Terminal window, trades and account history window

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Terminal window, trades and account history window
    directly or indirectly jab aap es platform mein apne kaam ko shuru karte hain to use time aapke liye yah zaruri hota hai ki aapke pass aap ke account ki complete information hasil ho kyunki account ki complete information hasil karna all members ke liye zaruri hota hai kyunki informations aur account history trader ke kisi bhi kaam a sakti hai isliye traders ko chahiye ki vah apne es account history e ko ache tarike se ek file mein save rakhen taake vah zarurat ke waqt apne account history ko kisi bhi waqt check kar sake aur usko ache tarike se use kar sake.

    market ein trade ko open karna hai to trade ko open karne ke liye hamen apne account ko open karna hota hai aur account ko open karne ke liye hamen application ka use karna hota hai aur applications me agar hammeta tarade for application ka use karte hain to yah application hamen bahut hi test facilities provide karti hai yah ek aisi opportunity hai ki jis ke zariye se hamen market mein indicators aur chart patterns ko understand karne mein difficulties ko face nahin karna padta bal ke easy tarike se ham apne account ki information hasil karne ke sath sath trading ke platform aur apni trade se related all information hasil kar sakte hain aur market ko analyses karne ke liye yah application bahut zyada best informations ko show karthi hai.

    aur market mein terminal window kya hoti hai es ko samajhna bhi trade ke liye zaruri hota hai aur es terminal window me meta trader for 4 application include ki jaati hai aur in application ka use karke ham market mein apne account balance account equity ke alava transaction reports hasil kar sakte hain.

    es platform jab ham terminal window ka use karte hain to use time hone es mein maujud all transaction details hasil kar leni chahiye ismein bahut si cheez hai bahut zyada matter karti hain. for example, older, time, type ,size ,symbol ,price ,stop loss ,take profit ,commission and swap, profit. forex ke platform ko open karne ke liye in all transaction ke details hasil karna aur inka sahi tarike se use karna trador ke liye zaruri hota hai.


    Click image for larger version

Name:	Screenshot_5.png
Views:	1
Size:	149.2 کلوبائٹ
ID:	12471799

اب آن لائن

Working...
X