aur pechly down point say pehly he market upp jana start kar deti hai. Ye saari explanation aap tasveer main dekh sakte hain.
What Is Reversal?
Reversal market trend ke simt tabdeel hony ka naam hai. Jab Reversal hota hai to market usi same direction main rehny ke jaanib bharti hai aur trend ke direction ya simt tabdeel ho jaati hai. Up trend main reversal neechy ke jaanib hota hai jabbkay downtrend main Reversal oper ke jaanib hoti hai. Aik baat dehyaan jo kay har trader ko rakhna chahey kay trend Reversal ke confirmation kay baad he Reversal pe trade ke jaay. Kun kay Reversal aur Retracement main farak ka pata hona bahut zaroori hai.
Neechy de gaai tasveer main aap dekh sakte hain kay market trend line aur Moving average ko cross kar kay Reversal banaati hai to ye es baat ke Confirmation hai kay market trend tabdeel kar chuki hai.
Oper tasveer main dekh sakte hain kayy market uptrend main hai aur higher highs aur higher lows banati hai, phir market trend line ko torrti hai aur lower lows banana start karti hai. Eskay baad matket beshk pullback dekhati hai lekin market main trend ke simt main jaari rehti hai.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим