Dear friends, I hope all are fine and doing well. Forex trading aik aisi field hai, jis main profit aur loss dono hoty hain. Isi lye forex trading join krny say pehly ap k pass is ka knowledge aur experience hona bohat zarori hai. Agar ap k pass acha knowledge aur experience hai, to ap better decision making kar sakty hain, aur iny implement kar k better trading kar sakty hain. Trade lagany say pehly kuch important decision lainy hoty hain. Aj me ap say in important decision say related important information share krna chahta hu.
1. Initial investment:
Forex trading join krny say pehly, sab say important decision, initial investment ka hota hai. Pehly ap ko hamesha, kam investment krni chaiye. Q k ap k pass knowledge aur experience ni hota. Istra loss hony k chances ziada hoty hain. Aur account wash ho k investment loss ka chance ziada hota hai. Isi lye start main low investment sy shuru karna chaiye, ta k loss ki surat main kam loss ho.
2. Knowledge and experience:
Forex trading main profit aur loss dono hoty hain. Is business ko join krny say pehly ap ko knowledge aur experience zarur hasil krna chaiye. Without knowledge aur experience ap kabi bi successful ni ho sakty. Is liye pehly knowledge aur experience k oper kabi bi compromise ni krna chaiye. Knowledge aur experience k sath he better decisions ly sakty hain. Knowledge k sath he better market analysis kar sakty hain, jis sy market trend ka better idea hota hai. Aur istra risky aur blind trades sy avoid kar k achi trading kar sakty hain. Aur loss sy bach k acha profit earn kar sakty hain. Knowledge aur experience k sath he hum risk management kar sakty hain.
3. Commodities / currency pairs selection:
Forex trading main, trade krny say pehly, ap ko currency ya commodity select krna hoti hai, Jis me ap trade krna chahty hain. Ap k pass jis pair ka technical knowledge ho, usi pair me ap ko trade krni chaiye. Professional trader hamesha specific pair me trading krty hain, is say un ka experience increase hota hai. Isi lye trading start karny sy pehly commodities aur currency pairs ka knowledge gain karna chaiye. Ta k better selection k sath achi trading ki ja sakty aur loss sy bacha ja saky.
4. Lot size selection:
Dear members, Forex trading main, trade lagany say pehly, sab say important decision, lot size ki selection hai. Lot size, select krty waqt kabi bi lalach ni krna chaiye. Hmesha market analysis kar k trade open karni chaiye. Agar market favourable position main ho, to ziada lot size lgana chaiye. Q k jitna lot size ziada ho ga, to profit ki surat main profit bhi ziada ho ga, aur loss ki surat main loss bhi ziada hoga. Is lye lot size ki selection carefully karni chaiye. Hmesha technical analysis aur market analysis kar k he lot size ki selection karni chaiye.
5. Broker and leverage ki selection:
Forex trading join krny k liye ap ko broker ki selection krni hoti hai. Her broker k kuch advantages aur disadvantages hoty hain. Is k sath ap ko leverage bi select krni hoti hai. Jitni ziada leverage ho gi, utna ziada ap trading kr sakty hain. Jab ap broker select krty hain, to wo ap ko user id aur password daita hai jis say ap metatrader 4, me login kr k trading kr sakty hain. Isi lye is field main broker ki selection bhi ahtiat sy karni chaiye, jo broker ziada leverage deta hai usi ko choose karna chaiye.
6. Supportive, helpful and convenient broker:
Forex trading, main hamesha wo broker select karain, Jis ki support team 24 hours available ho, ta k kisi, technical problem k surat me ap ko help mil saky. Istra better trading ki ja sakti hai. Q k agar broker helpful aur convenient hoga, to ap smoothly trade kar sakain gy.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим