Trading with price or trend line
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading with price or trend line
    as you know ke trading ka platform ek risky platform hota hai iski platform mein kaam karne ke liye ache experience ka hona zaruri hota hai agar aapke pass acha experience hai aur demo account ki bahut achi practice hai to use time hi aap trading ke platform mein price aur trendlines ko ache tarike se understand kar sakte hain aur understand karne ke sath inko trading mein use bhi kar sakte hain forex ke platform mein price aur trendline kitne se zyada importance rakhti hai inko samjhana zaruri hota hai.

    trend lines trading ke platform main simply diagonal lines hoti hai jinko es platform mein price range aur trend ko understand aur define karne ke liye use kiya jata hai generally market mein kaam karne wale all members ke liye market ke trendlines ko defined karna ya unhen attempt karna apne kaam ke liye bahut zyada zaruri hota hai.

    market ki high aur low price ko understand karne ke liye ine trendlines ko attempt karna zaruri hota hai aur inko defined karne ke liye market mein time form ka use bhi karna chahiye in trendlines aur price ko understand karne ke liye market mein analysing price action tools ka use karna chahiye kyunki isko apne kaam mein include karne se hi aapko market ki high price aur low price ki detail haasil hoti hain es platform mein kaam karne wale aur members koi chahiye keva price action per focus karen aur es per focus karne ke sath sath es help bhi le trendlines aur price patterns ko market mein combined kiya ja sakta hai kyunki inko apne kaam mein use karne se hi ham pinpointe trade mein entry hasil kar sakte hain aur yah entry hamen bahut hi isliye tarike se hasil hoti hai.



    Click image for larger version

Name:	Screenshot_5.png
Views:	1
Size:	330.5 کلوبائٹ
ID:	12471920

اب آن لائن

Working...
X