Dear Forex Member Asalam o Alaikum,
Trading aik bht huge platform hai jahan per hum different strategies ko apply krty hein. Aj main apsy trading chart me price ky break and breakout k concept ko clear krongi. Is concept ko follow krty hohy umeed hai k apko mazeed entry points ko samajny ka knowlege gain hoga jis k through ap trading me profit gain kar k successful ho sakty hein.
*Break
Trading chart me humy trade krny k lehy trader ko 2 tarah sy prices ko dekhna hota hai. Jab aik price support ya resistance k near jati hai to vo break ho jati hai. Further hum isme corrections or replacements kr sakty hein jis k bad ap chart me buy ko dekh sakty hein.
*Breakout
Second price jab support y resistance k qareeb jati hai tab vo ossy breakout kar jaty hein.
(Importance)
Trading me entry ko pick karney k lehy, both concepts bht important role play krty hein.
#First Chart
Is screenshot chart sy ap understand kr sakty hein k GBP/USD pair mn price ny breakout ni kia or return ho gae hai. Is chart p humy show ho rha h k princenay 1.3700 resistance ko touch kea hai or yahan per breakout situation ni i hai. Yahan per price ny break li hai or return sell start kar di hai jisko trader resistance sy break ka name dety hein.
#Second Chart
Hum hum dekh sakty hein k second chart me ky price ny 1.3497 ko breakout strong candle k sath kea hai ab yeh confirm ho gya h k price buy ho chuki hai.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим