Standard, mini and micro account
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Standard, mini and micro account
    today ham aapse forex ki market mein maujud ek bahut hi best opportunity ke topics related discussion karenge basically es platform mein kaam karne wale sabhi member ki yah responsibility hoti hai ki vah es platform main apna kaam shuru karne se pahle isko ache tarike se study kar le kyunki skill learning karne se hi aapko iske bare mein best information hasil hoti hain aur kisi bhi kaam ka agar aapke pass acha concept hota hai to yah concept aapko bahut hi best benefits de sakta hai.

    trading session mein sabse important account hota hai account ke bad market mein lot size bahut zyada jata hai donon cheezon ka sahi tarike se istemal karna chahiye aur har member ko iska sahi use karna aana chahiye account ko open karne ke liye different program ka use kiya jata hai jismein standard account, mini account aur micro account hota hai.

    isi tarah se standard lot size mini lot size micro lot size es platform mein maujud hote hain jinko ine account ke hisab se hi select kiya jata hai agar aapka kaam complet hota hai to use time aap take lot size ka use kar sakte hain lekin small account ke sath pic lot size ka use bilkul bhi nahin karna chahiye uske liye hamesha small lot size ka istemal karna chahiye tha kya aap apne account ko save rakh sake es k save banane ke sath sath market mein trading ko successful banakar acha profit hasil kar le.

    new member ko apna kaam karte hue kisi bhi kisim ka risk nahin lena chahiye balki unhen risk free account open karna chahiye aur market mein trading karte leverage aur money management ke roll ko apne kaam mein zarur follow karna chahiye new members ko market mein maujud apne seniors members guideline lete ana chahiye kyunki vah bahut acha experience or knowledge rakhte hain standard account mini account aur micro account ka.





    Click image for larger version

Name:	Screenshot_28.png
Views:	1
Size:	484.2 کلوبائٹ
ID:	12471834
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Standard, mini and micro account

    Assalam o alaikum dear forex frnds umeed krta hun k ap sab khariyat sa hon ga frnds forex ma kam krna k lye apko bht Sara hardwork chahih hota h us k bghair ap forex trading ma kam nae kr sakta
    trading session mein sabse important account hota hai account ke bad market mein lot size bahut zyada jata hai donon cheezon ka sahi tarike se istemal karna chahiye aur har member ko iska sahi use karna aana chahiye account ko open karne ke liye different program ka use kiya jata hai jismein standard account, mini account aur micro account hota hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Re: Standard, mini and micro account

      Assalamu Alaikum! Dear forex members, umeed ha k ap sab thek hon ga aur forex market sa ak acha gain le raha hon ga. Forex market ak complex aur bhot bari market ha. Is market man success k liye knowledge hona bhot zarori ha. Bagair knowledge k ye market apko bhot bara loss de sakti ha.

      Lotsize of Trade:

      Forex market man ham jis amount sa trade open kerta han, us amount ko lotsize kehta han ya dosra alfaz man lot size currency pair k total number of units jo k trader sell ya buy ker raha hota ha. Lotsize ko four different categories man divide kia gya ha:

      1. Standard Lotsize:

      Standard Lotsize man ager trader 1 lot ki trade open kerta ha to iska matlab ha k trader na us particular currency pair man mojod 100,000 base currency k units ko buy/sell kiye howa han. Professional traders he standard Lotsize per trading kerta han. Standard Lotsize man trader ko profit zayada hota ha lakin loss k chance b berh jata han is liye new traders ko ""Standard Lotsize"" man trading ko avoid kerna chaheye. Ager trader "Gbp/usd" per 1 lot standard ki lagata ha to iska matlab ha k trader na "Gbp" ki 100,000 units "Buy/Sell" kiye han.

      2. Mini Lotsize:

      Mini Lotsize man ager trader 1 lot ki trade open kerta ha to iska matlab ha k trader na us particular currency pair man mojod base currency k 10,000 units ko buy/sell kia howa ha. New trader ko chaheye k wo mini ya micro Lotsize per trading kara, q k is man loss kam hota ha. Aur new trader k liye loss ko recover kerna easy ho jata ha. Mini Lotsize standard Lotsize k 10% hota ha. Ager trader 1 lot mini ki "Gbp/usd" per lagata ha to iska matlab ha k trader na "Gbp" k 10,000 units ko "buy/sell" kia ha.

      3. Micro Lotsize:

      Micro Lotsize man trader 1 lot ki trade open kerta ha to iska matlab ha k trader na us particular currency pair man mojod base currency k 1000 units buy/sell kia han. Micro Lotsize standard Lotsize ka 1% hota ha. Ager trader na "Gbp/usd" per 1 micro lot lagai ha to iska ka matlab ha k trader na "Gbp" k 1000 units buy/sell kiye han.

      4. Nano Lotsize:

      Nano Lotsize man trader 1 lot ki trade ager open kerta ha to is man trader 10 ya 100 unit "Buy/sell" kiye han. Units man difference is liye ha k kuch trader 10 units ki Nano lo deta han aur kuch trader 100 units ki. Nano lot forex market man kuch broker he deta han. Nano lot ki demand new Commer ya strategy tester demand kerta han. Is liye new commer ko nano Lotsize per trade kerni chaheye ta k losses mo minimize kia ja saka.

      Lotsize on Commodities:


      Gold ki 1 lot Gold 100 Ounces k barabar hoti ha.

      Silver ki 1 lot Gold k 5000 Ounces k barabar hota ha.

      Oil ki 1 lot oil k 1000 barrels k baraber hoti ha.

      Natural Gas ki 1 lot 100,000 cubic meters k baraber hoti ha.

      اب آن لائن

      Working...
      X