What are the factors that influence gold price?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What are the factors that influence gold price?
    Hazaron saalon say physically aur economically gold ke demaad rahi hai aur gold ko safe heaven asset kay torr par jaana jaata hai. Wakt guzarny kay saath sath gold ke demaand main izzaffa hota raha hai aur gold ko baad main currency ke base kay torr par istemaal kiyaa jaany laga. Ess post main maa apko ko gold ke price ko drive karny factors say aagah karun ga.

    Supply And Demand
    Wesy to saari commodities Supply aur demand par chalti gain lekin gold ke demaand hamesha say rahi hai. Chahy wo jewellery ke ssorat main ho, industrial uses ke soorat main yaa phiir safe-heaven currency ke soorat main ho. Wesy to gold ke demand rehtee he hai lekin main reason ye hai hai gold Financial crisis ya dosry economic problems main gold hamesha sy stable raha hai aur esi soorat main demand main izzafa hua ha. Aur gold ke Supply gold bars ya jewellery weghra main bhe available rahi hai.

    Government Policies
    Paper money kay barakas gold aik physical commodity hai aur ess par govt ke Policiess ka asar nahi parta hai. Financial crisis kay doraan ho sakta hai kay Central banks mudakhlat kar kqy interest ko decrease karty hain jiss ke wajha say afratezar main izzaafaa hota hai lekin gold aik wahid investment hai jis par essi cheezon kq koi asar nahi parta hai jo kay gold ko aik nashoor investment ka darja deta hai.

    US Dollar
    Kun kay gold United States Dollars main trade hota hai to Dollars ke keemat main utaar charaao directly gold ke keemat par asar andaaz hota hai. Dollar ke wajha say dosry mulkon kay liey gold khareedna mushkil ho jaata hai so gold ke demand kum hoo jaate hai aur price main kami wakiya hoti hai. Essi tarha jab dollar ke keemat main izzafa dekhny ko milta hai to gold ke keemat main kami dekhny ko milte hai. Chunaacha gold aur US dollar ka correlation hai.

    Gold Technical Analysis
    Gold kay technical analysis main chart par pattern ko identify kar kay uss pe trading ke jaa sakti hai aur pas ke price ko dekha kar andaza lagaya jaata hai kay mustaqbil main price ke movement kiss janib ho sakti hai. Esi tarha chart par different timeframes ka istemaal kar kay trend ko dhoonda jaata hai aur trend par trading ke jaati hai. Technical Analysis main indicators aur price action ko dekh kar trading ke jaati hai jo kay market main gold ke price ko affect karti hai.

    Gold Daily Chart
    Click image for larger version

Name:	commodities-gold-gold-price-drivers_body_Chart.png
Views:	1
Size:	83.4 کلوبائٹ
ID:	12472058
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: What are the factors that influence gold price?

    Assalamu alaikum dear brother ummid karta hun kya aap sab theek ho gaya ham sab bataiye kya maar peet mein jyada jyada achcha kam karega market ke movement ko Soch samajh Kar Dekh Kar FIR trade lagaen kyon Kiya gram aise hi trade lagaenge laga denge to hamari trade last mein jayegi aur hamen bahut jyada Khush Raha Hoga ham sab kehte hai Kya Forex ke bare mein pahle acchi learning knowledge or experience hasil Karen aur uske bad hi trade karna shuru Karen kyon Kiya g of Forex ke bare mein acchi learning experience ke sath kam karenge to ham sabko achcha profit Hoga aur ham apni life ko change aur apna future bright kar sakenge

    اب آن لائن

    Working...
    X