Dear Traders, Asalam o alaikum umeed h apko is platform sy kafi kuch seekhny ko mil rha hoga. Aj mn apky sath PIP sy related information share karongi. Forex trading me profitable trade karny k lehy apky pass PIP ki complete knowledge honi chahy jo apki decision making ko effect krti hai.
Definition
PIP (Price In Percentage):
Price in Percentage aik eisa essential tool hai, jis ky through traders market ki exact movement find-out kr sakty hein. Q ky successful trading karney k lehy, traders ko market ki movements ko properly calculate karna important hota hai. Is calculation ki base per traders achi trading kar ky aik acha profit gain kar sakty hein.
Why PIP Calculation is Essential:
PIP ki calculation karny ka important reason ye hai, jab trader's market ko international standard ki basis per study krty Hain, or eski movement ko calculate krna chahty hain, tu PIP ki complete information apko market ki accurate movement sey related information provide kar rahi hote hai. All over the world market ko calculate krny Kay liye same parameters ka available hona important hota hai, is leye PIP ki calculation according to international standard, traders ko ya facility provide krti hai
Effect on Stop-Loss / Take Profit:
Dear Traders, agar ap PIP ky concept ko completely study ni karty hein to decision making bahut zada negatively affect ho sakti hai. Because jab ap koe trade open karty hein, tu os main exactly TP / SL ki limit identify nahi krty hain, tu trader's kabi bhi successful trading nahi kar sakty hain. Q ky agar traders PIP calculation process ko understand ni karty, tu kabi bhi Take Profit and Stop Loss ki value ko examine nahi kar sakty Hain. Jitna zada pip ka stop loss ya take profit lagai gay utna zada profit ya loss hony ky chances hoty hein.
PIP Calculation Method:
Forex trading market mein PIP ki calculation krna bahut easy hota hai. Liken different pairs per iski calculation totally different result show krti hai. Is liye apko PIP calculation process ko achi tarah understand Kar kay apni working karni hoti hai. Jab trader’s different commodities aur currency pairs ki prices per PIP Calculate karty Hain, tu iski requirements ko achi tarah understand kar Lena cheye. In case agar currency pairs per trading karte Hain, tu following mentioned information ki basis per ap PIP Calculation Process complete kar sakty Hein.
How to count PIPs:
Nechy di gae picture me apko show ho rha hai k Price in percentage kesy calculate ho rahi hein.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим