Technical analysis using lagging indicators

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Technical analysis using lagging indicators
    hello dear members kaise hain aap sab i hope aap sab fine honge aur es business se apni performance ko aur zyada dost banane ke liye zyada se zyada advik kar rahe honge es platform mein kaam karte hue aur members ki responsibility hoti hai ki vah market ke rools ko achi tarike se understand karen aur uske hisab hi apne kaam ko jari rakhen market mein important topic legging indicator ka use market mein kis tarah se kiya jata hai iski details aapko bataenge.


    legging indicator
    legging indicator if technical indicator hota hai aur es technical indicator ka basics technical analysis hota hai to all members ko chahiye ki vah technical analysis ko samajh kar hi market mein es legging indicator ka apne kaam mein use karen traders market mein legging indicator ka use market ki previous price data ko confirm karne ke liye es indicator price use karte hain market mein any traders aise hote hain jinko apne order to confirm karne ke liye ine momentum indicator ki bahut zyada zarurat hoti hai.

    yah ek special opportunity hai jisse opportunity ka use karke traders apni trade related all themes ko ache tarike se samajh sakte hain market number jab es indicator ka use karte hain to unhen commonly iske sath other indicators ka use bhi karna chahiye jin mein exponential moving average simple moving average stochastic oscillator relative strength index indicator use waqt use kiya jata hai jab traders apni trade ke liye legging indicator ka use karte hain to unhen chahiye ke vo isko bhi apne es indicator ke sath include karen.

    market mean jab apni trade ke liye aur market ke analyses ko complete karne ke liye indicator ka use karte hain to unhen chahiye ki vah together different type se candlestick patterns mein se best candlestick pattern ko bhi apne kaam mein include karen kyunki inko apne kaam mein include karke hi traders analysis ko complete karke reading ko successful banaa sakte hain.





    Click image for larger version

Name:	Screenshot_60.png
Views:	1
Size:	130.5 کلوبائٹ
ID:	12471886
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Technical analysis using lagging indicators

    Assalamualaikum!!

    Trading Kay waqt apky paas different indicators hoy hein. Ap Indicators ko apni trade main use Kar sakty Hein aur in say faida hasil Kar sakty Hein . Indicators apko trading main signals dety Hein aur ap signals Kay hisab Sy trade laga Kar faida hasil Kar sakty Hein .

    LAGGING INDICATORS:-

    Lagging Indicators, indicators ki aik important type hai . Ye indicator hamen slow signals dety Hein ye signals hamen leading indicators ki nisbat slow hoty Hein magar lagging Indicators Kay signals hamesha darust hoty Hein aur ap inky mutabiq trade laga Kar acha profit hasil Kar lety Hein . Lagging Indicators bohat hi important hoty Hein kiun Kay ye apko acha profit de sakty Hein.

    Technical Analysis:-

    Dosto jab bhi ap trade lagani lagty Hein to market ki proper analysing bohat hi zaruri hoti hai kiun Kay jab bhi ap proper analysis Kay baad trade lagaty Hein to apko bohat faida hota hai aur is tarah ap kamyab ho sakty Hein . Jab Bhi ap lagging Indicators ko use karty Hein aur ap signals hasil Kar lety Hein to phir bhi is baat ko zaruri samjha jayekay ap proper analysis Kar Len aur phir trade laga Len is tarah ap ko bohat faida ho jata hai aur ap kamyab trader ban jaty Hein aur trading Sy bohat sari earnings Kar sakty Hein .

    اب آن لائن

    Working...
    X