Aslaam o Alaikum.
Dear pakistan's forex forum members, jab ham market k chart main apni positions ko take profit k bilkul nazdeek daikhtay hain aur achanak market main hamain loss milna start ho jaye to tab ham kaisa feel kartay hain? ya jab ham market main hedging kar rahay hotay hain aur market hamaray favour main top pay hoty hai to tab again hamain loss milna start ho jaye tab ham kaisa feel kartay hain. Is problem ko solve karnay ka aik he sab say better solution hai jisay ham trailing stop kehtay hain, jisk proper use say ham market main apnay account ko bhi secure rakh saktay hain loss say bhi bach saktay hain aur sath sath hamara mined bhi satisfied reh sakta hai.
What are Trailing Stops:
Dear members, mairay knowledge k mutabik metatrader main trading kartay hwuay trailing stop aik aisi facility hai jiski help say ham apnay orders ko secure rakh saktay hain, yeh aik feature security hai laikin yeh aik automatic cut honay wala order hai jis main ham loss say bhi save reh saktay hain aur usk sath sath market ki reverse movements say ham kuch profit hasil karnay k baad out ho jatay hain, yeh is tarah say kaam karta hai jaisay market hamara stop loss ko touch kartay he hamara order finish kar daity hai.
How to Use Trailing Stop:
Dear, forex market k chart pay trailing stop ka use karnay bahut ziada easy hai jiska aik simple screenshot aap uper daikh bhi skatay hain jsko follow kartay hwuay ap isay apnay chart pay simply use kar saktay hain, laikin yeh aik sample hai baaki aap nay apnay order aur pips ko khud calculate kartay huway iska use karna hai.
Benefits of Trailing Stops in Trading:
Dear, mairay knowledge k mutabik trailing stop ka use ziada tar long term k traders k liye ziada better aur lazmi hota hai, qk jab market main traders achay profit k sath kaam kar rahay hotay hain to market kisi big news ya supports aur resistanc area sayreject hotay traders k against movements start karty hai to tab agar ham trailing stop ka use nai kartay hain to hamaray profit k sath hamain loss ka bhi smana ho skata hai aur agar ham iska use kar rahay hotay hain tab hamain loss ka koi fikar nai hota hai khawah koi big news ho ya market main koi changes hon ham har lihaaz say profit main he rehtay hain.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим