What is currency Trader?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is currency Trader?
    Assalamu Alaikum Dosto kaise ho aap sab ummid karta hun per Sab dost khairiyat se Honge. dosto aaj main aapko batana Chahta Hun Ki Ek currency trader kya hai 1 currency trader jisse foreign exchange trader ya Forex trader bhi kaha jata hai vah shaks hota hai jo zare mobadla per currency ka karo Baar Karta Hai Ghair Mulki currency ke Tajron me Peshawar Afrad Shamil Hote, Jo kisi maliyati form ya girahkon ke group ke liye Tijarat karte hain lekin inmein shokia tajir bhi Shamil Hote Hain Jo Apne Mali fayde ke liye yah to Shauk ke Taur per Tijarat karte hain yah Rozi kamane ke liye.
    Forex trading ka takaza yah hai ki aap Kamyab hone ke liye musalsal tabadly ki sharhon per gahiri Najar rakhen Mazeed Jaane Ke yah market Kaise kaam karti hai aur Forex currency trader ke taure per ise kya karna chahie.
    Forex currency trader kya hai?
    Ghair Mulki currency ki Tijarat se munafa Hasil karne ke liye currency exchange rate istemal Karte Hain, Ek dusre ke Hawale se currency ki kimat badhane ya Girne ki vajah se tajar in tabdilon ki peshangoi karne ki koshish Karte Hain aur isi ke mutabik kharido firokhat Karte Hain.
    Ghair mulki currency main Tijarat Sarmaya kari ki Degar kai aqsam Ke mukabale mein jyada Khatarnak hai na ke Aisi chij jismein Kisi bhi taajer ko Mashghol Hona chahie Bade Munafy ke mauke ke sath bade nuksanat ka Khatra Hota Hai.
    Lihaza yah samajhna zaroori hai ki yah market Kis Tarah kam karti hai aur is se pahle ke aap Forex trader banaen.

    Forex market Kaise kaam karti hai??
    Ghair mulki currency market Jise Forex bhi Kaha Jata Hai Duniya Ki Sabse Badi maliyati Mandi hai. Exchange main Har Roz 5 trillion dollar Se Jyada Ka karobaar Hota Hai jo ki aalmi masawat ke hujjum ka 25% hai Iske kai tijarti marakiz Hain lekin ahem Markaz Tokyo London aur New York Mein Hain Yeh market ko 24 ghante Hafte Mein 5 Din kam karne ki Ijazat deta hai.

    Ghair mulki currency ki currencion ki numaindagi 3 harfi Alfaaz Se Hoti hi Jaise Americi dollar ke liye USD Euro ke liye EUR aur Japani yun Ke Liye JPY jaise jodon mein len Den ka Hawala Diya jata hai.
    Ameriki dollar takriban Har Badi currency Jodi Mein Shamil Hai Kyon Kah yah duniya ki reserve currency hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: What is currency Trader?

    Asalam-u-aulikum!
    umeed ha dstn ap sab khariat sa hon ga aj ha hamara topic ha ka currenc y trading kia hoti ha . to aj ma ap ko btaon ga ka currency trading kia ha . Cureency trading ka asla mtlb ya ha ka wo trading jis ma currency envolve ho .yani agr hum gold ur dolar ka darmian trade lagat ha toagr hum gold ko sell krta t
    ha to huma profit ma dollars mila ga ur agr hum gold ko buy krta ha tab bhi dollars mila ga . Isl ka hum currency mil rhi ha ur hmari tarde currency ma ho rhi ha is lia isa currency trading khta han
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Re: What is currency Trader?

      Assalamualaikum!

      Aj mein apky sath currency trading Kay baary main information share karny ja Raha hun. Jab bhi ap forex main trading karty Hein to currencies par trade Kar sakty Hein yaani euro aur USD Kay paor e.t.c . Trading main hamesha currencies ka pair bana dia jata hai aur ap currencies par trade laga sakty Hein .
      Jesa may ap janty Hein Kay currencies Kay rate constant nai hoty hamesha oper neechy hoty rehty win to ap currencies Kay par par buy ya sell par trade laga Kay profit hasil Kar sakty Hein apko yahan par loss bhi ho sakta hai magar currencies trading keliye ya kisi kisam ki trading karny sy pehly apko market analysis Karny hory EIN aur isky mutabik trade lagani hoti hai taky apko faida ho saky

      اب آن لائن

      Working...
      X