What is indicator and how to use it.?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is indicator and how to use it.?
    Dear frex sister and brothers trading karnay kay jo indicators ham log use kartay hein hamen on mein say best indicators aaj main ap sab ko on kay baray mein batana chahty hon
    jo sab say pehlay number par indicators hey.

    Reletive Strength Index
    ager ap log technical analysis karna chahtay hein to ye indicator os kay ley mashhoor hey hamen ager technical analysis karna hey to amen RSI indicaors ke help say kaam karna chihay
    RSI say hamen log profitable condition ka pata laga saktay hein trader jan sakta hey keh unprofitable condition kon ce hey ager profitable condition lagay to entry lay lay other wise wait karna best hey.

    Simple RSI
    ye short term trading kay ley zyada best hey
    Simple Moving Avergae/Exponential
    forex trading khas tor par short term trade kay ley moving avarage indicators best analysis mein help dayta hey
    MA indicators trend ke simaat ka pata dayta hey.
    MA indicatorsreveal trend ka pata dayta hey.
    MA indicators ke help say trader kesy bhe wakt trend ke moving ka pata chala sakta hey.

    MACD
    Moving Avrage ke convergence or divergence semaat ka pata dayta hey
    The sing line ;
    ye aik trigger kay tor par bhe perform kar saktey hey ye indicators buy ye sell trend mein help full hota hey
    MCAD line.

    2 moving average ka pata daytay hein
    Histogram
    single line or MCAD kay darmean hota hey
    Moving Average Indicator
    EMA indicators use long term trading strategy kay ley istamal hota rehta hey
    technical analysis kay best technique kay tor par use ho sakta hey.

    BOLLINGER BAND INDICATOR
    Bollinger band indicator ko use kr k hum her time frame mai trade laga sakty hai aor ais market mai acha profit bana sakty hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: What is indicator and how to use it.?

    forex members ager ham trading kartay hein to hamen forex mein market mein entry say pehlay different indicators ko istamal karna hota hey jes ke wajah say ham log bohut ache trade laga saktay hein hamen forex mein ache learning kay sath indicators ko istamal karna chihay
    RSI indicators
    yeh short term trading kay ley hota hey hamen RSI indicators ke madad say moving average ka pata chal sakta hey forex aik bohut bara online business hey jes mein ager zyada ache mehnaat say knowledge kay sath market ko analysis kar kay trade kartay hein to he ache earning hasell kar saktay hein RSI indicator ke bohut zyada value hey or yeh aik eham indicator ke madad say ham moving average ko achay say samaj saktay hein
    MA indicator
    MA indicators ke madad say trend ke semaat ka pata chal jata hey keh aya market buy ke taraf ja rehe hey ya sell ke taraf ja rehe hey
    MA indicators viral trend ka pata daytey hey
    MA indicators ke madad say trader kesy bhe wakt market movement ka andaza laga kar trade laga saktay hein
    MCAD indicators

    MCAD indicators ke madad say moving average convergence or this convergence ka andaza laga saktay hein
    Moving Average Indicators
    EMA indicators long term moving average kay ley se hota hey
    Bolling Band indicators
    Bolling Band indicators ko istamal kar kay Ham market mein entry lay kar zyada say zyada monafa hasel kar saktay hein yeh aik important kesaam ka indicators hey members ager forex say earning hasell karni hey to os kay ley market ko analysis karna bohut zyada zaroorey hey tab he ham log bohut ache earning hasell kar saken gay or acha profit hasell kar saken gay es kay ley bakaida demo account par practice karni chihay
    Last edited by ; 09-09-2021, 07:51 PM.
    • #3 Collapse

      Re: What is indicator and how to use it.?

      Assalamualaikum umeed hai ap sab kheriat Sy hon gay . Aj mein apky sath forex main use hony waly different indicators Kay baari main information share karny ja Raha hun . Jab Bhi ap forex main trading karty Hein to apko wahan par different indicators dikhai dety Hein . Ap indicators ko use Kar Kay acha bonus hasil Kar saktt Hein .
      Indicators asal main trading main apko help karty Hein . Indicators asal main 2 types Kay hoty Hein .

      1) Leading Indicators:-

      Ye Indicators bohat hi important hoty Hein aur ye forex trading main bohat hi ehmiat rakhty Hein. Ye hamen market main fast signals provide karty Hein . In Sy hamen fast signals milty Hein jiski waja Sy hamen bohat faida hota hai aur ham apni knowledge Kay mutabiq in signals Sy faida utha sakty Hein aur kamyab ho sakty Hein . In signals ka aik disadvantage bhi hota hai wo ye hota hai Kay ye signals to fast dety Hein magar aksar aese hota hai Kay signal ye hamen wrong de dety Hein jiski waja Sy hamen aksar trading Sy loss ho jata hai is liye ye baat zaruthai Kay apky paas trading ki achi knowledge ho .

      2) Lagging Indicators:-

      Ye indicators bhi bohat important hoty Hein aur ye forex trading main apni bohat ehmiat rakhty Hein . Lagging Indicators hamen market main signal's slow provide karty Hein . Isi waja Sy Inka naam b lagging Indicators hai kiun Kay ye slow signal's provide karty Hein . Ye signals to slow provide karty Hein magar Inka faida ye hota hai Kay ye hamesha sahi signals dety Hein ye bohat Kam hota hai Kay inky signals wrong ho is waja Sy ham inky mutabik trade laga Kar acha profit hasil 5lar sakty Hein .

      Trading karty waqt ye baat zaruri hoti hai Kay ap chahy Jo b Indicators use Karen magar hamesha achy analysis Karen aur knowledge ko use Kar Kay trading Karen taky apko trade Sy faida ho saky aur ap acha munafa kama saken aur losses Sy Bach saken .
      • #4 Collapse

        Re: What is indicator and how to use it.?

        Dear members aap ny bhot hi Acha topic discuss Kia hai.hamen forex mein market mein entry say pehlay different indicators ko istamal karna hota hey jes ke wajah say ham log bohut ache trade laga saktay hein hamen forex mein ache learning kay sath indicators ko istamal karna chihay, his main aap successful trading karny k lite aap ko properly hard work Karna HOTA hai.

        Relative Strength Index

        yeh short term trading kay ley hota hey hamen RSI indicators ke madad say moving average ka pata chal sakta hey forex aik bohut bara online business hey jes mein ager zyada ache mehnaat say knowledge kay sath market ko analysis kar kay trade kartay hein to he ache earning hasell kar saktay hein RSI indicator ke bohut zyada value hey or yeh aik eham indicator ke madad say ham moving average ko achay say samaj saktay hein.

        Leading Indicators:

        Ye Indicators bohat hi important hoty Hein aur ye forex trading main bohat hi ehmiat rakhty Hein. Ye hamen market main fast signals provide karty Hein . In Sy hamen fast signals milty Hein jiski waja Sy hamen bohat faida hota hai aur ham apni knowledge Kay mutabiq in signals Sy faida utha sakty Hein aur kamyab ho sakty Hein . In signals ka aik disadvantage bhi hota hai wo ye hota hai Kay ye signals to fast dety Hein magar aksar aese hota hai Kay signal ye hamen wrong de dety Hein jiski waja Sy hamen aksar trading Sy loss ho jata hai is liye ye baat zaruthai Kay apky paas trading ki achi knowledge ho .

        Simple Raltive Strength Index indicator,
        Yah short term trading ke liye Jyada Behtar hota hai simple moving average Forex trading khaas tor per short term trading ke liye moving average indicator best analyses Mein madad faraham karta hai. Aap es main Acha target achieve Kar sakhty Hain.

        Bolling Band Indicator.

        Bowling band indicator ko use Karke Ham market Mein Har time acche entry Le sakte hain aur trade Karke Achcha profit Hasil kar lete hain isiliye Hamen Jyada Se Jyada Balam band indicator ka use karna chahie Taki Ham Achcha profit bhi Hustle Karte Rahe aur Hamara account balance bhi safe Ho.
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          Re: What is indicator and how to use it.?

          Ji haan bilkul theek baat hai, Indicator Ek Bohat hi Supportive cheeze hai Trading karnay k lye, Ek indicator humen ye batata hai k Kese hum Trading kartay hua ek achi Entry le saktay hain , stop loss kahan rakh saktay hain aur Take Profit kahan tak set kar saktay hain, kisi b indicator par trading karnay se pehle , us indicator ko demo account par achay se practice kar len , ek acha experience hasil karen aur phir real account main trade karen.

          اب آن لائن

          Working...
          X