What is lot size and how it effects on our profits and losses

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is lot size and how it effects on our profits and losses
    jo members trading platform at rate ko open karna chahte hain aur es open karke ismein acha profit hasil karna chahte hain to unhe chahiye ke vah markeut me apni trade open karne se pahle lot size ko ache tarike se understand kar le kyunki lot size ko confirm karna aur unke different type se unko samajhna aur samajh Kar apne trade mein use karna bahut zyada zaruri hone ke sath bahut zyada faydamand sabit hota hai.

    lot size ka use and effect
    market mein treat ko open karte waqt sabse pahle lot size ki selection ki jaati hai aur lot size ki selection aapko aapke account balance ke hisab se hi karna hoti hai agar aap account balance kaise aapse lot size ka use nahin karte aur aapke pass iska knowledge nahin hota jiski vajah se aap khud ka disturb ka use karke is ko select karte hain to es tarah se aap isko achi tarike se understand kar paty jiski vajah se aapki trade nuksan ki taraf chali jaati hai lot size ko hamesha account ke hisab se hi select karen.

    market mein jo member is reading karne ka acha knowledge nahin rakhte apne trade ke liye lot size hamesha chhota hi rakhna chahiye standard lot size ka use nahin karna chahiye lot size a ki different types mein standard loads are is a micro lot size mini lot size for nano lot size hote hain tamam lot size ke rates or value up alag alag hote hain same nahin hote isliye aapko pips key value aur rates confirm karne ke bad in lot size ke rate se ko understand karke unka use karna chahiye.

    $ 10;000 balancex .01 risk________________________$ 100 loss

    Click image for larger version

Name:	lot size.png
Views:	1
Size:	63.6 کلوبائٹ
ID:	12471790
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: What is lot size and how it effects on our profits and losses

    اصل پيغام ارسال کردہ از: afzalkhaa پيغام ديکھيے

    [ATTACH=CONFIG]31312[/ATTACH]
    LOT SIZE KIA HY
    dear friends umeed hy ap sab kheriat se hongy dosto trading me hamesha khatraa rehta hy ap chahy kitny expert trader hi q na ban jaryn lekin trade lagaty waqt dar zroor lagta hy q k hamari real money invest hoti hy tou ham nahi chahty k ye zaaya ho jaey isi dar ki waja se ham achi trading nahi kar paaty asal me is ki barri waja hamara lalach hota hy ham pesa kamaany k chakar me ye nai dekhty k lot size ka kia intekhaab karna hy ham josh me aa k barri lot laga dete hy jisko waja se bury asraat samny aaty hyn ma aj apko lot size k baary me btata hn k is ky faidy or nuqsankia hyn
    lot size ka formula ma apsy share karta hn isko ghour se parrhen or samajh len
    Click image for larger version

Name:	download (1).jpeg
Views:	2
Size:	15.1 کلوبائٹ
ID:	12342461

    SMALL LOT SIZE K FAIDY
    dosto jab bhi trade lagani ho tou apna account balance dekh liya kren k apka account kitni lot ki trade bardasht kar sakta hy or kabhi bhi barri lot ki trade na lgaya kren hamesha small lot istemaal kren is se apka account safe rahega agar apko profit hua tou kam profit hoga lekin agaer apki trade loss me chali jaati hy tou us se apko nuqsan bhi kam hoga isi liye new members kam lot ka istemal kren taa k wo kam risk me rahyn is se slowly slowly apka account increase hota rahy ga

    BIG LOT SIZE K FAIDY OR NUQSAN
    dear friends big lot size k bohat faidy hyn agar ap ak trade lagaty hyn or us me ap barri lot ka intekhaab karty hyn tou apki trade jese hi profit me jaey gi tou apko bohat ziada profit hoga or apka account foran increase ho jary ga lekin iska nuqsan bhi bohat ziada hy agar ap barri lot lagaty hyn or apki trade nuqsan me chali jaati hy tou apka account bohat minus ho jaey ga or apka account wash bhi ho sakta hy isi liye ma tou apko yehi suggest krunga k ap small lot size ka istemaal kiya kren taa k apka account safe rahy
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Re: What is lot size and how it effects on our profits and losses

      Trading Mein plot size ke Bahut Mast Hai agar aap junior member Hain To aapko chahie kya aap kam lot 5 ke sath trading Karen trading Mein hamare pass different lot size Diye Gaye Hote Humne Khud select karna tha lekin agar aap bhi gana hai to aapko chahie kya aap kam Laut Ke Sath trading karen to aap Jarur Kamyab Honge lekin agar aap scene member Hain To aap apne Matric select Karke kachha profit Hasil kar sakte hain aur Kamyab ho sakte hain

      اب آن لائن

      Working...
      X