What is basically Forex definition?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #376 Collapse

    forex trading business aik international online currencies ki buy and sell ka business ha. maslan ap ksi dosri country ma jain to ap ko us country ki currency ki zaroorat ho gi to ap apna mulak ki currency da kar us mulak ki currency buy karan ga yani aik currency sale karan ga aur dosri buy isi ko forex kahta han.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #377 Collapse

      g bhai apne sahi kaha hian lekin ye basic knowledge nahi hain bas intro hain forex trading ka apko agar share karna hain to apko basic knowledge share karni paregi jis mein types of chart aur types of analysis aur bhi etc..
      • #378 Collapse

        jee dear ap ne theek kha hai Forex tow words ka majmooa hai For and ex foreign aur ex se exchange benta hai aur Forex exchange main hum aur foreign exchange currency main hum currencies ko sell ya buy kerne k ahel ho jatay hain.
        • #379 Collapse

          forex ak matlib currency ha ore forex business bi mukhtalifcurrency pair me hi hota ha kisi pair ki price up ore kisi ki down hoti ha ore market me price up and down hotay hi traders nafa nuqsaan
          • #380 Collapse

            forex ki defination bhot he simple words mai yahe hai k humay is forex business mai trading karni hoti hai jis mai hum currencies per b trade kar sakte hai is k elawa gold oil silver etc, in per hum trading kar sakte hai humay trading apne capital k mutabik he karni hoti hai jis mai humara jitna ziayda capital hoga utna he ache say hum trading kar sakte hai
            • #381 Collapse

              yes dear basicaly forex ke yehi defination foriegn exchange of currencies and yeh ek puranin term th and business th aju foresx ka start tha dear ab qn ka es ka ander diffrent ksm ke metals a chuki hovi hn and sath ka sath diffrents aagriculture products bh shamil hn and stocks bh a g ya ha to es ka overall name comodity excahnge rakha gya ha
              • #382 Collapse

                We can say that we are divided the the Forex into the three parts. First is currency market, second iscthe metal market andhirs iscstock market.
                • #383 Collapse

                  Sir mere kheyal may forex usay kehtay hain jo kisi bhi currency ko buy kernay ya sell kernay forex markeet kehlati hai ya phir forex aik mandi ki tarah hai jis may hum koi currency detay hain ya letay hain
                   
                  • #384 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Ziddi munda پيغام ديکھيے
                    forex ki ek asan lafzon me definition yehi kar sakta hon k ek currency ka dosry currency sau lain dain.ye forex ki sub say asan aur mazaydar definition hai agar hum is pay amal kare to.
                    ye bat thek hai aap ki bako sab sa zeda mujhy aap k answer ki help ki smjh lagi hai very nice wesy ye forum kaif information wala hai iss am na aj tak kafi kuvh seekha hai
                    • #385 Collapse

                      Yes ap bilkul theek kaha ky FX stand for forax exchange markets is main 2 prices hoti hain is main ap ak price ko buy kartyvhain to dusri price ko sell karty hain
                      • #386 Collapse

                        forex different currencies ke sell or bay ka business ha or forex mean hum aalmi market mean different currencies or metal ke trad krty hean or us ky hum profit earn krty hean or ye best online or world wide business ha
                        • #387 Collapse

                          Sir mere kheyal may forex usay kehtay hain jo kisi bhi currency ko buy kernay ya sell kernay forex markeet kehlati hai ya phir forex aik mandi ki tarah hai jis may hum koi currency detay hain ya letay hain
                           
                          • #388 Collapse

                            the basic definition of the Forex trading is that it is business as the other businessess and it is the good and easy business and they need peoples to trade i it and i love this business.
                            • #389 Collapse

                              basically forex ki trading aik aisa business hai jo kay international market par depend karta hai aur phir is mein different countries ki different currencies hoti hain so guys do it now.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #390 Collapse

                                forex trading aik aisa business hai jis main bohat see countries ki currencies hoti hia jin ki demand low ya ziydya honain ki waja say rate low ya ziyda hotay hain.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X