What is a Trading Chart?
Trading chart market ke price kay utaar charhaao ka aik sequence hai jo kay mukhtalif Timeframes main aap dekh sakty hain. Chart par aapko vertical access (y-axis) aapko price zahir karta hai jabb kay horizontal (x-axis) aapko time scale btaata hai. Price ko chart par baain sy daain read kiya jaata hai aur jo sb sy daain janib price hoti hai wo current market price hoti hai. Charts ka zaida use technical analyst karty hain jo kay sirf aur sirf charts ko use kar kay aany waly dino main price movement ke peshangoi karty hain.
Bila shuba technical analyst charts ko zaida use karty hain lekin charts ko fundamental analysts bhe bahut use karty hain kun kay ess sy price sahi read hoti hai aur pichla data bhe available hota hai. So fundamental analyst bhe kaafi zaida Trading charts ka istemaal karty hain.
Line Chart
![Click image for larger version
Name: Line chart.jpg
Views: 4
Size: 70.5 کلوبائٹ
ID: 12471853](https://investsocial.com/ur/filedata/fetch?id=12471853&d=1630060907)
Line charts main main sirf mainly aik cheez shamiil hoti hai jo kay closing price hai. Aur ye closing price kise bhe timeframe main jab aap check karty hain to pata chalti hai. Kun kay jo traders daily trading karte hain un main aksar esy hoty hain jo closing price par zaida tawajha dethy hain aur open price un kay liey matter nahi karti hai.
Bar Chart
![Click image for larger version
Name: Bar chart.jpg
Views: 4
Size: 58.2 کلوبائٹ
ID: 12471854](https://investsocial.com/ur/filedata/fetch?id=12471854&d=1630060925)
Bar chart mukhtis timeframe main price bars par mushtamil hota hai, aur har bar chart par aapko us makhsoos time main price movement ko btaati hai. Har bar aapko highest value aur lowest value us timeframe main btaati hai jo aap select karty hain. Jabb kay opening price aik choti c horizontal line left side main aapko btaati hai aur right side pe horizontal line closing price btaati hai. Agar closing price opening price sy oper hoti hai to normally bar ka colour green ya white hota hai. Aur jab opening price closing price sy oper hoti hai yo bar ka color red ya black hota hai.
Candlestick Chart
![Click image for larger version
Name: Candlestick .jpg
Views: 9
Size: 64.1 کلوبائٹ
ID: 12471855](https://investsocial.com/ur/filedata/fetch?id=12471855&d=1630060957)
Candlestick chats jo kay sab sy zaida mashoor chart hqin japan main introduce huy aur thory he time main baht zaida log istemaal karny lagy. Candlestick charts aur bar charts main itna zaida farak nahi hota hai candlestick chart main bhe aapko open, close, high, low price ka pata chalta hai. Bar charts aik line ke tarha kay hoty hain lekin candlestick chart open price sy close price tak aik full candle hoti hai. Zaida tar trader Candlestick charts he istemaal karty hain kun kay es sy opening, closing ya low, high prices asaani sy read ho sakti hain.
Trading chart market ke price kay utaar charhaao ka aik sequence hai jo kay mukhtalif Timeframes main aap dekh sakty hain. Chart par aapko vertical access (y-axis) aapko price zahir karta hai jabb kay horizontal (x-axis) aapko time scale btaata hai. Price ko chart par baain sy daain read kiya jaata hai aur jo sb sy daain janib price hoti hai wo current market price hoti hai. Charts ka zaida use technical analyst karty hain jo kay sirf aur sirf charts ko use kar kay aany waly dino main price movement ke peshangoi karty hain.
Bila shuba technical analyst charts ko zaida use karty hain lekin charts ko fundamental analysts bhe bahut use karty hain kun kay ess sy price sahi read hoti hai aur pichla data bhe available hota hai. So fundamental analyst bhe kaafi zaida Trading charts ka istemaal karty hain.
Line Chart
Line charts main main sirf mainly aik cheez shamiil hoti hai jo kay closing price hai. Aur ye closing price kise bhe timeframe main jab aap check karty hain to pata chalti hai. Kun kay jo traders daily trading karte hain un main aksar esy hoty hain jo closing price par zaida tawajha dethy hain aur open price un kay liey matter nahi karti hai.
Bar Chart
Bar chart mukhtis timeframe main price bars par mushtamil hota hai, aur har bar chart par aapko us makhsoos time main price movement ko btaati hai. Har bar aapko highest value aur lowest value us timeframe main btaati hai jo aap select karty hain. Jabb kay opening price aik choti c horizontal line left side main aapko btaati hai aur right side pe horizontal line closing price btaati hai. Agar closing price opening price sy oper hoti hai to normally bar ka colour green ya white hota hai. Aur jab opening price closing price sy oper hoti hai yo bar ka color red ya black hota hai.
Candlestick Chart
Candlestick chats jo kay sab sy zaida mashoor chart hqin japan main introduce huy aur thory he time main baht zaida log istemaal karny lagy. Candlestick charts aur bar charts main itna zaida farak nahi hota hai candlestick chart main bhe aapko open, close, high, low price ka pata chalta hai. Bar charts aik line ke tarha kay hoty hain lekin candlestick chart open price sy close price tak aik full candle hoti hai. Zaida tar trader Candlestick charts he istemaal karty hain kun kay es sy opening, closing ya low, high prices asaani sy read ho sakti hain.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим