Robot / Signal / Judgement / Big Lot Sub Loss Ki Taraf Jaty hain.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Robot / Signal / Judgement / Big Lot Sub Loss Ki Taraf Jaty hain.
    Dear Forex Members

    Ap Ager new hai ya old hai Forex main tu ap ko pata hona cheye kay Trading main jo khas kar trader loss ki taraf jaty hian un mai se zaida woh Trader hoty hian jo Robot ka use karty hain. Judgement ki base pay trade karty hain ya phir knowledge na honay ki waja se bari lot ka use karty hian tu es se ap ko loss ho jata hai. esleye koshish karain kay aisi trade open na karain jis se ap ko loss ho. ap loss jab karain gy tu ap ko yeh he main reason ap ko samnay ayain gi jo bata chuka ho.esleye ap kam asa kam aisi news ki taraf na jain jis se ap ko mazeed Forex main loss ho sakay

    Shukriya.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Robot / Signal / Judgement / Big Lot Sub Loss Ki Taraf Jaty hain.

    dear friend ap nay ju post ki hai wo bilkul thik ki hai forex main ager ap robot trading karen gay tab bhi ap ko loss ho ga aur ager ap signal ko follow karen gay tab bhi ap ko loss ho ga aur ager ap kuch time ky lie apne analysis use karen gay tab bhi ap ky mutabik ap ko loss hota hai aj main ap ko btaon ga ky ap ko loss kyon hota hai aur ap in sab soures say loss kyon karty hain kuch asi wajoohat ju main ap say details ky sath aur alag alag defination kt sath share karon ga ta ky ap ko in say hone waly loss ka pata chal saky.

    Forex Mein Robot ki vajah se loss hona

    dear robot ki vajah se jab bhi ap ko loss hota hai wo app ki galti ki waja sy hota hai kyon ky jab bhi ap robot use karty hain tu ap ky pas robot ky bare main knowledge nahi hota hai aur us ky bad ap ko robot ki working ka nahi pata hota hai ky yeh ju robot lagaya hai yeh market ki kesi halat main movement karta hai aur robot ky ander ju bhi programing ki hoti hai ap ko pata hona chahye aur phir uss ky mutabik hi ap ko robot ko active karna chahye aur dosri bat ap say yeh share karna chata houn ju ky robot ky bary main hai ky robot kabhi bhi ap ko life time ky lie earning nahi day ga na hi robot life time chal sakta hai kyon ky robot ko modified karna zrori hota hai market ki conditions change hoti rehti hain jiss ki waja sy robot ki working main fault aa jata hai aur ap ko kafi ziada nuksan day sakta hai market main acha robot milna bohut mushkil hota hai kyon ky aik acha robot bohut ziada costly hota hai ju ky ham afford nahi kar skaty hain is lie ap ko manualy forex main kam karna chahye aur forex market main ziada tar tarder manually hi kam karty hain kyon ky yeh aik asa method hai ky aik dafa ager ap is main success ho jayin tab ap is main fail nahi ho sakty hain islie ap ko robot ki bjay manual method say kam karna chahye.

    Signal ki vajah se loss hona

    dear friends forex main ager ap 100 percent successfull logon ky bhi signal follow karen gay tab bhi ap ko loss ho ga kyon ky uss main bhi app ki hi galti hai is lie ap ko forex tab tak loss hona band nahi ho ga jab tak ap ko market ky bary main khud experience nahi ho ga kyon ky market main sirf trade laga daina hi kafi nai hota hai balky ap ko market ky har halat main analysis karna ana chahye kyon ky market main 100 percent kuch bhi nahi nahi hota hai is main profit ky sath sath ap ko loss bhi laina parta hai iss lie ager ap kisi ky signal ko follow kar ky kam karna chahtey hain tu ap ko yeh bhi maloom hona chahye ky us ny ye tarde kesy lagai aur kisi ky signal ko blindly follow nahi karna chahye sath main ap ko apni bhi pridiction add karna chahye aur aur jab tak ap ko 3 say 4 confirmation na mil jayen tab tak ap ko market main order nahi laina chahye phir hi ap signal par trade kar ky kamyab ho sakty hain aur profit bana sakty hain.

    Apne analysis sy loss hona

    jab aik trader apne analysis shuru karta hai tu usko usi time profit milna nahi shuru ho jata ha balky uss ko kuch arsy ky lie apne analysis ko accurate karna hota hai aur bar bar demo account main practice karni hota hai jab tak apne analysis perfecct nahi bany gay tab tak ap ko loss hona band nahi ho ga is lie ager ap ko apne analysis thik nahi ja rahy tu us main kuch change karen aur jitna ho skay apni practice ko ziada karen aur sath sath apne kisi senior trader say bhi advice lay kar kam karen phir hi ap ko apne analysis ya apne method say profit ho ga.

    اب آن لائن

    Working...
    X