Indicator trader Vs Price action trader:
Dear members, forex k andar traders tu bohat sare honge manage 2 types hain jo sab se ziada famous hoti hain price action trader aur indicator trader ye 2 tarah k alag alag trader hain jo bhi traders forex market mein newly ate hain unko ache se information honi chahiye k wo trading ki learning karne k bad kis kisam ka trader bane ge take wo success hon failure se bach saken.
Indicator trader:
Jo trader indicator trader hota hai woh personal analysis nahi karta judgement nahi karta bhale market kahin bhi move kare jahan indicator move kare ga wahin woh bhi trade kare ga indicator ka taluq indicator se hota hai jonsa bhi indicator RSI, Bollinger band, Moving Average jonsa bhi chart pe usne lagaya hai ussi k according trade karta hai indicator free mein available hote hain unlimited indicators hain jo cheez free mein mile wo paisa kama kar nahi deti ye mind mein hona chahiye aisa trader price k momentum ko thek se shayd judge bhi nahi kare ga jab indicator buy kahe ga wo buy kare ga jab sell kahe ga wo sell kare ga aisay trader ko market ki nature nahi pata koi information nahi hai fundamental ki study nahi hai jo indicator keh raha wohi kar raha hai indicator ka faida nahi hai indicator itself coding kar ke system mein banaya jata hai indicator sirf price ko read karta hai isliye indicator se loss hota ha jab k khud se analysis karna price ki prediction karna lazmi hai.
Price action trader:
Price action trader actual mein best trader hota hai aisa trader price action isliye hota hai wo price pe analysis karta hai market ka jo behaviour repeat hota hai uski study karta hai market mei koi new cheez nahi aati hamesha market kisi pattern pe chale gi kabhi support and resistance pe kabhi sideways kabhi breakouts tu price action trader in sab chezon ka jaiza leta hai price action trader pattern se market ko identify karta hai apna time analysis pe de kar pura trend read karta hai woh hamesha techniques ko apply kar k opportunity find karta hai isliye price action trader successful hota hai.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим