assalam.o.alekum pyare doston jaisa ke ham sab jante hain ke forex ka business ek international business hai aur international business hone ke sath sath yah business all members ke liye bahut zyada profitable bhi sabit hota hai es business mein jo members apna kaam karte hain to unhen chahiye ke vah es ka acha knowledge hasil karke apna kaam shuru karen kyunki use time hi vah market mein lots aur account ki types ko ache tarike se samajh payenge aur unko sahi tarike se use kar sakenge.
account types
feorex ke business mein jab kaam shuru kiya jata hai to sabse pahle account ko open karna hota hai aur account ko open karne ke liye account ke different types mein se best type ki selection karna hoti hai jiska to aap apne account ko easily tarike se open kar paate hain aur use long time ke liye forex market mein uze kar sakte hain account ke typese mein standard account, micro account aur zero account hota hai ham ine type ka use karke apne account ko open karte hain.
lot size
forex ki market mein trading platform mein jab kaam kiya jata hai to use waqt iska istemal kiya jata hai aur ine ka istemal sahi tarike se karna hi ek good trader ki best nishani hoti hai vah traderji market mein achi tarike se successful ho paate hain ine ka istemal market mein account balance ke hisab se hi karna hota hai agar aapka account balance kam hai to use time aapko big lot size ka use bilkul bhi nahin karna chahiye balki uske hisab se hi lot size select karna chahiye uske liye market mein small lot size ka election karna bahut zyada zaruri hota hai unhen apne trade ke liye big lot size bilkul bhi use nahin karna chahiye Kyunki bahut zyada dangerous hota hai market mein bahut hi kam trader es lot ka istemal karte hain apne trade ke liye.
standard lot size 100,0002
mini lot size 10,0003
micro lot size 1,0004
nano lot size 100

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим