Aslaam o Alaikum.
Dear pakistan forex forum members, mairay knowledge k mutabik forex market ki trading main kamyabi ko hasil karnay k liye rules aik aisi key hai jis say ham market main success ho saktay hain, jisk liye har aik traders k liye yeh recomend ki jata hai k wo apni trading k plan aur analysis say behtar faida hasil karnay k liye rules ko apply kartay hwuay un pay amal karnay say he sab kuch mumkin bana sakta hai.
Forex trading k business main har aik traders k different rules hotay hain jinko ham kabhi bhi negative nai keh saktay hain qk rules say he ham achi trading kartay hain aur un say he ham acha profit bana saktay hain, is liye ham yeh keh saktay hain k ham sab k kaam karnay k rules different hain but hamara goal aik he hota hai jisay ham achi trading aur profit kehtay hain.
Forex market main trading karnay k liye mairay apnay kuch rules hain jinko follow kartay hwuay mairy har aik trades say mujhay acha profit bhi milta hai aur usk sath sath har aik trades k badlay main mujhay mazeed kuch learn karnay ko bhi milta hai, jisko main aaj aap sab k sath share karta hoon.
1. Forex trading start karnay k liye candlestick ko daily time frame main technical aur latest conditions say daikhain aur pairs main trades start karain.
2. H1 time frame ko select kartay hwuay nearest supports aur resistance area ko search karain.
3. Sell aur buy entry ka intekhaab H1 say D1 k time frame ko complete daikhnay k bad karain.
4. Agar aap sell ki entry laina chahtay hain to resistance level say lain, aur agar aap aik buyer hain to phir support area say buy karain.
5. Agar aap aik scalpers hain to 20 pips pay take profit set karain aur agar aap trade ko hold kar saktay hain to aapko 100 pips pay take profit rakhna aik best rul hai.
Complete the Routine before Trading:
Dear, mairay expereince aur mairay personal life ki routine k mutabik hamko market main entry lainay k liye kabhi bhi jaldbazi ya without aik routine k kaam ko start nai karna chaye, balk jab ham kisi aur kaam say free hotay hain to usk baad hamain aik propper managemnet k baad market main kaam ko start karna chaye jis say hamaray mined k uper bhi koi burden hoga aur ham trading ki skills ko bhi easily samjhnay main success hongay aur sath sath hamari trading bhi tab he hamko ach faida daige jab haamri routine complete hoge.
Withdrawal Routine:
Dear, forex trading main yeh maira personal experience hai k agar ham trading k profit ko ziada say zaida withdraw laitay huway apni routine banaingay to is main hamari psychology incorrect hoge, jisk liye zaruri hai k hamain ziada say ziada apnay account ki growth karnay main bhi hamari kamyabi hai aur ham aisi soch say he professioanl traders ban saktay hain.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим