Parabolic, bollinger bands, adx, ma’s, alligator and more

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Parabolic, bollinger bands, adx, ma’s, alligator and more
    as you know ke market mein different types mein indicators maujud hote hain aur ine indicator ko trading ke platform mein trade open karne se pahle market ko analysis karte hue ham apne kaam mein include karte hain aur inmein kuchh bahut hi best indicators hote hain jo ki bahut ache tarike se work karte hain aaj ham ine indicators mein se kuch indicators jaise parabolic indicator, bullinger band indicator ,adx indicator ,mas indicator, alligator inki details aapke sath share karenge.

    parabolic indicator ek technical indicator hota hai es technical indicator ko isliye developer kiya gaya hai taki iska use karke market ke trend ki different direction ko understand kiya ja sake es indicator ku potential reversal price auto trailing stop price ki confirmation ke liye use kiya jata hai suitable exit point or entry point ko execute karne ke liye bhi yah bahut zyada use kiya jata hai.

    bollinger band ek bahut hi popular aur technical prise indicator hota hai jisko upper or lower bande ko identify karne ke liye made kiya gaya hai dusri taraf iske sath simple moving average ka use kiya jata hai market ke highlighted areas support or resistance levels ko ke capable yah indicator ek bahut hi behtarin way hota hai

    adx 1 trend strength indicator hai trading ke platform main strong trend main risk ko reduce karne aur profit professional ko increase karne ke liye kiska use kiya jata hai average directional index ko market ki strongly price direction ko indicate karne ke liye use kiya jata hai after all there trend maybe your friend but ine friends ki help lene aur inko janana bahut zyada zaruri hota hai average directional index calculation moving average ki based per ki jaati hai.

    mas

    yah ek momentum indicator hota hai aur es indicator ko technical analysis ka use karke ham apne kaam may include kar sakte hain aur iske zarie se different type timeframes ka use karke currency pairs ki all price movement se ko player kiya ja sakta hai aur inko determined karne ke liye yah indicator bahut zyada involve hota hai

    alligator

    alligator indicator ka use be different types ke indicator ka tarah market trend ko identify karne ke liye kiya jata hai technical analysis tools ko forex trading ki market mein formation trend to identify karne ke liye use kiya jata hai forex trade mein exit ko possible banane mein aur trade mein entry lene ke liye iska use bahut zyada kiya jata hai.




    Click image for larger version

Name:	Screenshot_59.png
Views:	1
Size:	55.2 کلوبائٹ
ID:	12471885

اب آن لائن

Working...
X