Assalam o alaikum Dear members, Forex trading market main trade start krny say pehly broker ki selection bohat important hai, aur is ki selection krty howy bohat careful hona chaiye. Broker ki selection say pehly yeh zarori hai k broker kiya hota hai aur kiya facilities provide krta hai. Is tarah ap ko broker select krny main buht madad mily gi. Jitna broker acha ho ga, utni smoothly ap trade kar sakty hain. Achy broker ki selection sy he hum smoothly trade kar sakty hain. Aur istra minimum investment k sath acha earn bhi kar sakty hain.
Definition of “Broker”:
Broker aik person ya firm hoti hai, jo buyer aur seller k darmyan transactions ko arrange karta hai, aur jab deal execute ho jati hai, to commission lata hai. Broker, ap k aur trading market k darmiyan bridge ka kam krta hai. Broker ap ko online terminal provide krta hai jis k through ap trading kr sakty hain.
Key takeaways:
1. Broker aik firm ya person hoty hain, jo investor aur security exchange k darmyan intermediary ka kam karta hai.
2. Broker aik frim k kardar ka hawala bhi dy sakta hai, jab wo kisi customer k lye agent k tor p kam kar rha ho, aur customer ko di gyi services k lye commission wasul karta ho.
3. Discount brokers, client ki traf sy trade karty hain, lakin aam tor p investment sy related mashwara nhi dety.
4. Full-service brokers, services k sath sath investment k mashwary aur hal b dety hain.
Facilities provided by broker:
Broker ko selection krty howy bohat careful rehna chaiye. Q k ap ki trading me performance aur success, bohat ziada broker pay depend krti hai. Broker ke selection krty huye kuch factors ko consider krna chaiye. Jo broker ap ko yah facilities provide kry, woi broker select karain.
1. Leverage:
“Leverage kisi person ki trading position ko barhany k lye borrowed funds ka istemal hai, jo un k cash balance sy available hota hai.”
Jo broker ap ko maximum leverage facility provide kary, woi sab say acha broker hota hai. Q k jitni ziada leverage hoti hai, ap minimum account balance per ziada trading kr sakty hain. Maximum leverage facility utilize krny ka faida yeh hota hai, k is say ap minimum balance k sath maximum trading kr sakty hain.
2. Broker ki selection main First Deposit:
Broker select krty howy ap ko broker ki taraf say minimum deposit ki requirement ko samny rakhna chaiye. Acha broker ap ko hamesha minimum deposit k sath trading facility provide krta hai. Different broker, different amount of minimum deposit facility krty hain. Jo minimum deposit p trade karna allow karty hain, woi acha broker hota hai.
3. Low spread:
Jo broker ap ko trading pair pay low spread provide kary, hamehsa woi broker select krna chaiye. Q k jo broker ziada spread charge krta hai, utna ziada os ka commission hoga. Islye low spread provide karny waly broker ko he choose karna chaiye.
4. Deposit/withdraw amount or profit:
Jo broker ap ko direct deposit ki facility provide kary, woi acha broker hota hai. Kai broker asy hain Jin me ap apni currency, directly bank transfer k through deposit ya withdrawal kr sakty hain. Deposit aur withdrawl hmesha easy aur convenient hona chaiye. Aur safe legal channel sy hona chaiye.
5. 24/7 customer support service:
Dear members, hamesha woi broker select karin jis ki support service 24 hours available ho. Ta k jab ap ko koi problem ho ap ki problem door ki ja saky. Aur ap ko problem k solution k lye ziada wait na karna pary. Q k agar broker ki services timely nhi hn g, to trade main loss bhi ho sakta hai. Aur account wash bhi ho sakta hai.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим