What is long & short position

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is long & short position
    assalamu.o.alaikum dear forex members kaise hain aap sab ummid karti hun kya aap ekadam perfect honge aur apne kaam karte hue bahut zyada injoy bhi kar rahe honge jab aap fresh ke platform ek kaam karte hain to dosto time aapko chahiye kya aap apne mind ko ekadam fresh rakhe fresh mind ke sath kiya gaya kaam mein shayad sahi hota hai forex ki market mein kaam karne wale members ko chahiye ki vah es related to long and short position ko ache tarike se understand kar len kyunki yah market mein kaam karte hue use ki jaati hai.

    market mein jo bhi beginner traders apna kaam shuru karte hain to unhen chahiye kyon market mein fundamental analysis ka use karte hue long and short position ko samajhne ki koshish karen kyunki ismein complete details provide ki jaati hai unhen es opportunity se fayda uthana chahiye taki unhen market mein related ache information hasil ho sake.

    long position aur short position ek dusre ke opposite hoti hain trader jab market mein trade ko open karte hain to vah log position ko apne trade ke liye select karte hain aur long time ke liye unki trade zari rahti hai aur agar usmein acha profit hota hai to usko close kar dete hain aur short-term trade aisi trade Hoti Hai Jisko Jyada time ke liye Upar nahin kiya Jata usko kam Waqt Ke Liye open Kiya jata hai aur usmein acche success Hasil hone ke bad use close kar diya jata hai market mein jo bahut achi success hasil karna chahte hain to unhen chahiye ke vah trade ko open karne se pahle trading system ko ache tarike se analysis karne ke bad bhi market mein long and short position ko apne trade ke liye select karen aur iske liye strategy bhi unhen best select karni chahiye.






    Click image for larger version

Name:	Screenshot_36.png
Views:	1
Size:	328.5 کلوبائٹ
ID:	12471846
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: What is long &amp; short position

    Walaikum Salaam.
    Dear pakistan forex forum member, mairay knowledge k mutabik forex trading ko short aur long ki position say samjhnay yeh sab kuch hamaray knowledge aur expereince pay depend karta hai, agar market main trading karnay k liye haamray pass acha experience hai to ham market ko achay tareekay k sath analysis kartay hwuay long positions k sath sell ya buy karaingay aur agar ham amrket k baray main acha knowledge nai rakhtay hain to hamko market main short positions ko hasil karnay main ham achi earning kar skatay hain. Long aur short positions ko smajhnay k liye ham darj zail ki discuss ko follow kartay hain jis main umeed ki ja sakty hai k sab members ko acha faida hasil hoga.

    Long Position:

    Dear, forex market main trades karnay k liye agar ham achi skill aur expereince say market ko analysis karnay k master hain to tab he ham is main long positions k sath trading kar saktay hain aur tab he ham market say acha faida hasil kar saktay hain, laikin agar ham aisa kuch nai jantay hain to hamko market main trades say thora bahut faida milnay k baad hamari trades losses main return hona start ho jayengi ji say ham market ko kabhi smajh bhi nai sakaingay aur na he kabhi koi khaas deceioun hasil kar sakaingay, is liye better yahi hai k hamko long position ko tab he pick karna chaye jab ham market main achay experts traders hon.

    Short Position:

    Dear, jis taraha say hamko long position main market k baray main achi skills aur experince ki requirement hoty hai waisay he hamko short positions main bhi same he zarurat hoty hain laikn long aur short main different yeh hota hai k long main hamko ziada tar market ka wait karnay say acha benefit milnay ki umeed hoty hai jabk short positions main hamain market say thora bahut profit hasil karnay k baad market ko chorr dainay main hamari samjhdari hoty hai.
    Forex tradin ko samjhnay k liye aur is main position ko pick karnay k liye bahut sari aisi short aur long positions ki strategies hain jinko agar ham achay tareekay say follow kartay hwuay market main kaam kartay hain to ham aik achay aur professional traders ban saktay hain jisk liye hamko ziada tar practice ki requirement hoty hai jisay complete karnay har haal main zaruri hota hai tab he ham market main experts ban skatay hain.
    • #3 Collapse

      Re: What is long &amp; short position

      Asalam-u-Alikum!
      Umeed ha dstn ap sab khariat sa hon ga , ag ka hamra topic long ur short postion ka bara ma ha . Aj ma ap ko btaon ga ka trading ma long ur short position kia hoti ha . Agr ap acha trader bnana chta han to ap ko sab sa phla trading ka bara ma achi trha janana hoga . long ur short position trading ka ahem hisa ha
      LONG POSITION;
      long postion asal ma ya hota ha ka jab hum trade lagta ha to hum kitna long period ka chart dekh rha ha . mtlb chart one hour ki analysis kr rha ha ya one week ki kr rha ha ya us sa km ya zada ki.long postion ma hamara candle pattern short postion ka muqabla ma change hota ha .
      SHORT POSTION;
      short postin ma jab hum chart ka analysis krta ha tab huma pta chlta ha ka hum kitna short period ka chart dekh rha han .Mtlb one minute ka ya 5 minutes ka ya 15 minutes ka . is ka candle pattern 1 minute ya 5 minute ya 15 minute ka abd change hota ha .
      chart analysais ka liya zarori hota ha ka hum kitna time ka chart laga rha ha aya ka hum long postion ka chat dekh rha ha ya short positin ka .
      • #4 Collapse

        Re: What is long &amp; short position

        Forex main jab ap trading karty Hein to apko 2 kisam ki strategies nazar aati hein aik long position aur dosri short position.
        Long position main ap jab bhi market analysis karty Hein to sab sy pehly ap long term trade ka soch Kar analysis karty Hein aur long term Kay baary main trade lagaty Hein aur is ay apko profit ya loss hota hai . Is main hamesha analysis karty waqt apko long term ka sochna hota hai Kay market agly din ya long term main Kahan Tak jati hai jab Kay agar short position ki BAAT ki Jaye to ye short term ki hoti hai is main apko analysis bhi short term keliye karny hoty Hein aur ap short time keliye trading Kar Kay apna profit hasil Kar sakty Hein aur trading main ka.yab Jo sakty Hein.
        Ap chahy short term Karen ya long position keliya apky paas experience ka hona bohat zaruri hai isky sath sath apky paas trading Kay baary main information ka bhi hona zaruri hai kiun trading kay baary main knowledge ho to hi kamyabi mumkin hai.
        • #5 Collapse

          Re: What is long &amp; short position

          Asalam-u-Alikum!
          Dstn jab bhi hum trade lagta ha to hum apna demgh ma ya bht zarori rhkta ha ka hum kitni bari trade lagna chta ha . Ya kitni time period hum trade krna chta ha . To aj ma ap ko long position ur short position ka bara ma btaoun ga .
          Sab sa phka sstn long position ka mtlb ya ha ka jab bhi hum chart ko analysis kr rha hota ha to hum zada time ka chary dekh rha hota ha Isa hum long position kheta ha kio ka ya ik week ki Hoti ha .
          Agr hum short position ki bat krta ha to us ma chary ka analysis ka time period hum short kr feta ha Yani kuch mints ya hours ua sa trading ma bhi jldi Hoti ha ur candle pattern bhi us time ka show hota ha .
          • #6 Collapse

            Re: What is long &amp; short position

            Dear member aap ny bahut hi acha topic hamare sath biscuss Kia hai forex trading market mein long and short position ke related knowledge hona bahut hi important hai.agar market mein trading karne ke liye hamare pass achcha experience or knowledge hoga to Ham market ko acche tarike ke sath analysis krty huy long position ke sath sell ya buy Karen gay aur agar Ham market ke bare mein achcha knowledge nahin rakhte Hain, to humko market mein short position ko hasil karnay mein hamen ham acchi earning kar sakte hain.

            Long Position:

            Dear member forex market mein agar Ham long position ke related acha knowledge rakhte Hain.tou tab hi Ham ismein long position ke sath trading kar sakte hain aur tab hi Ham market se acha benefit ly sakte hain. Long or short position ek dusre ke opposite hoti hai trader jab market mein trade ko open karte hain to wo long position ko apni trade ke liye select karte hain aur long time ke liye unki trade jari rahti hai aur agar usmein acha profit hota hai to usko close kar dete hain . Isliye better yahi hai ki humko long position ko tabhi pick karna chahie jab Ham market mein acche expert traders Hon. isliye Ham long term trading ke liye properly market mein analysis karne hota hai aur market ko focus karna hota hai tabhi Ham successful trading karenge.

            Short Position:

            Dear members forex market mein Ham short position ki trading karte Hain to usmein hamen short time frame Ko dekh kar analysis karny hon gy,jis sy Ham aasani se apne target lekar profit bana sakte hain long or short mein difference yahi hota hai ki long mein hum ko zaida tar market ka wait Karny se acha benefit milane ki ummid hoti hai. jab k short position mein Ham market se thoda bahut profit hasil karne ke bad market sy out ho jaate Hain. forex trading ko samajhne ke liye aur is mein position ko pick karne ke liye bahut sari aisi short aur long position ki strategies hain. jinko agar Ham acche method se follow karte huy market mein kam karenge to Ham ek achy aur professional trader Ban sakte hain. jiske liye humko zaida practice ki requirement hoti hai jitni jyada Ham practice karenge utani hi jyada Ham expert trader Ban sakenge.
            • #7 Collapse

              Re: What is long &amp; short position

              Assalam o alaikum Dear Forex member's Kia hal hn main ummid karta hun aap sab member's kheriyat se honge ji han bilkul jb ham trade lagty hn Tu ap ko ye bat Zahin nasheen or leni chayie key ap long term trade laga rhy hn ya short term trade lagty hn
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: What is long &amp; short position

                اصل پيغام ارسال کردہ از: analysismaster پيغام ديکھيے
                assalamu.o.alaikum dear forex members kaise hain aap sab ummid karti hun kya aap ekadam perfect honge aur apne kaam karte hue bahut zyada injoy bhi kar rahe honge jab aap fresh ke platform ek kaam karte hain to dosto time aapko chahiye kya aap apne mind ko ekadam fresh rakhe fresh mind ke sath kiya gaya kaam mein shayad sahi hota hai forex ki market mein kaam karne wale members ko chahiye ki vah es related to long and short position ko ache tarike se understand kar len kyunki yah market mein kaam karte hue use ki jaati hai.

                market mein jo bhi beginner traders apna kaam shuru karte hain to unhen chahiye kyon market mein fundamental analysis ka use karte hue long and short position ko samajhne ki koshish karen kyunki ismein complete details provide ki jaati hai unhen es opportunity se fayda uthana chahiye taki unhen market mein related ache information hasil ho sake.

                long position aur short position ek dusre ke opposite hoti hain trader jab market mein trade ko open karte hain to vah log position ko apne trade ke liye select karte hain aur long time ke liye unki trade zari rahti hai aur agar usmein acha profit hota hai to usko close kar dete hain aur short-term trade aisi trade Hoti Hai Jisko Jyada time ke liye Upar nahin kiya Jata usko kam Waqt Ke Liye open Kiya jata hai aur usmein acche success Hasil hone ke bad use close kar diya jata hai market mein jo bahut achi success hasil karna chahte hain to unhen chahiye ke vah trade ko open karne se pahle trading system ko ache tarike se analysis karne ke bad bhi market mein long and short position ko apne trade ke liye select karen aur iske liye strategy bhi unhen best select karni chahiye.






                [ATTACH=CONFIG]31527[/ATTACH]

                DEFINITION.
                Asalam o alaikum dear forex members apny humry sth bht hi informative knowledge share kia ha dear members main b apky sth long and short position k related apna knowledge share krta hn...
                Desr members ye sb humry knowledge r experience pr depend krta ha ilto is ly humy chabiye agr market me trading krny k ly humry pas acha experience ha to hum market me achy tareeqy se analysis kRty huy long position k sth sell r buy kren gy r agr hum market me acha knowledge ni rkhty to hum market me short position ko hasil kr k achi earning kr skty hsin.
                To dear members long r short position ko samjhny k ly humy isy detail se prhna hoga r main apko detail se smjhta hn umeed ha k apky knowledge r experience me izafa hoga ..

                1. SHORT POSITION.
                2. LONG POSITION.

                DEAR members hum apko long r short position k mutaliq apna knowledge shre kren gy...

                1: LONG POSITION:

                Dear forex market me agr hum long position k mutaliq acha knowledge rkhty hsin to tb hi hum long position k sth trtrade kr skty hain r tb hi hum market se acha faida hasil kr skty hain r aagr hum is me kuch nni janty to humy market meme thora bht faida milny k bd b humri trades dubara losses me ana shoru ho jti hn r is se na to hum kbi market ko smjh skty hsin r na hi is se hum acha deseion ly k profit hasil kr skty hain is liye humy chahiye k hum us time hi long position ko pick krna chshiye jb hum Market me good traders ki hasiyat rkhty hon...

                2: SHORT POSITION:

                Dear forex members jesy kk humy long position k related mamarket me achy experience r knowledgeknowledge ki requirements hoti hn Same wese hi humhumy short position me b zarurt hothota ha butt long and short me difference ye hhota ha k long position me humy market ka waitwait krny k bd humy achy benefit milny ki umeed hoti ha jbbk short position me hhumy market se thora bht profit hasil krny k bd market ko cchor dene me hi behtri hoti ha forex trading ko smjhnysmjhny k ly r is position ko pick krny k ly bht c esi short r long positions ki strategies hain jin ko agr hum follow krty hsin r market me kam krty hain to us se hum expert traders ban skty hain is me hum jitni ziada practice krty hsin jo humy requirements di jti hs usy hum pura krty hain To tbhi hum market me professional trader bn skty hsin...

                Click image for larger version

Name:	FRONT-ENG-3.png
Views:	1
Size:	17.8 کلوبائٹ
ID:	12342753

                اب آن لائن

                Working...
                X