What are advantages and disadvantages of leverage in forex

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What are advantages and disadvantages of leverage in forex
    as you no forex ke platform mein mi leverage bahut zyada important rakte hain leverage koi load karne wala koi bhi member es platform mein kabhi bhi nahin ho sakta aur na hi kabhi apna kaam sahi tarike se shuru kar pata hai aur aga voh by chance apna kaam start kar deta hai to usko kabhi bhi usmein achi success hasil nahin hoti leverage ke bahut se advantage aur disadvantage hote hain .

    advantage
    leverage ke bahut se advantage hote hainforex ki trading platform mein kaam karne wale tamam members ke liye zaruri bhi hota hai ke voh leverage ka istemal apne trade mein zarur karen jis members ke pass hai market mein zyada big account nahin hota unka account balance small hota hai lekin vah trading ke platform mein apne trade ko open karna chahte hain to use time voh leverage ka use karke market mein apne trade ko kam balance ke sath shuru kar sakte hain aur es mein stop-loss ka use karke bahut hi acha profit hasil kar sakte hain jo member jiska use karte hain to broker bhi unhen bahut si aisi facilities dete hain ki jisme unhen zyada commission per nahin karna hota bal ke hua kam balance ke sath trade open karne ke saath saath zyada commission se bhi buch jate hain aur achi earning hasil kar lete hain market mein kaam karne wale aur member ko always remember rakhna chahiye ke leverage unki trade main associated certain risks beginners ke liye bahut hi attractive strategy hoti hai es citrate ji ki best per market trading ke platform mein short period ke liye apne trade ko open karke make more money hasil kar lete hain.

    disadvantages

    leverage ke disadvantage zyada nahin hote unke disadvantage bahut kam hote hain aur bahut kam trader hi leverage ka use karke nuksan uthate hain aur agar voh uthate hain to ismein unki apne mistake hoti hai kyunki what rate lagate hue take profit aur stop loss ka use nahin karte jiski vajah se unki trade nuksan mein chali jaati hai aur unka account wash ho jata hai aur jo log leverage ka use apne trade mein nahin karte aur unka balance bhi kam hota hai tu es tarah se vah market mein nuksan uthate hain aur bahut se broker essy hote hain jo ke leverage ki facility to provide karte hain lekin uska commission bahut zyada lete hain jiski vajah se investor ko bilkul bhi advantage hasil nahin hote.




    Click image for larger version

Name:	Screenshot_49.png
Views:	1
Size:	193.0 کلوبائٹ
ID:	12471866
    information for Beginners
    Complete Forex Knowledge
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: What are advantages and disadvantages of leverage in forex

    Assalamualaikum umeed hai ap kheriat Sy hon gay . Aj mein apky sath leverage Kay baary main information share karny ja Raha hun jab ap forex par trading karty Hein to leverage Apko bihat faida deta hai yaani Kay agar ap beginner Hein to pa iska istmaal Kar Kay acha prooft hasil Kar sakty Hein. Jab Kay agar is Sy hony waly nuksaan ki BAAT ki Jaye to iska koi khaas nuksan nai hota magar bohat Kam kabhi kabhi kidi ko loss ho jata hai agar proper use na Kia Jaye to.

    اب آن لائن

    Working...
    X